Zindagi Bekar Bina Forex Ke ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    mere khayal mein pyse kamaney ka sb se asan tareqa forex trading hy agar ap achay tareeqay se forex pe trading krna seekh len to ap asani se pesay kma saktay hen. agar ap ki zindagi mein forex nae hy to apki life bore hy...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      I agreed that without Forex we are nothing and it is a part of our soul and without Forex I feel that there is some thing missing in our life so for that we have to work very hard
      • #123 Collapse

        ji haan meray khayal mein tou aisa hi hai k humein ager achi tara se tarde ko kerna hai tou humein iss ko leartning hasil ker k hi kerna chahiye.
        • #124 Collapse

          haan gee forex k baghair zindaghi beykar hai bussness line mein itna bahtreen kaam koyi bhi nahi hum ghar beth kar earn kar saktey hain aor 100% pure hai baki koyi bhi aisa kaam nahi jo app ko ghar bethey itni zayada amden deta hai lekin forex nay aisa mumkin hai
          • #125 Collapse

            my dear friendds forex trading marketing ki ek esi trading website he jo kafi achi he main forex ki trading say pehlay data entry job krta tha jis main bhot mehnat krna parti thi aur aksar time mujhy earning bhi nahi milti thi lekin ye kafi achi he is mai money nikal na bht asan he .
            • #126 Collapse

              life is colorless without forex I also think that Forex is the largest business platform in the world. This is internet based so it can be done from anywhere of the world. A huge number of people are involved and millions of dollars are traded in Forex everyday. This is largest and mostly profitable business sector in the world.
              • #127 Collapse

                I think it is good said without forex work life is nothing, so if we want to get any change in our life then we have to work in forex and also we have to spend our great time to forex, and then we can earn great profit and make our life so easy.
                 
                • #128 Collapse

                  Bhai jaan hume esa nahi kehna chayye zindagi kabhi bhi bekaar nahi hoti Allah ne hume paida kia hai to us ne hamara rizq bhi moqarrar kia hai hum agar forex ko nahi karte to Allah koi aur kaam deta lekin hume bhoka nahi rehna deta hume esa nahi kehna chayye haan forex se hum achi earning kar sakte hain lekin forex se bhi hume utna hi mile ga jitna hamare naseeb me hai.........
                     
                  • #129 Collapse

                    g bilkul forex wo wahid zarya hai jis me hum bina kisi mehnat k paisa kma lety hain kisi kisam ka diploma ya zyada strugle nhi karna parti forex ny her earner k liye earning asaan bana di hai jis ki wjeh sy her insan ghar me baithy apny suitable time me ek achi amount as abonus hasil kr sakta hai phir us say further trading kr k profit kmata hai
                    • #130 Collapse

                      mehnat kar ka ap ka mehnt ka phal milta ha or behtar ha ka demo account pa kam karein take ap ko benifit mile or ap achi earning karein or achi trading kar skein or trading ka liye knowledge hona bohat zaroori hota ha liken business main time dena parta ha or dena bhi chahye oe skills ko use karna chahye. hum bi money earn kar sake ge forex ne humari ye mushkil door kar di hai kyu ke is me hum ghar bethe online business kar ke earning kar sakte hai ........
                      • #131 Collapse

                        nai bhai forex nai to zindagi nai aese nai insan dunya me forex ke lie nai aya balke Allah ki ibadat ke lie aya he tume aesa nai bolna chaye tha yar zara soch samajh kar bola karo or sorry admin ye ans forex se related nai par phirbhi is bande ki islah zarori he
                        • #132 Collapse

                          Zindagi allah taala ki dein hain janab eyes ko open kijeye or dekhiyee kay kia hai zindagi forex per kmana apni jagah per zindagi sirf asi ka name nahi
                          • #133 Collapse

                            asslam o alikum dear umeed ha ap theak ho ga gaha tak mara kyal ha ha ya bat to such ha ka forex ka bina zindiage bekar ha kyo ka ham is sa bohat he zyada earning karta ha forex na kuch poor logo ke be life banai ha
                            • #134 Collapse

                              Hahahahah its quite true, because when forex market remain close on saturday and sunday on these days i getting bored. because know i am addictive of this business and i cant live without working with forex business. and some times i thinks that life is useless without forex business.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Nhe forex k bina zindagi bekar nhe ha hmara maqsad ha zindagi ka ALLAH ki ibadat krna nah k forex ... forex tou aik business ha bs hmain is main paise earn krne ka moka mila ha hmain is had tk rehna chaiye nah k hum yeah kahen k forex k bina zzindagi bekar ha zindagi ka asal maaqsad ha ALLAH ki ibadat forex tou duniya we ha no doubt is main bht paise ha just ap ko learning chaiye bs per zindagi ka maqsad srf paisa nhe or b cheexian honi chaiyen apni zindagi ALLAH k muttabiq guzaro forex jesa kahen business ap k paoo ki dhool hon ge
                                TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X