Greed and profit in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Yeh to ap aur me bachpan say suntay a rahay hain lalach buri bla ha. Yeh bat hmain hmaesha apnay mind m achi trha zehn nasheen kr leni chaheay m hmain lalchi yeni greedy nai hona warna bad m pachtana pray ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Assalamualaikum Forex ma age ap greed k Pas zayada ho GA to profit phalr zayada so GA or pharmacist loss ho Kay ga
      • #18 Collapse

        Greed ka lafz asal main untrained traders pe ziada suit krta hai lakin trained ya learned traders ke liye ye bat thek nhi hai kiun ke wo pehle se apna entry point stop loss point aur take profit point decide kr lete hain
        • #19 Collapse

          G han bhai jan apne bilkul sahi kaha hy or me apki bat se agree krta hun kun k greed aik buri bala hy jo hamesha insan ko nuqsan hi deta hy chaey wo kisi bhe field me q na ho or instaforex me to greed bilkul bhe nhe krna chaey kun k ye aik online work hy to yahan kb kia ho jaey koi pta nhe chalta to is me greed apko ziada nuqsan dy sakta hy
          • #20 Collapse

            greed se forex trading me kisi ko profit nahi hota bhai, ho sakta hai waqti toor py kisi ko profit ho jaye laikin apno lalach ki waja se wo sara profit agly hi lamhy ganwa dety hain is liye us profit ka koi faida nahi hota jo apky sath hi na rahy is liye greed k baghair forex trading karen thora kamayen per hamesha kamayen
            • #21 Collapse

              sir baat kuch asi ha kay agar ham forex ma market ko dakh kr trading krty ha to us ma apko profit bhi ho jata ha lakin thora time zaror lagta ha qk ham forex ma asay nai kha sakty ha kay hamay aek hi din ma profit ho jay lakin agar hamry mind ma greed ajata ha to ham jald bazi ma jaldy trade laga dety ha jis ki waja say hamay loss bhi ho jata ha
              • #22 Collapse

                G haan bahi jaan apny sahi baat ki haii koj bhi kam haii ham agr us me greed kart hain or us sy ik hj pal me ziada profit hasil kafna chaty hainto hamy us me loss hkta haii jisy greed kehty hain oor agr ham greed nahi karty hain or apny kam ko mehnat sy karth hain yo hamy profit milta haii
                • #23 Collapse

                  Gee Han wesy tu har insan mn paisay ki laluch zarur hoti hai aor koi bhe ni Kath Sukta k us ko paisay k laluch ni hai lakin ya greed ko ap ny control krna chahy yani k ziada ki laluch mn ap ny bhe ni loos krny chahay balky aik planning k sath trading kren aor aik limit rakh Len profit ki bhe k as limit tak he profit ho kam profit bahtar hai loos krny sy beshak kam profit Len aor continue earnkren
                  • #24 Collapse

                    Dear brother aap ki baat theck hay agar hum forex main aik kamyab traders bana chatien Hain tu hum ko apni greediness ko control main rakhna ho ga warana aap ko seway loss Kay kuch be hasil nahin ho gay agar aap forex trading main profit hasil karna chatien Hain tu aap ko saber say he trading karni parti hay
                    • #25 Collapse

                      Bahi forex trading mein greed krny salon ko itna profit nhi hota Jo greed krta hai unko loss hi hota hai aur greed aik zeher hai humary lye is ly hu!din zaida profit ke lye aisa nhi krna chahiye is se humary experience PR farq prta hai
                      • #26 Collapse

                        Janab forex trading greed harmful hai is lye greed na krein aur trade krein greed apko bahot hi zaida loss mein ly ja skta hai kye apko aghr greed is business mein krna hai tu apko yeh business chor Dena chahiye
                        • #27 Collapse

                          first i must say that where there is greed there is no profit and more there is no place of greed in the forex trading if we do greed this is dangerous for us and from greed we may wash our account so please avoid greed.
                          • #28 Collapse

                            Forex trading aik aesa business hay jis may humay kabhi bhi zada ki lalach nai karni cahiay is se hum loss uthate gay humay cahiay hum munasib protuf hasil kary zada ki kalach may na pary ye hunay liay nuksanday hota hay haha tak bat gay k har bandy maygreed hita hay tiu aik taeha sr ap ki bat theek hi hay vas kuch nay zada greed hota hay aur kuch may kaam
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Greed aur profit me farq hai. profit wo jo ap apni good planning aur experience ki waja se hasil kerte hain jab k greed me log bagair ksi plan ki lot size ziada laga k chor detey hain agr qismat sath de to wo profit hasil ker letey hain ni to loss me ja k apna balance khatm ker bethte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X