Aap konsa Indicator use krty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aap konsa Indicator use krty hain?
    bhai Jan bohat sy trader indicator use krty hain or woh indicator k sath asha profit bhi krty hain mara ap sub sy yah questions hai k Aap konsa indicator use krty hain or aap ka indicator aap ko profit data hai ??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear me to RSI or moving average ka koi be indicator ho use karta hon, me ne terminal me 4 indicators hey jes key signals ko use kar key me trades open karta hon.
    • #3 Collapse

      Bilkul forex trading mn profit k lye kafi indicators sy market ki simat pata karny k lye help li jati ha,mn ny abi tk actaul account pr trade ni ki.r sift demo account pr hi trading karta hn mery khyal rsi r moving average acha result dety hn.
      • #4 Collapse

        pyary bhi jan mn ny abhi tak indicators ko use karna ni seekha aur na he kabhi use kya hy. abhi tak to mn study kar rha hn indicators ke aur apny seniors aur friends sy bhi seekhny ke koshish kar rha hn. I hope kay jald he seekh jaon ga.
        • #5 Collapse

          Yes dear ap ki bat thek ha ha indicator hamre liye important hein lekin main abi inko use nai krta hun hume is ma experience k sath kam krna chaiye ye hamre liye important hai
          • #6 Collapse

            Dear main to macd use karta hun apnay forex walay insta forex kay bonus account per or rsi jab ye dono same indication daitay hain h1 ya h4 main to tab main trades open karta hun
            • #7 Collapse

              Bhai forex market ky achy analysis hi apko forex market main trading success provide ker sakty hain otherwise ap agar kisi indicator ko follow ker ky trade open kerty hain tou ho sakta hai apko kisi aik trade main profit hasil ho jaey but her trade successful nehi hoti
              • #8 Collapse

                friends maine jab bhi forex trading ki hai maine sirf apni knowledge skills and experience k sath hi trading ki hai maine kabhi bhi koi indicator use nahi kiya hai sirf apni knowledge se hi ap achi trading kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  G bhai indcator bohat zaroori hain achi trading kay leye is leye ap aindivator zaroor use karain kun keh indicator hi humain batata hai keh market main kis ka kia rate chal raha ha or kab tak up ho ga ya down ho ga indicator kay sath hi hum ach trading kar saktay han main abhi indicator use nahin kar raha kun ke main abhi demo account use kar raha hoon
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Forex trading market ko analyse karne ke liye internet pe bahut Sare traded maujood Hai in Mein Se Main Aur Sahi aur moving average Ko Dekhkar trade karne ka Mashwara Doonga Kyunki Yeh Dono bahut acche indicators hai
                    • #11 Collapse

                      aslamualekum g bhai main rsi aur macd with moving avarage ka bohat fan hoon aur yeh he use karta hoon jub in ke combine signal milta hai to main trade open aur close karta hoon magarr is ka matlab yeh nahe ap price action read na karen sub se pahle price action us ke baad indicators
                      • #12 Collapse

                        bhai metu 3, 4 indicator use kerti hon ziada ter indicator wo use kerti hon jo market k trend ka btaty hain yani k market sell me hai ya buy me bs is tarah k indicator use kerti hon wesy tu loog signal waly indicator bhi use kerty hain laikin mery khayal se wo ghalat trade btaty hain is wo nahi use kerny chahye
                        • #13 Collapse

                          dear jaha tak baat hai k indicator ki to mai jab trading karta hu to mai ye hi kehta hu k agar hum moving avrage k sath kaam karty hai to hum ko ais mai ye faida hai k humra account par jo trade ho gi wo kam az kam aik dafa profit mai zaror aye gi kun k ais mai jab hum kaam karty hai to hum ko market k trend ka sahe pata lagta hai.
                          • #14 Collapse

                            Brother mein Instaforex mein kam or ke happy feel kr RHA hai is lye mein Instaforex ki news ko follow krta houn baki koi cheaz follow krny ke Kabul nhi hai Instaforex news best hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              trading main jo technical analysis kay liay indicators meta trader main hain in main trader ko expert hona hai trader ko in indicators sy market kay trend ka andaza hota hai aor trader ko forex trading main technical analysis better ways sy krna hoti hai aor in tools kay use sy trader ko trading main profit hota hai aor trading main profitable trading hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X