Forum ki post main lines ka ziada hona lazmi hay ya post ka propper jawab lazmi hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ksi bhi kam ko krny k liye zrori hye k aap pehly us ko smjhain na k apni aql or knowledge ko dikhany k liaye fazool or bogs comments ktain. forex trading k liye zrori hay k sb sy pehly aap thread mai diye gaiy question ko samjhain phr logic ka istmal krty hoay apna response dain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      sir baat ya ha kay forex ma agar ham posting krty ha to hamay ya nai dakha chahiye kay hamnay katnay lines ki ha post lakin hamay ya bhi dakhna chhaiye kay hamnay katni behtar post ki ha kay topic say hat kr to baat nai ki ha islay bs apko forex ma apni post sahi sahi krni chahiye takay apko bonus mil saky
      • #18 Collapse

        Bahi acchi post ka taluk lines s nai hota agr koi apna knowledge shar krta hain tu kam s kam 4 line tu ati hi hain is lia lines pr depend hona chaya kiun jab apna experince shair krta hain tu ap ak line mai tu kuch kahs explain nai kr payain gain is lia thori s line likhni chaya
        • #19 Collapse

          Dear forex member posts mein jawab ka sahi aur posts kay mutabiq reply bahut zaroori hai aur iss kay sath sath iss ki wording bahut munasib aur forum ki requirement kay mutabiq hona lazmi hai kam words wali post accept nahi hoti
          • #20 Collapse

            nahi dear forex forum main new system laucnh ho gya hai tu ab minimum two lines are enough lakin ab new system posts ki quality ko hi check karta hai ap ki behtreen post ap ko reward aur falto post ap ki waste ho jati hain
            • #21 Collapse

              Dear ap nay poocha ha keh line ka zayada hona lazmi ha ya nahin to mera khial ha keh koi bhi post ho us ka agar sahi jawab dia jaye to 2 say 3 lines ho hi jati hain is leye humain chaheye key kisi bhi post ka jawab tafseel say or achay tareeqay say dia jaye
              https://t.me/pump_upp
              • #22 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: zahid002
                Ji Bhai Jaan aapne bilkul theek kaha hai 3 se 4 lene ka Hona zaroori tab aap ki post Ek acchi knowledgeable post Hogi our aapko Ek Achcha Khasa profit be Milega Pakistani Forex karam ki taraf se thank you
                ge bhai hmein apne forum ke rules jo bta die gae hien un ke mutabiq apne posting forum mein krne hote he aur hmein apne forum ke rules ko smjh kr apne posting krne he aur hmein forum mein acha kam krna he aur ache ache posting krne hote hien phr hmein apne forum se boht acha faida hasil hota he aur hm apne trading ke lie bonus hasil krte hien
                • #23 Collapse

                  dear aisi koi baat ni hai asal mai baat ye hai k agar ap ais mai post karty to ap ki jo post ho wo achi ho mean aus mai jo ap likh rahy hai wo topic se related ho aor aus mai knowledge ho ta k jo banda ap ki post ko study kary aus ko ais se faida ho kun k new traders k liay ais forum par study k liay material yaha posts mai hi hai.
                  • #24 Collapse

                    Forum ki post me lines utni aham nahi hn post share krney ka maqsad information aur knowledge share kerna hota hy ta k her kisi ko post ki samjh a jae. Zarpori bat 2 lines me b likh di jae to kafi hy lekin uska maqsad pora ho jae.faltoo baten likhne ka koi faida nahi jo sirf lines zeada krne k leay likhi jaen.
                    • #25 Collapse

                      bhai bat asi ha kay bhar bhari lines wali to har koi post kr sakta ha lakin hamay asa nai krna chahiye qk agar ham koi bhi post krty ha to uska experince bakio ko bhi milna chahiye islay ma apko yahi kaho ga kay apko proper jawab dena chahiye qk agar ap proper jawab dety ha tab hi ap forex ma kamiyab ho sakty ha
                      • #26 Collapse

                        bhi sahib ye koi zaroori naheen keh ap teen ya char satren likh dalen balkeh zaroori ye ha keh ham sawal ka jo proper jawab deen . sawal ka jawab deney men aik line likhi jaey ya 1.5 lines likhi jaey ya phir 2 lines likhi jain kafi shafi hen koi mushkil naheen jawab darust hona chahia.
                        • #27 Collapse

                          Dear brother pak forex forum Kay rules Kay mutabiq post ki Kam say Kam 2 line zorror ho or wo thread Kay hisab say ho or thread be forex trading Kay mutabiq ho warna aap ki post or thread dono accept nahi ho gi or delete Kar de jay gay jis say aap ki rating main be faarak para ga
                          • #28 Collapse

                            rother forex forum pr post jitni marzi kr dein apko bonus mily ga apko trading ke lye acha bonus milta hai us pr apko trade krni xchahiyr aur post mein kam ki bat krei fazool post na krein
                            • #29 Collapse

                              Line aor proper post dono zarore hai agar aap forum k rules mai jaenge tau apko clear hoga k two line say kam post count nahe hoga ws tarha agar aap two line ka post karoge lekan proper jawab nahe hoga ya useless post hoga tau wo be count nahe hoga es leye zarore hai k line ka bee khyal raka jaee aor proper jawab ka bee

                              IF you LIKE MY POST THEN PLEASE CLIKE ON LIKE And THANKS BUTTON.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                bhia dekho jo question pocha gya hn oska answerk rna chiaye ya oske related baat krni chaiye aur itna define krna chaiye le apki baat pori ho gae aur apkki post kam se kam 2 lien tk ki ho to zyada best hn aur qualityy post bhi honi chaiye :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X