is forex hallal???
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Yes forex is halal trading business that we can get the success from forex if we have a great knowledge and experience and for getting the great experience and knowledge we have to do the hard working and then we can earn so forex is halal business.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      ji mre khyal ma tu forex bilkul halal ha ku k ye aik tarah ka business ha jis main app apni investment lagate hain aur profit n losss hota ha isme koi sood ya gambling nahi hoti ha is liye ye haraam nahi ha.ma is baat se agree hoon k sara din mahnat karne k baad hume profit hota ha is liye ye bilkul bhi haram nahi ha
      • #183 Collapse

        margin kay sath to kuch nahi kaha ja sakta hay bai is liay main to jab tak is baray main confirm nahi ker layti main kuch nahi keh sakti,wasay apki bat sun kay ye matter kafi serious ho gya hay.albta margin kay ilawa to confirm hallal hay.
        • #184 Collapse

          Bahi jahan tak muje knowledge hai as tarah kay question yahan kisi say nae pouchnay chai hain aur na he kisi say rai leni chai kyn kay islam main sirf Ulamaa log he as cheez kay haqdar hain kay aap un say aise questions karo aur jawab lo baqi yahan per hum log mufti nae bethay hue jo fatway detay rahain k nae g haram hai ya halal hai.
          • #185 Collapse

            my brother may samjtha ho k froex halal hay.... haram kam to wo hotah hy k ham ksi galat tareqay say dosro ki haq talfi karay and najaiz zarai ka istimal karay.. aur forux to haram ho nh skta q k is me hamm apni mahnat say trading karaty hai....
            • #186 Collapse

              g ha mary khayal sa kya ye online forex trading islam me halal ha q k me ne kafi logon se suna aur search b ki k ye margin k sath trading ha...............
               
              • #187 Collapse

                walaikum assalam, ap k sawal to bohat acha hy janab lakin mujheye bat thek sy malum nhi hy k forex trading islam main jaiz hy ya nhi matlb k halal hy ya haram............
                • #188 Collapse

                  may sood nai hai jis ko aap ribba keh ray ho yeh phir gambling b nai hai ager aap ko forex ki proper study hai aap ager use may mobile purchase karo gy to koshish karo gy ko sasta mily and jb becho gy to us ko mhenga bechny k to hum b currenc he hai so yeh bhi islam mein halaal hai hamein sirf 2, 3 bato ka khyal rakhna hoga. 1st of all hamara account swap free hona chahiye q k swap bhi sood e hai aur sood islam mein haraam hai aur 2nd thing option trading aik juwa hai wo bhi islam mein haram hai so normal trading with swap free account is halaal
                  • #189 Collapse

                    gi bahi mana ek fatwa ka bi suna ha ka is ka bara ma ka forex halal ha islam ma bi bhai muja itna hi pata tha jo ap ko bata diya ha bhai
                    • #190 Collapse

                      yes my dear big brother ye ak halal busniess hy is my hamari boht mehnt hoti hy or hamy apni mehnt ka phal he milta hy ham apni investment sy ye busniess stat krty hy or phir is py hardworking kr k time dy k profit gain krty hy or is trhan ye halal hy jo isy haram kahty hy wo log bewqof hy or pagl hy is liay my to ye sb ko kaho ga k sb isy join kary or is py kam kary .
                      • #191 Collapse

                        Mery khayal se forex ko totally legal or halal kaha ja sakta hai kiun kay jaha is me high profit return ka chance hota hai waha per loss bhi hota hai same ratio se is liay jaisy baki business rules hain waha Islamic point of view se forex me bhi same business kay rules hain or bohat se muslims all over the world forex trading kar rhy hain.
                        • #192 Collapse

                          g han meray dost halal hai and forex me hamm job kar k kafi acha profit gain kar sktay hai.... and apni life achi spend kar sktay hai...
                             
                          • #193 Collapse

                            bhai hr wo kam jis main ap ko profit bhe ho or loss bhe ho wo thek hota hay lakin agr ap ko doubt hay to ap ko ksi mufti sahib say zaror puch lena chahye ta kay ap ko ap ki problem ka solution mil saky main khud bhe ksi mufti sahib say es bary main pucho ga
                            • #194 Collapse

                              g han meray bhai forex biklul halal hai... forex me hamm kafi mahnat kar k hamm kafi acha profit gain kar sktay hai... aur forex halal hai... qk forex me trader apni mahnat kar k kafi acha profit kamaa sktay hai...
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                As i think that forex trading is hallal in Islam because we have not any fix earning in this business where we get good profit also we can get loss in this business and if we make trading with the help of this forex forum because in this way our hard working also included and we can able to make good profit from forex trading business.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X