Use of macd indicator general way

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Use of macd indicator general way
    Dear waisay to kisi bhi indicator per forex trading main trust nahi hota laikin aaj main aap say moving average convergence and divergence macd ka aik general buy ka rule aik pic main show karaon ga. Kafi simple hai mean aap ko faida ho sakta hai.
    Gold ki sell ki trade h1 main check karain
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aap ki baat durust hay Kay tmam indicator market ki movement to batateen Hain Kay aab market kis taraf move Kar rahi hay magar yeh nahi batateen Kay next movement kis taraf ho ge or kis time pay ho ge bus in indicator say aap apnay experience say he anadaza lagatien Hain Kay ab market kis waqat or kis taraf movement karay get jis say aap ko profit be ho sakta hay or loss be
    • #3 Collapse

      Salam dear trading friends ye to experience ki bat hai jitnna apk pass knowledge hoga utnny aap experience se se har trading ko ba asaani se samjh k uska jawab de saktey hen apko kisse kisam ki mushkil ki zarurat peassh nhi aye ga aap analysis ko axhi tarhan samjh saktey hen..
       
      • #4 Collapse

        dear jaisy ap ne post ki hai aor ais mai dekhya hai k MACD par kaisy hum trade dekh k kaisy trade laga sakty hai aor ais mai se hum ko kaisy trade ka conform hota hai ap ki post parh k mujhy samjh aai hai k agar ais mai slop ho to agar hum aus time trade lagye to hum ko aus mai kafi zayda faida hota hai.
        • #5 Collapse

          Waise toh Forex trading my indicator use nahi karna chahiye Kyunki Tamam indicator legging hoty hn aur Woh move hone ke baad indicate karte hain isliye Mac D ho ya koi aur indicator ho aap ko Market ki future prediction nahi de sakta is a manual or pattern trading kare...
          • #6 Collapse

            Gee mery bhai ap ny acha indicator btaya hai jesy he macd ki line ko red line touch krti hai bearishness hoti hai market down trend ma chali jati hai log aspects kr rahy thy ky gold touch kry ga high point lkn wo retraretrace ho gia
            Acha kaam achy daam
            • #7 Collapse

              gee trader ko macd indicator kay use ko smjhna trading main faida day ga is indicators kay use say trader ko market kay up aor down trend ka andaza ho sakta hai aor trader ko forex trading main macd main trend line ko right point pr set krna hai aor trader ko is main market kay trend ko understand kar kay order place krna hain is sy trader ko profit earn hota hai
              • #8 Collapse

                G han bilkal hume indicotor ko lazmi fallow krna parta ha ye hamri help krte hein hume is main menat k sath kam krna chaiye ye hamre liye aab se acha kam ha hum is bohat kuch hasil kr sakte hein
                • #9 Collapse

                  bhai hmin sabhe ko is market mein indicator sa dor rahna chahiya jab hum indicator use karta hain tab hum market mein loss kar skta hain q k indicator hamin sahe trend ni data hain.
                  • #10 Collapse

                    Brother forex trading mein indicators ka istemal apko faida deta hai lekan mein indicators ko like nhi krta mujhe candles stick chart pattern PR trade krna chahiye taqe achi trading ho saky loss na ho
                    • #11 Collapse

                      bahi njan forex ma bohat sary indecater ha lklakin is ma sa kuch indern best ha ma in ka name ap ko btat hu jesa ha RSI OR moving varege
                      • #12 Collapse

                        Bhai hum sab ko indictor se door rahnna chhye r sab ko market mein ye show kranna chhye k hmmy isska nuqsan to nahi hoga na warnna market mein hmmy bohat sa loss hoga r hmmey preshann nahi honna chhye
                           
                        • #13 Collapse

                          G bilkul ye hmey apnny mind py depend karta hai k ye abb kiss taraf soch raha hai r kis taraf nahi r dono raston mein se ik hmre liye konsa axhs rasta hai ya pher donno e axhy hn hmre liye is tarhan market ka hisab hai ye kis trf thk hsi kis tarf nahi..
                           
                          • #14 Collapse

                            bhai aap nu ashi information Di jao but man ab indicator use nahi krta phly mujy indicator ki waja sy loss hwa hai tb sy man ksi bhi indicator pr trasted nahi krta is sy asha hai hum trand ko samjna chaye or or pr trading krni chaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Ye jo aap ne forex trading main gold ki trade batai thi main ne pic ki thi or kafi zada profit hua tha. Hamain chiay hota hai sl or tp daina chiay har dafa predictions sahe nahi hoti so kuch na kuch bonus bacha rahay ta kay next trades laganay kay liay bonus bacha rahay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X