Currency pairs main trading vs commodities main trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency pairs main trading vs commodities main trading
    Jesy ham bonus account per trading kerty hain tou kia hamain currency pairs main trading kerni chahiay ya commodities main ky short time main kafi zyada profit hasil kia ja saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gi haan dear forex member humain currency pairs mein trading karni chahye aur woh iss lye kay currency pairs mein profit thora thora kar kay milta hai lakin woh theek hai bajaye iss kay kay hun profit ki bajay loss kar bathain iss lye humain lalach nahin karni chahye
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamirkazmi پيغام ديکھيے
      Jesy ham bonus account per trading kerty hain tou kia hamain currency pairs main trading kerni chahiay ya commodities main ky short time main kafi zyada profit hasil kia ja saky
      Bhai jan mery kheyal ma to apko mery experience ky mutabiq currency py je trading lrni chye keun ky currency trading bht safe hai apka account kabi wash nhi ho ga agr ap hedge krna janty hain to commodity trading apka account wash krny ma der nhi lgati
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        Agar tou apka balance sufficient quantity main hai then no problem ap commodities main trading kerain ky apko short time main kafi achi earning hasil ho sakti hai but agar apka balance small amount main hai tab apko sirf currency pairs main hi trade kerni chahiay woh bhi stop loss aur take profit laga ker
        • #5 Collapse

          currency pairs aor commodities main trading krna profitable hai aor trader forex trading main experience sy trade kray aor trader management sy work kry aor trader currencies aor commoidities trend ko smjh kr trade kry is sy trader ko trading main profit hota hai aor trader profitable trading kr kay success gain krta hia
          • #6 Collapse

            Dear commodities main trading bot he profitable hai laikin aap ko pata hona chiay kay kafi loss bhi hota hai. Zada tar bonus account wash ho jatay hain. Is liay hamain currencies per trading karni chiay bas
            • #7 Collapse

              dear asal mai baat ye hai k hum jab ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai currency aor commoditiespar kaam karty hai currency par kaam karna asan hota hai kun k currecny par profit aor loss kam hota hai aor ais k sath ais mai margin bhi bahot kam use hota hai jis se hum aor bhi trades laga sakty hain.
              • #8 Collapse

                Dear brother her trader apni marzi say pair ka intikhab karta hay q Kay koi currency Kay pair main grip rakhta hay koi apnay experience Kay lehaz say comid ko trading Kay lay best tasawar karta hay agar jis Kay anylasis just main accha Hain wo usi he main trading karta hay
                • #9 Collapse

                  Agar aap Forex trading menu trader Aankhon Mein aap ko kahunga ke aap currency currency is betrayed Kare Kyunki currencies Mein movement slow aati hai aur aap ko loss bhi kam hoga
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    market ki movement aor market ki sai condition ko follow krna trader k ziama ha trader ko chey trading main good currencies ka pairs mai trade kry or in k trend ko aor in ki conditions ko smjh kr trade kry takeh trading main profit earn ho
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      yes my daer ham currency pair men trading karen because is men hamara trade ka risk bahut kam hota hay q k currency pair ki movement bahut slow chalti hay ham is men trade ka adia lga sakty hain k hamen sell lgana hay ya buy aur ham choti c lots say b agar currency pair par trade lgaty hain to ye kuch hi den men hamen big profit dey sakti hay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X