is forex hallal???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    g han bhai jan forex trading aik halaal business hai kiyn k iss main hum tijarat krty hain currency ki or iss main hum ko loss or profit bhi hota hai or main ye baat apny pass se nahi keh raha hon main ne ba qaida aik mufti se fitva liya tha forex trading k baary main iss ne kaha tha k agr aap only currencies main trading krty ho tu ye halaal hai
    :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      mry khyl ma ic ma bht sa log harm km krty hain jn ko kch arsy bd bht nuksan hota ha or jo halal krty hain wo fada paty hain. lakn wo apni marzi ka km kr rhy hain. hm samja hi skhty hain agy un ki marzi.
      • #108 Collapse

        dear apki bat bhe bilkul theek hai ek our point bhe yahan per hai k islam mein woh cheez haram hai jis say ek insan ka faida or dusray ka nuqsan hota hai lehaza forex mein bhe aisa he hota hai lehaza bht complicated question hain iska kisi achy molvi say fatwah lena zaroori hai
        • #109 Collapse

          mere khayel se to yeh halal hota hy q k yeh sweep free account hota hy , ar is mian loss bi hota hy , aisa business jis mian loss na ho woh haram hota hy , laken to is mian profit se zayada to loss k chances hote haan to is liye mere khayel se to yeh halal hy baqi ALLAH better janta hy ,
          • #110 Collapse

            ye bht ajeeb question hai mger me ye khena chaho g k ye ek website hai jahan log posting kar k profit hasil karte hai or jahan ap mhenat karen ge to us ka phal b miley ga to ham forex trade per mhenat karten hai or halal earn karten hai or ham koi galat kaam nhi karrhe hai that,s it....
            • #111 Collapse

              bhai maray khayal sa fprex ek halal hai.kue ka ap ka har tarde profit ma nahi jata hai koi na koi trade loss pa jata hai.or riba mean intrest (sood) ke baat.to forex ma sood riba y interst nahi hota.sood interst y riba to bank ma hota hai.or forex ke har trade profit nahi date hai.aslay jas business ma profit and loss hai vo business halal hai.
              • #112 Collapse

                g friedns forex aik halal business hai kyun kay hum tou iss main mehnat kar kay earning kar rahy hai na iss liye humain apni mehanat ka phal paiso kar zariye milta hai iss main koe haram chez nahi hai.
                • #113 Collapse

                  Daikhain dear agar to stock exchange halaal hay yani ap halaal kaihtah hain to yai ba halaal ho sakta hay aj kal to log sood lay kar us ko profit kay zamray may latay hoy halaal kaihtay hain
                  • #114 Collapse

                    meri nazar main forex halal business hy kyu k is pe bohat mehnat krni parti hy or is business main lose or profit sath sath hain or is pe koi intrest depend ni krti
                    • #115 Collapse

                      g han bhai ye bikul halal he ham iss men kaam ker skty hen iss men koi aisi cheez nhi he jiss men hamen lgy k ye haram he ham muslims iss ko use ker skty hen iss men aik option hoti hew swap ki wo muslims ko use nhi krni chahiye qn k wo hamry lie haram he ham iss men agr simple trade se earning kery hen to iss men koi uzr nhi he
                      • #116 Collapse

                        g sir yahan forex ka kam halal hay kun yahan mehnath kay pesay meltay hein , faltoo bethnay walun ko pesay nahe meltay , aur jo pesay mehnat say earn keye jate hein wo haram nahe hotay .
                        • #117 Collapse

                          Assalam o laikum ji janab baat ye hay kay forex trading meray khiyal main to halal hay kun kay is main hum mehnat kar kay pesa kamatay hain is leye halal business hay ye
                          • #118 Collapse

                            dear jis business me apni karhi mahnat se kam karke money earn karna parta hai jis business me loss aur profit dono majud hai us business real business hai so meri kheal se forex eak halal online trade business ha
                            • #119 Collapse

                              meray khyaal say humain is topic par ksii professional Alim-e-din say mashwara lena chaiye ham apni marzi say har bat ko halal bana kar nahi keh saktay hain k ye halaal hai so jis bat ka hamain nahi pta to is ki research karain or phr sab say reference k sath share karain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Assalam o alaikum friends.. Yes in my views forex is halaal. Kiun k islam may wo kamai halaal hoti hy jis may aap apna time ya mehnat lagate ho to forex may b hum apna time lagaate hain to ye halaal earning hui. Is may haram kuch nai.

                                اب آن لائن

                                avatar Aviz
                                Working...
                                X