Zindagi Bekar Bina Forex Ke ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    g han bhai jan ap nay thik kaha hai kay forex kay bgair zindgi bekar hai q kay hum forex trading karty hain to humain kuch milta hai agr hum trading nahi karty to hum is main kuch nahi hasil kar sakty hain,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      aisa normally to nahi hota ,lekin jo forex trading ke habitual ho jae unhe zindagy bekar he lagti ha..saturday aur sunday ki holiday ab itni buri lagne lagi ha,aur kisi social wajah se trade na karo to aisa lagta hai ke hum time zaya ker rahe hain.is time ager trade ker rahe hote to kuch kama he lete.
      • #468 Collapse

        Forex trading ek nasha hai. aur is ki addiction din ba din bharti jati hai. jitna marzi time do isko lekin dil bharta hi nai hai. jab se forex meri zindgi mein aei hai tab se meri life hi change ho gae hai. mai uthtay baithty sirf isay k baray mein sochta hun. muje iska nasha ho gaya hai :D
        • #469 Collapse

          hahahahahahaha sahi bat hai agar forex ni hai tu zindagi mien kuch b ni hai is liye forex her kisi ko join krni chahiye r is se profit gain b krna chahiye. r sach mien aisa business r koi ni hai
          • #470 Collapse

            Forex ke begair aap ki life fazool ha yeh to sirf us sakhs ko pata ha jo yeh business kr raha ha aur aap ager is ko join kr len to aap ko is min se bahir nikalna bht muskil ho jata ha
            • #471 Collapse

              a.o.a yes u r right saying k humri zidngi bekar h forex k beger bcz ye malez and femalez k liye aik bht acha or helpfull busness h agr humri thori c attention is ki trf ho to hum bht acha prft gain kr skty hain
              • #472 Collapse

                G bilkul aap ny bilkul tek kaha forex aik aisa business hai jisy start karna tou asan hai lekin is market ko chorna buhot mushkil hai Q k ye aik easy aur student k liye buhot acha business hain
                • #473 Collapse

                  main yahan new hoon aur merey khayal sey hamain forex pe roz kam karna chahiye main to har roz forex ko ziada se ziada time deta hon aur knowledge aktha karnay ki koshish karta hon
                  • #474 Collapse

                    g han bhai jo to forex main trading kar rahy hain aur bohat sa profit earn kar rahy hain wo to forex ko boha he acha businees kahty hain q k wo es main sy bohat he kuch earn kar chky hain
                    • #475 Collapse

                      forxe k bina tu life boring hai dear es mai a kar thora shugal be lagta hai aur thora maza hai baki business hai profit tu hota hai he rahay ga aur loss be hai sath sath
                      • #476 Collapse

                        yes bikar hai zindage forex ky aur successful trader kabhi loss nahi karta hay woh lalach nahi karta hay us kay pass knowledge hota hay agr aap bhi forex mein aik achay trader banna chatay hay tu forex ko learn karay aur ziada say ziyada demo account par practice kar rahay .
                        • #477 Collapse

                          hello and salam to all ap kisi haf tak ye keh sakty hain qk ye apko aik had tak to ye job yani paisa money waghaira to frahm kerti hai.
                          • #478 Collapse

                            assalam-o-alikum...
                            dear...
                            jab sy ma ny forex py kam start kia ha tb sy mujy forex k bgair zindgi bekar lgti ha our ma khud ko adhura mahsos krta hun .............
                             
                            • #479 Collapse

                              Ji bhai ye to theak kaha hai aap ne , forex ne aa ker wakai bohot se logon ki zindagian badal di hen , or bohot log is se achi earning ker kay apnay gher chala rahe hen, or forex wakai ak great plat form hai jo stdnts se le kr job waln tak sab logon ki madad krta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                mein ye kahon ga k kisi bhi cheez ko itna apney hawas pe sawar nahine krna chahey.....koi cheez harf e akhir nahein....forex mein hazaron log bney hain to lakhone barbad bhi huey hain....es liye mera mashwar hai k Forex ko light lein itna over honey ki zarurat nahein.....i think that Forex is a part of life not the life.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X