account kaun block krta hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account kaun block krta hay?
    dear traders ap sab say main sawal krta hoon k jub ham say koi mistake hoti hay to hamara account forum walay block krtay hain ya instaforex walay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai agar to ap ke account main koe suspected action paya jae instaforex mt4 wale py to instaforex ap ko block karta hai jab ke agar ap ke forum account py koe masla paya jae to phr forum ap ka account block kar data hai
    • #3 Collapse

      bhai forum account Man koi mistake krty hain to forum waly hmara account band krty hain woh forum ka account bhi band krty hain or woh agir hum rules ko fallow nahi krty to insta ja account bhi band kr skty hain or agir hum insta man koi mistake krty hain to insta waly hmara account band krty hain
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
        dear traders ap sab say main sawal krta hoon k jub ham say koi mistake hoti hay to hamara account forum walay block krtay hain ya instaforex walay?
        Dear forum pay jo Admin ya Moderator hota hy wo insta ki traf say hota hy ano nay mari posting ko chak karna hota hy aur agher hum terms and condition ko follw ni kar rahy to humra account black kar dya jata hy
        • #5 Collapse

          dear agar app forum me rules ko follow nahi karty ya koi mistake karty hey to forum ka account hi app ka block ho ga, esi tarha agar app instaforex key trading account me rules ko follow nahi karen gey instaforex ka account disable ho ga.
          • #6 Collapse

            Forex forum ka account isliay block hota hai ky ham agar kisi aur ky comments ko copy ker ky paste kerty hain aur same post ker dety hain ya phir aik ip sy kei account bana ker posts aur thanks ker rehy hoty hain so yeah forum ky rules ky against hai agar ham rules ko follow nehi kerty tou hamara account banne ho jata hai
            • #7 Collapse

              Jab trader rules ko avoid Karte Hain Tabu on K account block ho Jate Hain aur agar aapne bhi rules ko avoid kiya toh aapka account Pay Band Ho Jayega account ko band hone se bachane ke liye rules ko follow kar rahe Taake aapka account band na ho
              • #8 Collapse

                Dear account block honay ki bahut se wajuhaat ho sakti hain aur sab se pahele tou agar aap ne aik ID pe dou account banaye hain ya phir aap ne insta forex kay rules kay against koi kam kya hai to iss surat mein aap ka account block kar dya jaye ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Sir agr hum forum k rules ko break krty han to hamara account block kr dia jata jaise k hum agr aik post krty han jo hum same thread me kisi or ki post ko copy kr k krty han to ye rules k against hota hy isi tarah agr hum aik hi system me aik se ziada account open krty han to wo bhe rules k against hy tb hamara account block kr dia jata hy

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X