main forex ki trading say pehlay data entry job krta tha jis main bhot mehnat krna parti thi aur aksar time mujhy earning bhi nahi milti thi phr jab say forex k baary mian suna aur is ko learn kia to mujhy acha feel hua tab say main forex ki trading kr rha hoon ab esa lagta hay k forex k bagair zindagi bekaar hay ye aik tarha say life ka hisa ban gai hay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим