Use of macd indicator general way

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Assalam o alaikum bhai jan apne bht achi information share ki hy is se kafi had tk members ko knowledge hasil hoga or jo new members han un ko bhe kafi had tk faida ho ga or wo acha profit hasil kr sakty han ok bhai jan shukria
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mansoor kazmi پيغام ديکھيے
      Assalam o alaikum bhai jan apne bht achi information share ki hy is se kafi had tk members ko knowledge hasil hoga or jo new members han un ko bhe kafi had tk faida ho ga or wo acha profit hasil kr sakty han ok bhai jan shukria
      ge han bhai hmein apne forex trading mein ache information share krne hote he aur hmein apne forex trading mein knowledge hasil krna he aur hm apne trading mein indicators ko ache trah se smjhna he aur hm apne trading mein macd indicators se hmein apne market ke trend ko smjh kr trading krne hote he phr hmein trading mein success hasil hote he
      • #18 Collapse

        dear ager hamare pass experince nai hai tuo phir hammy indicators istamal kerny chaiyie lakiin hammmy indicators ko istamal kerna b anna chaiyie ager hamm indicator ki setting sai nai kery ga tuo woo hammy sa trahh sa direction nai da paiye ga...
        • #19 Collapse

          aap ko uski General information ka Mukammal Taur par film hona chahiye office ki information se market me invest Kare news par Nazar Rakhe Ke Aane wali Duos car market par kitne Asar Hai
          • #20 Collapse

            bahi ap na bohot acha share kia hai laken indicator s future ka pata nai chalta ka market up jaya gi ya down but y serf bata raha hota hai k market ab kis faraf ja rahi hi baki hum na khud gues krna hota hai ya kisi taraf jaya gi ta ka hum lot laga kr profit kama sakain
            • #21 Collapse

              Bhai indicators ko tou ap kisi ko bhi follow ker ky trading ker sakty hain but ap agar one hour per indicators ko follow ker rehy hon tou apko same indicator ko first 15 minuts main read ker ky next 45 minuts tak trade open kerni chahiay kyun ky predictions per hours change ho rehi hoti hain
              • #22 Collapse

                Bhai jan ap ny macd indicator ko samjany ky lye ache post ke hy its true hamen trend ko samajna chaye and phir nezt move ka andaza laga kar trade karna chaye
                • #23 Collapse

                  Dear forex traders aap sab kay views tou bahut achay hain aur mera bhi yehi khayal hai kay indicators humain bahut kuch batatay hain aur yeh bhi batatay hain kay market kis taraf move kar rahi hai lakin aisa koi indicator nahin hai jo yeh bataye kay next movement kis taraf ho gi
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    G bhai ap ne bahut achy andaz se macd indictor ka bary samjhaya ha is se ham market ki movment ka andaza laga sakty hain k kis time trad opeb krni ha apki post bahut achi aur usefull ha

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X