Ingredients of a successful trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ingredients of a successful trader
    ASLAMUALEKUM members kuch loog samjhty hain ke unhe bus strategy mil jae koe aese ke wo 100% kamyab hoon har trade main as a trader aesa bilkul mumkin nahe hai balke ap ke strategy to ap ke success ka 10% rakhte hai
    10% strategy
    30% money managment
    60% trader physiology
    100% success
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee mery bhai ap ny achi bat ki hai dekhen traders ki bht sari khobian hoti hain jin ma apko emotional control aor acceptance ki khobi ka hona bhi zarori hai hum loss ko accept nhi krty blky har trade ko profit ma lose krny ky chakr ma bonus waste kr dety hain
    • #3 Collapse

      yes dear ap ne jo baat ki hai bahot hi achi baat hai k agar hum sirf ye kahe k humry pass achi trading strategy ho to aus k liay hum ko paisa lagana parta hai magar hum ye ni choty k ais strategy se hum ko faida ho ga ya nai, her strategy k rules hoty hain.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
        ASLAMUALEKUM members kuch loog samjhty hain ke unhe bus strategy mil jae koe aese ke wo 100% kamyab hoon har trade main as a trader aesa bilkul mumkin nahe hai balke ap ke strategy to ap ke success ka 10% rakhte hai
        10% strategy
        30% money managment
        60% trader physiology
        100% success
        g aap ki baat sahi hay kay
        10 strategy
        30 money management
        60 physiology
        =100 sucess
        but mery khayal may sirf yahi nahi is may aap ki patience bhi count kerti hay or sub say barh ker to luck ager patience na ho to suddden movements se banda ghabra jaata hay or luck na ho to account wash hone may minute nahi lagta hya
        • #5 Collapse

          Aslam o alikoum dear brother Gee mery bhai ap ny achi bat ki hai dekhen traders ki bht sari khobian hoti hain jin ma apko emotional control kana party hain
          • #6 Collapse

            Gee bhai aap ne bilkul theek kaha hai lakin mein yeh kahun ga kay aik achay trader mein emotional control ki khoobi zaroor ho tab hi woh acha trader ho ga aur aap ka analysys bahut acha hai kay strategy bhi hona zaroori hai lakin agar aap ka analysis acha hai tou strategy ki value kam ho jati hai
            • #7 Collapse

              Dear brother aap nay bilkul the hay agar hum ko aik 100% kamyab trader bana chatien Hain tu hum ko is tmam batoon ka kheal karien tu hum be aik achi trader ban saktien Hain or aik acha profit ko be earn Kar saktien Hain
              • #8 Collapse

                Successful trader a long term trading karte hain aur Hamesha Apne Upar aur apni depend karte hain successful trader kabila ka use nahi karta successful trader Apne mind ko use Karke aur apni skills Koi use Karke kaam karta hai aur Kabhi jaldbazi Nahi Karta jab tak signal Nahi Milta Hai Apne order ko open nahi karte
                 
                • #9 Collapse

                  Bahi ap ki bat teahk hai laken in baton ka kahyal rakhna ka sath sath experince bi zarori hai or sabr bi zarori hai ya nai ka trade lagai or tohri dr bad dahka ka loss ho raha hai foran band kr di asa nai karain bilka sabar s kam lain market ki movement chang hoti rahti hai is lia wait karain jaldi na karain trade ko bnd krna mao
                  • #10 Collapse

                    Forex trading bhejo successful trader hai wo Apne rules ko Khuda develop karte hain aur apne rules ko follow kar ke kaam karte hain Is Tarah Se aapne Bhi Apne roads Howrah develop karne hai aur Khud unko follow karke kaam karna hai Is Tarah Se aap Jyada acche tarike se kaam kar sakte hain aur successful trader V Ban Pate Hain
                     
                    • #11 Collapse

                      Jee bhai ap ne bkul theek kaha k sirf strategy se kamyaabi nahi mil skti bal k strategy k sath sath market analysis, trading ki lot size, account me reasonae amount aur os amount ko manage kese krna hy ye bat zaroori hy ur ek ahm bat trade lga kr tahamul rkhna.
                      • #12 Collapse

                        Bhai forex trading ma trader ki quality ka bht ahm role hai forex trading aik bht he important factor ky teht hoti hai apko market ka analysis krna sabar krna planning krna aor news ko read lrna bhi ana chue forex forum sy pori trah faida uthain
                        Acha kaam achy daam
                        • #13 Collapse

                          apne bilkul sahi kaha hy or me bilkul apki bat se agree krta hun kun k successful trader hamesha ye sochta hy k us ki trade kamyab nhe hogi lakin agr me apni kahun to asal me successful trader wohi hota hy jo soch smjh kr apne paise ko manage kr k trade krta hy
                          • #14 Collapse

                            G ap ne thek bat ki hay humay achi stregtigi k sath sath khud par bhi bhrosa hona cahiay boht se aesi stegtige hay jin sechunay 100%profit hota hay is liay trading may humay achi stregtiges use karni cahiay aur un oar jhob mehnat karni cahiay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g theek kaha ap ney strategy beshak ho ap ky paaa saath ap ko percentage rakh kar money managemnt ko saamnay rakhna chaiye otherwise over trading hojay gi ap ko zada loss ho sakta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X