ankhon ka nuksaan hota hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G bilkul agar ap bahot ziada computer ke age bethe rhe ge aur ankhon ko stress dain ge to masla ho skta hai lakin is ko kam kia ja skta hai aik to ap LED use kren dosra computer se munasib fasle pe bethe aur font zoom thora bra kr lain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai ap mobile main mt4 ki application krlen take apko er waqt pc k samne na bethna pare or mobile se ap easily se use kr saken is trah apko thakawat bhi nai hogi or apki eyes bhi nuqsan se mehfooz rahengi.
      • #18 Collapse

        G bahi jaan ap ny bhut acha swal kia haii is say hanri eyes ka nuksan to hota haii but namein is ka pora khyak rakhna hota haii nam eyni der computrr or mobile ko use nahi karna vhayd q ky makert slowly up or diwn hoti hai ham thory time ky bad usay check jar sakty hain
        • #19 Collapse

          Dear sir, apny sahi kaha har waqt mob ya computer k samny bethy rehny sy hmari ankhon ko bht zyada Nuksan hota hai is sy hmari ankhiyan bht weak ho jati hain
          • #20 Collapse

            Dear eyes ka nuksan nai hota aj kal acchi LEDs ai hoi hai or andriod mobile hai tablets hain ap koi bi chezz use kr sakta hain or trade ka ak time rakhain or os time ka doran trading karain or mobile s monitorkrta rahain asa tu nai hai ka ap hr wakat computer ka saman bahta rahai kam use krna s eyes ko nuksan s bachaya ja sakta hai
            • #21 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
              friends main aap say poochna chahta hoon k ham itni dair tak computers ko daikhtay rehtay hain kahbhi kisi signal ka wait kabhi markeet ki correction itni dair computer pay baithnay say forex trading main hamari ankhon ka nuksaan hota hay us k baaray main apk kia comments hain hamain is k baaray main guide karain .
              mere khayal main to hm itna ziada nahi daikhty computers ko k hamra nuksan ho or hamri ankhain kharab hon is sy ziada time to ham fazool kamo mian lga daity hian
              • #22 Collapse

                Salma sir g yes post kary howy ankho k noksan to hota par is bacha ja skta agr pa post molsl na kar thora rok kar ly yani 6 7 kary or pher thori der bad kay gy to ap ankho k noksan sy bch jaye gy
                • #23 Collapse

                  Brother ap nain poocha ha keh trading kartay huaye zayada dair tak computer ka samnay baithnay say eyes pay effect parta ha ya nahin to mari aik tip ha ap kay leye keh ap trade laganay kay bad thoray waqfay kay baad computer check kia karain kun market bohat slow up down hoti ha is leye lagatar computer daikhnay ki zaroorat nahin
                  https://t.me/pump_upp
                  • #24 Collapse

                    Ye zaruri to nai hai k hm har tym market ki movement har lamhy mai bhot zayada to change nai hoti bilky thori thori move karti hai es liye har tym mobile ya leptop py beth kar ankho ka nuqsan karny ki koi zarurt nai hai.
                    • #25 Collapse

                      Ankhon ka nuqsan to hota hy per agr ap continue computer me hi lgy rho gy tb agr thora sa gaip dety han to phr kuch nhe hota maslan Agr ap posts kr rhy han to apne 10 se 15 post ki han to ap 10 minute rest kr len to phr itna ziada effect nhe hota
                      • #26 Collapse

                        Aj kal jadeed sey jadeed technology a gai hai yan LED's LCD's jo ko ankho pr bilkul asar andaz ni hoti lekin phir bhi humin apni ahtiat krni chahie proper rest bhi zaroori hai oor market ko chek krna bhi
                        • #27 Collapse

                          jee ha sir hota to ha qk ham agar ziada time posting krty ha to uska kuch effect apki ankhon pay bhi pharta ha lakin apko apni LCD ya LED ki light bhi ap kam kr sakty ha jis say apko faida ho sakta ha islay bs apko posting krni chahiye ya just ap aek din ma 40 post kr lay to apka month ka target bhi pora ho sakta ha
                          • #28 Collapse

                            ankhon ka us wkt nuqsan hota hy jab ham agr boht he nazdeeq ho kr bythy es k ya pir raat ko light b on na ho r ham bas esi ki light k samny byty hu tab ye kharab krti hy hamari ankhon ko
                            • #29 Collapse

                              Dear brother agar aap post's zyda dear taak kartien Hain tu aap ko chaiey Kay app kuch time Kay baad post's karien taan Kay aap ki Nazar par effect na paray is yah tu aap Kam say Kam post's Kia karien
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Bahi aghr ap ki aahnkein kharab hain tu doctor se ilaj krwayein forex forum PR only trading ke baary mein discussed krein aur trade alyways Mobile PR krein taqay faida bhi ho aur nuqsan na ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X