is forex hallal???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    ji bhai mene is forum par jahan tak dekha hai ye ak hallal hai world ka no1 is se hamari life change ho skti hai agar hum is par time dy or achi experince se treading kry........
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ok g .ap sub se ik important question puchna tha i know ye pehly b question pucha ja chuka ha but answer satisfied nae hain . ..'''''''''''';;
      • #48 Collapse

        Yes. ofcourse. forex 100% halal h. is ki basic waja yeh hai k is business m profit and loss dono hote hain. according to islam, koi bhe business jis main profit and loss dono k chances hon wo halal hota h. phr Forex main dollar base h. app dollar ko purchase or sale nei ker skte. app koi b currency purchase and sell kerte ho dollar ko base bana ker to yeh bhe aik reason h forex k halal hone ki. agr app ap aik commodity ko base bana ker usi commodity main business kro gay to kuch ulmaa k mutabiq wo haram hota h. forex main dollar ko base bana ker app business kerte ho and is m risk bhe h. so it is 100% halal
        • #49 Collapse

          dear bahi jan is forex mian bot saray log kam kr raha han ur mian bot saray asay logo ko janta hun jo deen islam ka bot sara ilm janta han is lia ager wo kr raha han tu hallal hi samanj kr kr raha hun ga.
          • #50 Collapse

            In islamic Law i think foerex is 100% halal becuse when we tardes this market it depends some time s lodss and some times profit .A forex markjet is very critical market to profit from here .So when trades of this market it some times ma=kes loss makes p[rofit and some times allk ind sof invezst will 0.So ithink that Firex ius 100% hala income.
            • #51 Collapse

              main confirm nahi ker layti main kuch nahi keh sakti,wasay apki bat sun kay ye matter kafi seriousaccount swap free hona chahiye q k swap bhi sood e hai aur sood islam mein haraam hai aur 2nd thing option trading aik juwa haiapni aam zindagi main dekhin to hm koi b cheez sell karty hain to hmari yahi koshish hoti hai k ye achy se achy paisun main sell ho jai or jab koi cheez buy karni hoti hai
              • #52 Collapse

                ap na blkul galt suna hyhy mery bahi yeh blkul halal hy mery aik janany waly mufti sahib hen wo b trading krty hen or kafi ziada rqm invest ki hoi hy unon ny es ma koi esi bat ni yeh aik business hy jis ma nafa b hy or nuqsan b or halal hy
                • #53 Collapse

                  bhai jaan me koi mufti to hun nahe per itni knowledge he mjhe bhi ke koi bhi kaam jisme nafa nuqsaan ho or us ko time dia jaey to wo halal business hota he or meri nazar me forex me app ko loss profit dono hote hey is liay ye halal business he or app time dete ho is ko
                  • #54 Collapse

                    if yo have swap free account then fore xi real halal in Islam so you should have swap free account in Islam interest is bad so you have to avoid form it then you can easily run this business to make money
                     
                    • #55 Collapse

                      my dear friend aap ka swoal islame hay k forax trading hallal hay ya haram es baat ko aap kesi achay mufte sahab say pucheen wo he aap ko sahe btta saktay hein shareehat ke roshne mein k forex hallal hay ya haram
                      • #56 Collapse

                        salam dosto,forex ki earning halal ha q ka ham sab is ma mehnat kar ky earning karty ha or jis kam ma hardworking or emandari sa kia jaye wo haram nai hota ha.
                           
                        • #57 Collapse

                          if you use swap free account then you can easily do this business . interest in Islam is not allowed so you have to use swap free account then it is good for you to make money by good trading by good profitable business
                           
                          • #58 Collapse

                            dear me confidence or trust ke sath to nai keh sakta ke forex halaal business hai lekin ye janta ho jo cheez mehnat kar ke earn ki jaye woh halaal hoti hai or hum forex trading me earn karne ke liye hard working karte hai tab ja ke hum is me earn karte hai
                            • #59 Collapse

                              Asslam O Alaikum yaa its hallal iss main hum mehnat kr kay profit hasil krtay hain toh har mehnat say kiya janay wala kaam halaal hota hai or haram kaam woh hota hai jo bethay bethy kisi ka haq marna or forex trading halaal ha
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Forex trading aik business hai jaysy hunm normal way main trading karty hain kahraid aur forokht ki is main jaysy loss aur profit hota hai isc traha is main b apko loss aur profit hota is liye yeah haram nai hoskta hai...........

                                اب آن لائن

                                avatar Aviz
                                Working...
                                X