Knowledge Share Karny Ka Faida

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Ye forum bana be ea leye hai k hum apne apne knowledge aor experience ko yahan par share kare aor new trader ko guide kare eske ilawa jab har koi yahan par apne experience ya knowledge waghaira share karta hai tau dosro ko aor hume be buhot faida hota hai q k koi bee apne aap mai perfect nahe hota lekan jab ik dosre Ka experience ik ho jata hai taab ik trader os say kafe ache guidance lay sakta hai

    IF YOU LIKE MY POST THEN PLEASE CLIKE ON LIKE OR THANKS BUTTON.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Sir knowledge bht zaruri hy instaforex me or knowledge share krne se hamen ye faida hota hy k agr hum kisi se koi bhe knowledge wali bat share krty han to wo hamen phr se zehn me fresh ho jati hy q k aksar cheezen insan ko yad hoti han mgr wo bhool jata hy
      • #18 Collapse

        Dear forum member knowledge share krne ka faida hota hy sb se pehli bat to forum ka jo purpose hy wo yehi hy k trading k related discuss kia jae. Agr achi aur knowledgeful post hogi to other members ko seekhne ka moqa mile ga aur post share krne wali ki rating achi hogi jis se bonus zeasa bne ga
        • #19 Collapse

          Group mai ya phir Pakistan Forex forum ke trah kay forum mai ager apna trading experience share kiya jiye tu yeh saray he members kay liye kafi fiada mand sabit ho sakta hai aur iss say sray members faida uthaa kar apni trading ko mazeed behtar kar sakty hain .
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Sahe kaha jnab ap ny hamen apna knowledge dosry logon k sath share karna chaye is ay dosry logon ka faida ho ga wesy b knowledge share karny sy kam nai hota balka barhta he hy

            اب آن لائن

            Working...
            X