What is bolish and bearish candle?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Bullish ka matlab hai market mein up ka Trend hi aur barish ka matlab hai ki market mein down ka Trend Is Tarah Se aap market mein Apne order ko open kar sakte hain jo aapko Sahi direction lagti hai aur aap market ko analyse Karke market ki direction ka idea Laga sakte hain aur Iss Tarah Se Apne order ko open kar sakte hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear market mn chart use hota ha r chart pr candle ka use hota ha jis mn jo candle upward market ko show karti ha usy bullosh candle kehty hn r jo candle downward market ko show karti ha usy bearish candle kehty hn.
      • #18 Collapse

        Meta trader 4 main jo boolish aur bearish candles use hoti hain unko hum apni marzi ka color day k apni adaani k leay use krtay hain. Yeh as a sign hum use krtay hain ic say hmain kafi help milti ha market ki value ko sort ouy krnay k leay
           
        • #19 Collapse

          Shafqat ali apka bahut bahut thanx bahut acha ans dia ha ap nay mera concept boolish aur bearish candle k bary mazid clear ho gaya ha. So much thanx to insta for providing this wonderful fourm
             
          • #20 Collapse

            Salam to all friends. Koi aur boolish aur bearish candle k baray mazid janta ha to rply kray fourm pay ta k sb ko faida ho.
               
            • #21 Collapse

              Aslam o alikoum dear brother forex trading market main jab moment hoti hai too uss par kuch candle up jati hai aur kuch candal low hoti hai jo down aati hai agar candle up jaye to aus ko bulish candle kehty hai aor jo candle down aye hum aus ko bearish kehty hai....................
              • #22 Collapse

                Bullish and bearish candles trend ko zahir karti hain hamain chiay hota hai kay pelay study karain insta forex ki site per or phir hi pata lag sakta hai kay candle formation bearish trend mean down ko zahir kar rahi hai or bullish buy ka signal zahir karti hai.
                • #23 Collapse

                  Jo log kafi arsay say trading kr rahay hain aur un k pas boolish aur bearish candle k baray knowledge bhi ha to un say guzarish kru ga k apna experience sb k sath share krain
                     
                  • #24 Collapse

                    Me nay suna ha meta trader 4 main option mojood hota ha wahan say hum in candles ka color apni marzi say select kr sktay hain ta k hmain asaani say market k trend aur behavior ka pta chal skay
                       
                    • #25 Collapse

                      MT4 pr to har qism ki candle bunti hai lekin bulish or baisresh candle khas hoti hai jo k suport oor resistenc pr banti hain Means k yeh candles humin trend line btati hai ager technicali pr move ho raha hot to
                      • #26 Collapse

                        Kia hum boolish aur bearish candle k border ka color apni marzi say select kr stay hain ya nai. Border color seprate q hota ha
                           
                        • #27 Collapse

                          Agar kisi k mind main aur koi idea ha to wo apna idea zarur share kray ta k apki sharing say dosro ko bhi faida ho
                             
                          • #28 Collapse

                            Forex trading main bullish candle green color main hoti hai or ye market buy ka signal daiti hai or bearish c
                            • #29 Collapse

                              Bhai jan mare khayal se agar ap d1 ya h1 wala chart open ker ky trade ker rehy hain tou jo one hour ya phr d1 ki candle previous candle sy upward side per banti hai usy bearish candle kehty hain aur jo candle previous candle sy downward banti hai usko bulish candle kehty hain mare khayal se to yehi hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Me sb members ka shukar guzar hun jinho nay achay rply diay hain. Kafi logo k leay yeh new bat thi aur kafi logo ko boolish aur bearish candle k baray ab pta chal gaya ha so thanx to all.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X