How?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How?
    Traders ka main nuqsan kis step sy hota ha??:p:confused:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Traders ka nuksan honay ki sab sy bri wajah yr hoti hai k jab traders forex main trade krny dy pehle trading ko learn nahi krty blky direct account majn invest kr k trading krny lg jaty hain jis ki wajah sy unko trading krny ka pta nahi hora or unko loss ho jata hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Rabia jee trading me nuksan ki bohat sari wajah hoti hai jin me se sab se main waja yeh hai ke log margin ka kheyal rakhe baghair aur apne capital se zeyada bari trade laga lete hain is liye un ko nuksan hota hai.
      • #4 Collapse

        Dear forex members traders ko forex trading mein kae jaghoun par nuqsaan ho sakta hai aur pahele tou agar aap trade ka knowledge lye baghair trade karin gay tou loss ho ga aur aap ko trading kay lye aap ko demo mein practice karni chahye
        • #5 Collapse

          main ye samjhta hon k forex trading main 2 3 wajah se apko nuqsan hota hai ek to trades jo new hote hain wo is main lalch kar jate hian aur dora ye k patince hona is main bht zaori hai aur tesra experience ka na hona loss ki wajah banta hai
          • #6 Collapse

            Aslm sir forex trading me agr kam karna h to is k leye zarori h k ap demo par ashy sy kam kar or is ko ashy sy smjy tak ap ko loss na or agr apny isko bena khuch janch is kam ko shoro kya to ap ko loss ho skta h
            • #7 Collapse

              aslam u alekum bhai ek trader ka mian nuqsan waha se start hota hai jub wo facts and figures ke bajae hope trading start kar de ga stop loss nahe lagae ga ke shayad ab trade mur jae ab mur jae aur jub trades us ke haq main hote hian to patiance na hone ke wajah se pora profit lea bagair close kar data hai
              • #8 Collapse

                Dear trading mn nuqsan k bht sary reasons hoty hn,agr ap baghair learning,baghair planning k kam karein gy to loss hota ha,agr loss sy bachna ha to news ko dekhty rahein,demo pr zyada sy zyada experience gain karein.
                • #9 Collapse

                  agar tum acche se kaam karega toh usko achha wala profit Mil Jayega Agar voice Mein Meghnath nahi karega toh uska account nuksaan mein Jayega Aur phir apne aap ko recover karna padega
                  • #10 Collapse

                    Trading me nuqsan hone ki bohat c wajah ho skti hn sb k aham to ye hy k proper knowledge nahi hota agr bgair knowledge k trade lgai jae to margins ka andaza nahi ho skta aesi soorat me nuqsaan ka hona lazmi hy.dosridosri wajah zeada earning k lalich me market up hone ka wait krte rehna hy trade lgane k baad k profit increase ho jae but loss ho jata hy.
                    • #11 Collapse

                      dear asal mai baat ye hai k jab aik trader system par trading start karta hai to aus k mind mai hota hai k wo jo trade laga raha hai aus par aus ko 100% profit hi ho ga magar jab aus ki trade loss mai jati hai to wo aor bari lot k sath koi trade lagata hai ta k phly wala loss bhi cover ho ais tarha wo apna loss karta hai.
                      • #12 Collapse

                        Dear loss har trader ko hota ha kyun k forex trading mein market ka koi pata nahi chalta kis time ap k opposit chali jaye lekin wo traders jin ko continue loss ho raha hota ha uski kafi waja hoti hain mean k baghair learning k agar trading start kar dyn ya demo account p practice na karyn ya achi tarha analysis na karyn aur trad laga dyn tu phir bhi loss hoga
                        • #13 Collapse

                          sir baat ya ha kay forex ma hamay loss tab hi hota ha jab ham koi galat tarde laga dety ha ya ham lalch krty ha isly bs apko forex ma na to lalch nai krni chahiye or hamasha soch samaj kr tarde lagani chahiye takay apko profit bhi ho saky qk forex ma profit krna thora muskil ha islay bs apko ziada time dena chahiye
                          • #14 Collapse

                            trader ko loss hota ha trader ko galti ki waja sy loss hota hai trder ko trading main lalch na krna hai trader ko thora mushkl hota ha profit earn krna aor trader ko trading main ziada time dana hai trading main smjhdare sy work kr ky profit earn krna ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              tradesr ka sab say zead nuksan hota hay big lots ko select kar k trading kar jis say us k pass marjin bahut kam ho jata hay ya manfi men chala jata hay o is trah say pher apni trade ko control nh ikar saktyhain so un ki is trah say loss ho jata hay bahut

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X