Forex Plan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Forex plan kuch nehi hota apko just kisi bhi pair main trade open kerny sy pehly apni trade ki planing kerni hoti hai jesy ky kon sy pair main trade kerni hai lot size kitna rakhna hai aur kitny profit ya loss tak trade ko close kerna hai pending order lagana hai tou kis limit tak aur instant order hai tou take profit ya stop loss kahan tak ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      humain planing kar kay kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho sakti hay magr humain har dwork kar kay practice say stratgy ko use kar kay kam karna ho ga
      • #183 Collapse

        Forex trading busniss chalta he plining ke sar per hy is liya humin chahye hy k hum is mai achi plining karain or uski sar per hum trading busniss mai achi earning karain
        • #184 Collapse

          Forex trading main aik plan hota hy jis k hisab sy apko forex trading karni hoti hy agar ap aisa Karo gy to apko kamyabi ho GI aur apki earning ziada ho Sakti hy bs apko forex ko plan karna hota hy
          • #185 Collapse

            Bhai g forex trading busniss bohat acha busniss hy jis mai humin chahye hy k is ko ek acha plin bana ker us mai usko use kerna chahye hy ye plain market ko dakh ksr kerna chshye hy
            • #186 Collapse

              hamain is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k earn kar skay aur planing kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur demo main practice kar k hi trade kar skay gay aur bonus hasil ho
              • #187 Collapse

                Yes brother hume forex planning k sath krni chaiye hume disto se mashawara lena chaiye ye hamre liye bohat acha treeka ha is tra hum is ma aram se kma sakte hein hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre piye sab se acha business ha
                • #188 Collapse

                  jee ha sir ma apki baat pay agree krta ho sir baat ya ha kay forex ma agar ham planing say tarding krty ha to hamay forex ma kabi bhi loss nai ho sakta ha lakin uskay liye hamay mehant krni chahiye or apko lalch nai krni chahiye takay hamay forex ma earning kr sakty
                  • #189 Collapse

                    Yar forex plan aisa koi system nahi hota albata insta forex per palm system hota hai us main aap kisi aik achay trader ko chose kartay or usay invester pasword day kar usay trading karwatay ho mean aap ko kuch na kuch gain ho jata hai bas aap ko chaiay hota hay kay bonus wala account na ho
                    • #190 Collapse

                      hamain plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay aur knowldge ho ga tab hi hum profit hasil kar skay gay aur market main analyse kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kareing ay
                      • #191 Collapse

                        hamain demo main practice karni ho gi ta k loss kam ho saky aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay aur mind ko fresh kra k hi trade karni ho gi aur planing karni ho gi
                        • #192 Collapse

                          forex trading business jin say is market main trade ka order ko place krna kafi zada zarori hota hai jis ki vaja say is market main kaam ko plan say krna kafi zada zarori hota hai yehi ik traders kay liay zarori hota hai nahi to loss
                          I LOVE PAK FORUM
                          • #193 Collapse

                            G forex trading business ko karty waqt hum ko aik planning se kaam karna parta hy tab forex trading business mein hum trading mein kaamyaab ho saktay han aur achi planning ye hy k ap ne market ko dekhna hy aur market ka analysis karna hy apne balance k hisaab se risk lain kar trading karni hy
                            • #194 Collapse

                              planning ke sath jab insan kaam karne lagta hai to usay loss or profit ka risk or reward ka idea ho jata hai proper money management ko sath me le kar chalna or bina greed ke tarikay ke sath kaam karna he hamare lye better ho sakta hai is business me is lye jitna ziada properly work karen ge utna he stability ke sath earnings aap kar saken ge or acha business run ho sake ga aap ka .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                forex trading humay plan bna kar karni chahiey agar hum esmain plab bna kar trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur hum esmain kamyab trading kar sakty hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X