Aik hi pair main aik sy zyada trades open ker lena

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G han bhai jan apne bahut he usefull thread post ki ha bahut acha knowledgr share kiya ha hamyn chahye k thory loss k sath trad close dyn bajye is k k ham hedging karty rahyn aur jab hedge kar lety hain tu phans jaty hain aur trade se niklana mushkil ho jata ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhi sahib aik hi thread par ap musalsal aik sa zyada posts naheen kar sktey . aik thread par sirf aik hi post send kar saktey ha. han magar aik soorat ha wo is tarah ke ap na aik thread par post send ki ap ka bad kuch doosrey logoon na bhi send kar den ab agar chahen to usi thread par apni doosri post send kar sktey hen.
      • #18 Collapse

        Dear friends mery khyal mn b hmn aik hi waqt mn aik hi trade open karni chahyei kyun aik syvzyada pr ap confuse raho gy r doosra spread b zyada bany ga jis ka ap ko loss hogam
        • #19 Collapse

          Gi haan bhai aap ne bilkul theek kaha hai kay hamain aik hi pair mein trade lagani chahye aur small lot lagani chahye aur agar trade loss mein ja rahi ho tou usse small loss mein band kar dena chahye ta kay loss kam ho
          • #20 Collapse

            brother mai new ho forum pr laken ak bat jo muja samaj ai hai study kr ka ake hi trade open karain kiun k market ki up and down ka pata nai chalta market kasa move krti hai koi jugedje krna mushkal hai is lia ak trade open krain choti lot s
            • #21 Collapse

              aap daily basis wages per Jyada Se Jyada ispe post kar sakte hai forest escape to sone ke baad hai aap next 50 sajada poster to Kar Na Sakenge for learning bonuses kar sakte hain kya aapko maximum profit Jayega
               
              • #22 Collapse

                Forex trading mein trade karte hai agar trader ko market ki samajh aa rahi hai aur usko friend ka bhi pata chal raha hai toh traders aaram se ek pair pe Jyada trade kar sakte hain isme koi masla nahi hai
                • #23 Collapse

                  jab app trade lagaty hy to mery experience k mutabik to choti bits lagani chaye and stop loss ki option bhi helpful hoti hy likin mujhy ziyada tar reversal trade padand hy its safe
                  • #24 Collapse

                    Dear brother forex trading ma apko strategy bna ky aor achi planning kr ky trading krni hoti hai agr apka koso currency ky bary ma acha analysis hai aor apny pehly choti trade lgai thi to ap bad ma bari trade bhi lga skty hain ya aik sy zeyada trades bhi lga skty hain
                    Acha kaam achy daam
                    • #25 Collapse

                      G bilkul sahe farmaya ap ny hamen small loss ma trade ko close kar dena chaye ya pir SL laga lena chaye specifically jb hamary pas balance kam ho
                      • #26 Collapse

                        yes aap ek paper 1 se zyada time par Ek Se Zyada Baat entry Laga sakte hai jis mein aapka profit ratio be time to time ke hisab se change Hota Jayega aap ki running speed be his may change hoti Jayegi
                         
                        • #27 Collapse

                          dear hum sirf aik hi pair mai kaam karty hai aor hum ye kehty hai k hum ne jo bhi trade open karni hai sirf ais pair mai karni hai to aus mai dear ye hai k hum ais mai jab dekhy k hum ko achi trade mil rahe hai to hum aus mai beshak lot thori bari laga k profit zayda bana sakty hai magar aus mai risk zayda ho sakta hai.
                          • #28 Collapse

                            Dear friend mere khayal mein humein surf aik hi pair PR kam krna chahiye aik pair humein acha profit se ga aur loss kam se ga is lye aik pair PR knowledge ko increase krein aur profit eran krein
                            • #29 Collapse

                              Aik pair pr ap aik se zaida trade open kr slty haiain lekan mera mashwra hai aik trade mein ap lot size zaida kr dein tu apko zaida trades open krny ki zarort hi nhi pry gi aik hi trade pr zaida profit ho jaye ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                g han ap ne bilkul theek kaha humay trading karty waqt apna lot size kam rakhna cahiay aur aik pair par aik hi lot lagani cahiay zadanai take hum apna loss aur profit sahe cover kar sake

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X