Hedging aur scalping main difference
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging aur scalping main difference
    Mera experience members sy yeah sawal hai ky hedging aur scalping main kia farq hota hai aur sath apna experience bhi share kerain ky hedging sy achi earning ki ja sakti hai ya scalping sy ky other members bhi aesi hi stretigy sy forex market main trade ker ky achi earning ker sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear dedging ka matlab ye ha k agar apny kisi pair p buy lagai hai aur market achanak sell ki taraf jaye tu ap sell bhi laga dyn tu isy hedging kehty hain lekin mera mashwara ye ha k kabhi bhi hedging na karyn us mein trad phans jati ha aur scalping mein lot size bari rakhty hain aur market ki thori si movement p profit ly k close kar dety hain mean k 15 ya 20 pips bas,aur scalping mein short time fram use karty hain
    • #3 Collapse

      Dear brother agar aap aik trade main buy or sell ko open kartien Hain tu us ko hedging kehtien Hain magar is ka aik drop back hay is main aap ki trading phanse be sakti hay is lay aap ko chahiey Kay aap sclap ko used karien is main aap lot ka size zyada laga Kar Kam time may trading ko open Kar Kay earning Kar saktien hain
      • #4 Collapse

        Dear forex trading main meray hisab say hedging or scalping main say hedging best hai. Agar side by side market moment per hedging karain to laikin agar ham scalping karain to kabhi bhi hamari trade phs sakti hai or hamara bonus account risk per ho sakta hai
        • #5 Collapse

          dear jaisy ap ne baat ki hai k hedging aor scalping mai kai faraq hai to dear ais mai ye hai k agar ap lot bari laga k aor thora sa profit ly k market se nikal jaty hai to ye ap scalping kar rahy hai aor agar ap ki koi trade phans gai hai to ap aus ko nikalny k liayu jo opposite side par trade lagaty hai wo ghedge kar dety hai aus ko hedging kehty hain.
          • #6 Collapse

            Hedging aur scalping main kafi difference hai . hedging mai traders aik he market mai aik he time per buying aur selling aik he time per kar rahy hoty hain aur phir market direction kay hisab say aik decision karty rehty hain .
            jab kay scalping short term trading ko kehty hain scalping mai trader short duration ke liye trades open kar kay profit earning ke try karty hain .
            • #7 Collapse

              Hedging or scalping two different things hai meray hisab say forex trading main scalpers zada earning kar saktay hain. Agar wo karna chatay hain to kiun kay forex trading bot risky hai or kam time kay liay risk lay kar zada faida laita hai. Wohi kamyab hai
              • #8 Collapse

                G brother jaisay uper posts main bataya gaya ha sab theek ha keh hedging ka meaning ha keh ap aik hi waqt main aik hi pair pay sell bhi laga saktay hain or buy bhi lakin is main risk ha best scalping ha jis main ap short time main pips ko barha kar earning kar saktay hain
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Janab hedging ap kisi bhi waqat kr skty hain same time py equal buy aor sell kr den isko hedging kehty hain jub ky scalping short term trading ko kehty hain thori der ky leay trade open kren aor close kren
                  • #10 Collapse

                    Hedging yeah hoti hai ky aik hi pair main both sell aur buy laga ker aik trade profit main close ki jati hai aur dusry main profit ka wait kia jata hai jab ky scalping yeah hoti hai ky kisi bhi pair main short time ky liay trade open ker ky profit main close ki jati hai aur thora thora profit hasil ker ky profit increase kia jata hai jo hedging sy zyada best hai
                    • #11 Collapse

                      Bhai dono chezen he achi hen scalping b and hedging b bat sir ye hy k don ma ap ko har waqt market pa nazar rakhna parti hy ta k ap trade ko profit ma close kar sken
                      • #12 Collapse

                        Assalam Alaikum Forex ma new Aya hon or mujay itne information nahe ha is k Kya tareka Kar ha plz mujay b detail sa bata day kuch khas bayan nahe keya ha
                        • #13 Collapse

                          Dear forex member hedging ka matlab hai kay aap ne agar aik trade mein buy lagaya hua hai tou aap uss per sell bhi laga saktay hain yani kay buy aur sell aik trade mein lagain tou ussay hedging kehte hain aur scalping short term trading ko bhi kaha ja sakta hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Hedging aur scalping trading ki startegy han heading mein ap sell aur buy ki trade open kartay han aur sell aur buy ki trade aik sathh open kartay han aur scalping mein ziada lot size use kar k trading kartay han aur kam time mein kam profit earn kar k market se out ho Jane ko scalping kehty han

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X