trend kis trah identify krin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trend kis trah identify krin
    bhai man yah janana chahta hon kosh trader khty hain k buy k trand man sell ki trade or sell k trand man buy ki trade na lgao jo trand chal rha ho Os k mutabiq trade lgao mujy yah btaye k hum kis trah identify kr skty hain k konsa trand chal rha hai or hum ko is man konsi trade lgani chaye?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ye to jab hum kaam kar rahy hoty hai to hum ko chart dekh k hi pata lag jata hai k market ka ais time kai trend hai aor ais ne ab kaha move karna hai agar market ka trend up ho to ye up hi up jati hai aor ais se hum ko market ka pata lagta hai k ye market kaisy move kar rahe hai aor agy kai karna hai.
    • #3 Collapse

      Forex trading mein trend find karna bohot important ha because trend usually lambay arsay tak chaltay hain, is liye sahi trend ko identify kar kay huge profit earn kiya ja sakta ha. Trend ko find karnay kay liye different methods use hotay hain jin mein sab se popular Moving Average ha.
      • #4 Collapse

        Trend idendify karnay kay liay aap ko trend line h4 or d1 main draw karni paray gi or us pay agar aap ko long term trade mil jati hai to kafi acha profit ho ga aap ko
        • #5 Collapse

          G trend ko identify krne ke liye 4 h ka time frame best hai agr higher lows aur higher highs bun rhe hon to ye uptrend hota hai is main pull backs hote rehte hyn to us main sell ka order nhi lgana chahiye bal ke pull back ho jae to wahan buy ka order lgaen aur isi trha downtrend opposite hai
          • #6 Collapse

            Agar ap kisi bhi pair main market ka trend identify kerna chahty hain tou apko same pair ka market chart open ker ky previous support ya resistance sy line draw ker ky market ki current position tak lani chahiay agar line ki direction upward bany tou upward trend agar downward ho tou down trend hota hai
            • #7 Collapse

              Dear brother jab aap chart dekh rahien hotay tu us Kay uper aik line hoti hay jo trend line kehlTi hay jis say aap ko pata chal jata hay Kay ab kiss taraf market ka to trend hay agar app us Kay durust andaza laga lien tu aap achi trading Kar saktien hain
              • #8 Collapse

                Bhai aap ko trend dekh ker hi trade lagani chahye kyun kay agar aap buy kay trend mein sell lagain gay aur sell kay trend mein buy lagain gay tou aap ko loss hi ho ga aur agar aap ka balance kam ho ga tou trade loss mein close ho jaye gi iss lye trend line ko follow karin
                • #9 Collapse

                  Bilkul agr apny tend dekhna ha to ap ko chart dekhna hoga chart mn canldle stick pr ap moving indicator lagayein jis sy ap ko market mn trend ka pata chaly ga.trend ko samjhna bht zaroori ha kyun agr ap trend k opposite chalty hn to loss mn hongy.
                  • #10 Collapse

                    Bhai jee ye to chart dekh kay hi pata chal jata hay market ka trend is waqat kia chal raha hay us hisab se buy ya sell laga chaahiye..
                    THKS
                    • #11 Collapse

                      bhaii chart ko analyse karny k liyay apko acha ecperience chahiyay apko achii practice chaiyay apko chahiyay k ap demo account par zaida sy zaida practice krain jis sy ap ko market ke movements ka andaza ho jaye ga aur ap phr kaafi behtar trades laga skain gain
                      • #12 Collapse

                        indicators key signals ko follow kar key app trend line ko identify kar key acha profit earn kar sakty hey, market trend line agar down move kar rahi ho to app ko sell orders hi lagany chaye.
                        • #13 Collapse

                          Nai dear aisa nai hai trend se bhi ap ko loss ho jata hai. Main is trend ko nai manta ye sub fake hote hain news. K ab is ka trend hai ap buy kar lo is ka trend bhot ziada hai ap sell kar lo. Mujhe nai in chezon k samjh nai ati.
                          • #14 Collapse

                            Aap logon ki bat thek hai man new hon is luy mujy kosh time lgy ga is market ko samjna man ab mujy yah btaye k gold kafi up gua hai kua ab gold ka buy trand start ho gua hai or ab gold khan tk up ja skta hai and yah time buy krny k luy thek hai ya hum late ho gy buy trade open krny man?
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Trend ko find karne ke liye aap indicators ko use kar sakte hain aur Market main moving average ki help se aap market Mein trend ko find kar sakte hain in sab ki help se aap market ke direction Kaha Idea Laga sakte hain aur phir uske baad Jo direction aap ko Sahi Lage aapas Mein Apne andar ko open kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X