in forex trading, robot

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    in forex trading, robot
    dear ham ya forum may aqsar robot ki batay suntay rehtay hain, lekn aj may ap ko toda robot k baray may btata ho, k hamay robot say trading krni chahye ya k nahi, , robot ek software ki shakal may hoti hain jo k ham pc may install krtay hain avr per ham os k zarye trading krtay hi, pehly tho es ko buy krna hota hain jo achay robot hai wo mengay hotay hain hum oss koo pehlay tho buy nahi kr sktay agr buy krty hain tho aqsar hamari window per kam nahi kr rahay hotay..agr kam krtay be hain tho haum os say ziada profit nahi kama sktay jetna ham khud krtay hain,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap ko softwere ki bat kar rahy ho wo ab fraud hn ye sb logo ko bewaqoof banaty hn.hmm chahyei k khud mehnat karein r proper planning r stragedy sy trading karein r acha profit earn karein r is bato mn time waste na karein.kyun rebot abi itna aam ni hua.
    • #3 Collapse

      Bhai forex trading main main ny abhi tak tou robot trading ka suna hi hai ky ham robot trading ker sakty hain but mera yeah khyal hai ky jo ham pending ordrrs tp aur stop loss laga dety hain aur trade auto per open aur close hoti hai tou yeahi robotic trading hoti hai
      • #4 Collapse

        bhai mein ya smjhti hun kah agr robot ap ko trading kar kah ziyda profit da skta hain to jitna bhe expert trader hain wo aj yhe karta wo log khud na kam karta sara din un ka robot he un ko kama kar data bhai apko khud apni trading karni chahiya.
        • #5 Collapse

          trading robot bi ha lkin ap is pa na raha ap hud kam kara kiyu ka robot aik machine ha jo kisi bi waqat kam karna chor skati ha is sa apko bhut zayda loss hu skta ha is lia ap is pa inhisar na kara balka ap hud apna analysis sa isko kara kiyu ka ap jo apna tajarba sa isko kara ga is sa ap faida utha ska ga
          • #6 Collapse

            Dear brother Forex trading main big broker Kani kabi robot ko used kartien Hain magar aap Kay apss is Kay aik balance be zyada hona chahiey taan Kay jab be aap ko loss ho tu wo is loss ko cover Kar sakien magar Jahan taak main nay is Kay baray main information let hay yeh koi zyada kamyab nahin hay
            • #7 Collapse

              robot trading key bary me suna me ne be hay magar kabi use nahi kia, jab app robot use karty ho to app ka trading account auto system par lag jata hay, buy or sell key orders automatically lagty hey.
              • #8 Collapse

                Dear iss cheez per pahele bhi bahut bahees ho chuki hai aur forex trading mein robot ka istemaal theek nahin hai kyun kay agar aap robot ko trading per lagain gae tou woh aap kay bataye huay tareeqay kay mutabiq kam karay ga lakin market her second baad change hoti hai
                • #9 Collapse

                  dear jaisy ap ne baat ki hai k agar hum robort ki baat kary to ye aik software hai dear ap ki baat thik hai magar ye jo software banaya jata hai ais mai jo data feed kia jata hai ye sirf aus ko hi follow karta hai agar market range mai chal rahe hai aor robort trend wala hai to wo humra loss hi karwye ga ais liay robort her time kaam ni karta.
                  • #10 Collapse

                    Nh forex trading manual bhi kr skty hn aur robot pe bhi kr skty hn, aksar experience traders iski EA bnaty hn aur us pe trading krty hn lekin wo shuro me profit deti hn then loss krti hy isi liye ap koshish kryn ke khud seekhny aur uske bad manual trading kryn jis se apky loss ke chances bilkul kam hn..
                    • #11 Collapse

                      G bhai robot ap ki koi khas help nahin kartay jo bhi robot ka mashwara deta ha wo ghalat kehta ap ko chaheye ap khud aik achi stratigy or panning kay sath kam karain or achi earning karain
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        yes trader ko khod ki apni planing aor trading ki achi strategies use krna hian trader ko forex trading main achi earning krni ha to good management kry trader trading main robot ka use na kry aor trading main experience sy trade profitable hoti ha
                        • #13 Collapse

                          Robot ki wja se trader hmesha dosro ke sahare pe rehta hai aur us ke liye use achi khasi payment bhi krni prti hai is liye sub se best way ye hai ke ap khud forex pe trade krna seekhen ta ke ap ko ziada faida ho
                          • #14 Collapse

                            janab mery khyal say rebot par trading karna fuzol hay hamen rebot kabi faeda nhi dey sakty hain hamen chaheye k ham apni ek achi planing bnaen aur us k sath trading karty rahen yahi hamary lye sab say asan treka hay trading ka aur earning ka
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear bilkul ap ny thik kaha k robot aik software ha jis sy trading hoti ha pr robots sy trading itni kamiab ni.is sy untni earning ni ho sakti jitna hm khud kar sakty hn.abi hn robot aam ni hue r na hi us level pr aye hn k achi output dy sakein.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X