Friday ko forex market baqi dino say bahut different hoti ha. Why?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Friday ko market babut slow bhi hoti ha aur different bhi. Aisi kyun ha yeh sawal aisa ha jis ka koi pet answer nai mil raha. Experts say request ha k wo apna apna opinion dain ta k sb forum k logo ko faida ho
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Aslam o alikoum dear brother daikhain aap ke bat teak hai kay forex trading market friday ko bhat fast hoti hai ya slow bhi ho sakti hai because last day hota hai Market ka to trader ko conscious hona parta hai
       
      • #18 Collapse

        Ji haan Friday ko market Baki dino se bahut zyada different Hoti Hai uski yeah Baja hai ki Friday ke din bahut jyada news Aati Hai aur yeh week ka last day hota hai aur sab closing hoti hai isliye market bahut zyada fastly move karti hai aur bahut jyada difficult Hota Hai Yahan Par trader ke liye kaam karna aur Market ko judge karna
        • #19 Collapse

          Kyun ke Friday ko market ka last day hota hai is liye Friday wale din market aam dino ke mukable me zeyada fast hoti hai is liye Friday wale din trading se door rahen agar ap ke pas small account hia to.
          • #20 Collapse

            Friday ko Forex trading Mein kaam karna bahut zyada Mushkil ho jata hai aur bahut traders Friday ke din Apna loss Karte Hain Friday ke din market bahut jyada different hoti hai aur yeah market is wajah se different Hoti Hai Kyunki Friday ke din bahut zyada market mein news aati hai aur almost her country ki news Aati Hai Jiski wajah se market ki koi sahi tarah se samajh nahi aati aur nahi koi specific direction hoti hai
            • #21 Collapse

              Friday ko market aksar he slowa ho jati ha ic ki vja yeh ho skti ha k most of the traders apni safety k leay Friday ko trading nai krtay week end ho raha hota ha aur next week koi idea nai hota k next week kia trend ho ga
               
              • #22 Collapse

                W.salam bahi jumy ko market kaa akhri din hota hai aur traders koshish karty hain kay jo bhe trades lagi hui hon un ko nikaal den aur jis ke wajha se market unexpected behave karti hai. Aur esi tarha monday ko market ma trading zayda hoti ha. To en dino ma trading dekh kar larna chahey.
                • #23 Collapse

                  bhai trading to kbi bhi ki ja skty hai but Friday dangerous day hota hai ak to zuada tar big news Friday ho ati hain agir news ho to trading nhi krni chaye or 2nd market Friday ko close hoti hai or jb open hoti hai to zuada tak trand change kr jati hai agir Friday ko jo trade lgaty hain woh close nhi hoti to Monday loss ka chance hota hai
                  • #24 Collapse

                    bhia market koi khas difeerence ni hoti hn lekin aam dino se diference hoti hn oski sab se bari vaja market closing ka day hota hn to buyer adn seller closeing krtey hn oske elava nfp bho hota hn to oska bhi impact market me rehta hn aur oske bad bank raat ko market ko establoe krke jatey hn :)
                    • #25 Collapse

                      bahi q kay as din market na close huna huta hi oper sa last day huna huta ha new candel bana hutai hi asi laya market ma tofan aya huta hi ma to kahta hu ham ko friday ko kabi b trade nai karani cahyea q kay asy ap ko loss huny ka zeadha cahnce hi as laya agy beachy kar lay karo
                      • #26 Collapse

                        Re: Friday ko forex market baqi dino say bahut different hoti ha. Why?

                        Assalamu alaikum my dear friend ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex trading Mein unlimited profit kar rahe Honge friends main aapki baat se agri karta hun ke Friday ko market dusre days se different Hoti Hai Kyunki Friday ko closing day hota hai isliye market ki movement volatile hoti hai agar aap trading karna chahte hain to AAP news ko study Karen agar aap meri instruction sofa Lo Karenge to aap Jarur Kamyab Honge Jindagi Rahi to Fir Milte Hain Ab Tak ke liye chawal Ali ki taraf se Allah Hafiz
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Friday ko forex market baqi dino say bahut different hoti ha. Why?

                          Friday ko market different hone ki vajah yah Kyunki Friday ka din of DE Hota Hai Iski vajah ki hoti hai kya for Friday ko Kafi Jyada market close Ho Jaati Hain Jiski vajah se trading karte waqt Kuchh currencies hi open Hoti Hai To Aisa result hai aata hai ki Friday ko market analysis ka kuch jyada pata nahin hota hai Hamen aur ham Itni Jyada acche tarike se trading nahin kar paate software members Yad rakhen ki aap ko Shuru ke weekend reading Karni chahie aur Friday Kabhi trade Kijiye ismein Koi Buri Baat Nahin Hai Lekin tab Jab aapke pass Achcha analyses of strong and per aap Sabhi Ban sakte hain aur aap hi Yahan per Jo time investment Hai vah bhi aap hi ke kam Aaegi samajh Gaye Honge

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X