Members confused about vps

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Members confused about vps
    Forex trading main vps aik to mt5 comunity daiti hai. 10$ per month.
    Or secondly maximum har broker ne apna vps dia hua hai.
    Ab vps hota kia hai.
    Vps means virtual private server hai. Or ye agar hamaray pass internet sirf 10mb bhi ho to month guzar jata hai.
    Kiun kay ham is main broker ka pc use kar ray hotay hain aik kisam ka. Jis main ping rate bot kam hota hai.
    Or fast connection jis ki waja say pending orders per bhi slipage nahi ata
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear jaha tak baat hai vps ki to ais system k bary mai kafi zayda log hai jin ko ais k bary mai ni pata mainy ap ki post parhi hai aor ap ne ais mai achi tarha batya hai k ais mai hum kaisy apna account le sakty hai aor ais k kitny charges hai.
    • #3 Collapse

      Yes dear aap ki post kafi usefull thi or aik or bat kay mt5 ka vps main ne check kia hia or agar koi ham vps purchase karna chatay hain to hamain chiay kay jis ka ping rate sub say kam ho usi vpsko utilize karain kiun kay us main speed kafi zada ay gi. Kiun kay aap ko pata hona forex trading main slipage kay issue or pips hunting kay liay aik acha vps hona zarori hai
      • #4 Collapse

        Dear brother aap ki information bohat he achi hay or aap nay bohat important information for share Kia hay q Kay yeh information bohat he Kam trader ko pata hay jis Kay yeh muj ko be ajj pata chali hay Kay vps real main hota Kia hay
        • #5 Collapse

          Dear forex members aap logon ki informations bahut zabardast hain aur mujhay inn baatoun ka pahele maaloom nahin tha lakin ab pata chal gaya aur yeh forum hi aisa hai jis mein new cheezoun ka pata lagta rehta hai aur inhi cheezoun se new comers seekhtay hain
          • #6 Collapse

            Mujhe bhi Kiska idea nahi tha Maghrib ki is post ko read Karke mujhe VPS ka idea ho gaya hai ISI Tarah Se informative post A akshar Kaat Rahe Ta Ke Logo Ko new new information sikhne ke liye Mile aap ki is post ke liye main aap ko thank you Karta Hoon
             
            • #7 Collapse

              Bhai apka bohat shukria jo ap ne vps k bare me etni knowledgeful post share ki. Mjy vps ka etna zeada idea nahi tha k vps hota kea hy aur kese use krte hn ap ne rehnumai ki apka shukria. Apki post read kr k aur members ko b idea ho gea hoga.
              • #8 Collapse

                SUkria mery bhi mujy vps ka bulkul bhi maloom nhi tha forex trading to ma.aik saal sy zeyada arsa sy kr raha hun lkn ma ny aj tk is ky bary ma nhi suna tha aj mallom hua ky vps kia hota hai.
                • #9 Collapse

                  VPS ke baare mein main bhi bahut confused tha mujhe bhi nahi pata tha Kya Cheez Hai Magar aap ki is post ke baad Mujhe VPS ka idea ho gaya hai aur aap ki is post karne ka bahut Shukriya Ji Se Mujhe new information Mili Hai VPS ke baare mein
                   
                  • #10 Collapse

                    Aslam o alikoum dear brother jaha taak baat hai vps kee too ess system kay bary main kafi zayda log hai jin ko ais kay bary main ni pata mainy aap ke post parhi hai aur aap ney ais main achi tarha batya hai kay ais main hum kaisy apna account ley sakty hai aur ais kay kitny charges hai.
                    • #11 Collapse

                      Bohat achi information share ke hy ap ny mujy b vps k bary ma nai pata tha and is thread sy vps ko samajny ma kafi madad mili hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Sir apne bht achi post share ki hy is se muje kafi had tk knowledge hasil hua hy about vps k or me umeed krta hun k or bhe bht se members ko apki post se kafi knowledge hasil hoga or wo bhe is se faida utha sakty han

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X