Ascending Triangle Patern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ascending Triangle Patern
    Friends main ap ke sath aik experience share krna chahta hon agr ap aisi situation dekhen jis main higher lows hon lakin constant highs hon to wo ascending triangle bnti hai aur us ke end pe price ke oper jane ke bahot ziada chance hote hain jese hi wo triangle uper side pe break ho to ap buy ka order place kr len aur behter ye hai ke retest pe order place kren aur is trha bahot sa profit bna skte hyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ka reply aur experience show karnay aur apnay juniors ko trained karnay ka bhi bahut acha tareeqa hai aur jaisa aap ne kaha hai mein tou aisay hi trading kar raha houn aur masha allah mujhe profit bhi ho raha hai aur aap ka bahut bahut shukaria
    • #3 Collapse

      mare khayal se apne bilkul sahi kaha hy or apki is post se bht se members ko faida hoga or un k knowleghe me izafa hoga or jo new members han to un k liay apki post bht knowledgfull hy or unhen bhe thora bht knowledge hasil hoga
      • #4 Collapse

        Agar apka kisi stretigy ky hisab sy acha experience raha hai tou zaruri hai ky ap same experience ko share kerain kyun ky apky share kerny sy other traders ko faida hasil ho sakta hai but apko loss nehi hoga aur main tou rsi indicator per trade kerta hun jab 30 or 70 ko touch kerti hai tou reverse order main trade lagata hun
        • #5 Collapse

          Ye to aik trend line ya trend follow karnay ki bat hai agar aap apnay insta forex bonus account per earning karna chatay hain to aap ko 2 to 3 days aik trade open rakhna ho ga. Or us kay bad withdraw kara lain mean trend ko follow rakhain
          • #6 Collapse

            Dear ye bot hi acha pattern hai main ne kai bar triangle break out per trades lagai hain laikin har bar aisa nahi hota hamain har trades per sldaina chiay zarori ta kay kuch na kuch balance ho trade lagany kay liay
            • #7 Collapse

              G bhai ap ne bilkul theek kaha hai iss maksoos pattern ko brakeout out and pullback pattern kaha hata hai jis ka suuccess rate bohat zayada hai
              • #8 Collapse

                Bhai Jee aap ne to bara hi zarbardast experience share kiya hay aap ka boht shukria, sab seniors ko chahiye kay wo apna apna experience share karin ta kay new aur jounir members ko faida ho..
                THKS
                • #9 Collapse

                  Bahi ap ki observation kafi acchi hai is stratgy ko hum use kr ka profit la sakta hain laken bahi har dafa ak jasi stretgy kam nahi krti kiun ka marlet ka change hota time nai lagta jasa ho dollar up and down hota hai tu stretgy bi kam krna chor jati hai
                  • #10 Collapse

                    Bhai ap ne apna jo experience kia hy ye newembers k leay useful hy agr apko aesi hi trading strategies ka experience repeat ho to kindly ye ibservation share krte rha kren ta k baqi members b faida hasil kr sken.
                    • #11 Collapse

                      dear mai ap ki ais baat se agree karta hu ap ne jo baat ki hai k triangle pattren ki to ais k bary mai mainy bhi thora bahot study kia hai aor ka mujhy bhi thora bahot pata hai k jab bhi market ais triangle ko break karti hai to aus mai ye hota hai k market phir kafi zayda move karti hai jis taraf se triangle break ho.
                      • #12 Collapse

                        Dear brother aap nay apna aik bohat he acha experience ko share Kia hay jis say hum apna Kay apna bonus account ko grow Kar saktien hay is tarah hum be koi na koi achi startegy ko share karna chaiey taan Kay new trader ko be fiada ho sakay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Gee bhai ap ny bht achi strategy shareki hai forex trading ma market ka analysis aor market ki picture bht ahm hai trading ma humen skilles ka use krna chye trading risky hailkn isko hum planning sy risk free bna skty hain
                          Acha kaam achy daam

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X