Combined user of wifi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Combined user of wifi
    Main suna hai ka agar ham ek IP se 2 acount run kr raha hain to wo acount block ho jae ga
    Questio ye hai ka agar ham hostel ya combined room main Widi internet use kr raha hain to us ka kia hall hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfraz9007 پيغام ديکھيے
    Main suna hai ka agar ham ek IP se 2 acount run kr raha hain to wo acount block ho jae ga
    Questio ye hai ka agar ham hostel ya combined room main Widi internet use kr raha hain to us ka kia hall hai .
    G bhai mainay b aisa he suna hai agar ham aik wifi ya ip address use krty hain to hamara account ban kr dia jata hai agar ap ko hostel wala issue hai to ap moderator sy cpntact krqin wo ziada acha bta skty hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      g ha dear ye to ap ne bilkul thik suna hai agar hum aik hi ip par 2 account bana lety hai to aus par ye ho sakta hai k humra account baann ho sakta hai ais liay hum ko sirf aik ip par aik hi account banana chaye ais se humra account safe rahy ga.
      • #4 Collapse

        Dear brother IP address us device ka hota hay jo aap used Kar rahien hon na Kay wifi ya internet connection device ka haan agar aap aik device jis pay account banay jata hay ya used ki jata hay us pay used karnay say aap ka account banned ho saktien hain
        • #5 Collapse

          G Bhai saab ap ne bilkul sahi suna hay un ko to ye nai pata na ke aagay hostle hay ya koi fake accounts holders hein is liye unhaon ne ye shart rakhi hay k ek IP pe ek hi account hona chahiye.
          THKS
          • #6 Collapse

            Dear trader wifi ko dou ya doubsay zayada jitnay bhi connections chalain uss se koi farq nahin parta kyun kay ye aap ki ID kay account nahin hain balkay ye tou aik network hai jo aap trading kay lye use kar rahay hotay hain lehaza iss se perashan honay ki zaroorat nahin
            • #7 Collapse

              Dear aap ne sahi suna hai hamain pata hona chiay kay jab bhi two pakistan forex forum members aik he ip addresses say Pakistan forex forum ya insta forex ka account use kartay hain to is waja say account hamara spam ho jata hai. Or kabhi bhi banned ho sakta hai
              • #8 Collapse

                dear mery khayal me forum or instaforex key account ko use karny key ley combined internet connection tek nahi, ip address or internet 1 nahi hona chaye es se account disable ho sakty hey.
                • #9 Collapse

                  G bhai jan ap ne theak suna ha agar ham aik ip adress se 2 account chalaty hain tu ye rules k khilaf ha aur rules follow na karny ki waja se kisi bhi time account bann ho skta ha is liye care karyn aur aik ip adress p aik he account chalayn
                  • #10 Collapse

                    Yes dear aap ne sahe suna hai kay agar ham do account insta forex kay same ip addresses say use kartay rahain regular to kuch din main hamain jab withdraw ki zaroorat paray gi to hamara account banned honay kay chances zadaa ho jain gay
                    • #11 Collapse

                      Je bhai ap ne ye bat theek suni hy k ek ip address pe agr ek se zeada id,s baen ge to account bane ho jae ga but wifi use krne se ap aut apki room fellow agr 2 ya zeada devices use kr k apna apna account run kr rhe hon to ip address same nahi hoga ip address to device ka hota hy.
                      • #12 Collapse

                        Bhai mery khayal ma wifi sy account agar chal raha hu to banned to nai hona chaye phir koshish karni chaye k sim sy banda net chla ly wesy b aj kal package esily ho jata hy
                        • #13 Collapse

                          Salaam Alaikum friends menu userform Apne senior member se puchna Chahta combine user of wifi say kaya murad ha please ke senior member has a Mujhe Uske baare mein jaldi se jaldi bata sake
                          • #14 Collapse

                            Bhai ap ny thik kaha hai k aik ip adress py sirf aik he account allow hota hai dosra account use kren gay tu account banne ho Jay ga lakin WiFi ya internet combine use krny sy koi problem ni hai q k WiFi aor combine internet ap ko signal provide krta hai sirf as ka koi masala ni hota account py
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Han agar combined user ek hi wifi se net use jr rahe to ve masla ho sakta hai q ka wo ek hi ip use kr rahe jain jo ka rulea ka khilaf hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X