News Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Bhai mera khayal news trading ma ap ko lot size chota rakhna chaye and long term trading karen specialy currency ma trade karty waqt kiun k market aik khas hight gainkarny k liye kai dafa up and down hoti hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      daily base par agar app forex ki news websites se len gey to trading me app ko ye idea ho sakta hay key kon se pair ko buy karna hay or kon se pair me sell key order me app ko profit ho ga.
      • #18 Collapse

        Aslam o alikoum dear brother trading news main apko bohat zeada active hona hota hai market aksar aik pair kee taraf move kar kay phr dosre taraf move shuroo kar daiti hai us time aap kay kam yeh hona chahye kay pahle wale trade ko fore close karen aur dosre side ke move ko join karen phr aap news trading main acha kr sakty hain
        • #19 Collapse

          G han dosto mn ap ki bat sy agree karta hn k news any k bad trading bht profitable ha pr is mn risk b utna hi zyada ha.news bad jb tk market ka kisi simat trend na banein trade mat lagayein.trend banny k bad hi trade lagayein.
          • #20 Collapse

            agar hum chahty hay keh news par trading karen to humay chahiey keh esmain ziada say ziada learning karni chahiey aur humay theak say market ka analysis karna chahiey ta keh hum market main theak say trade kar kay achi profit earn kar saky humay esmain lalach nahi karna chahiey lalach main news trading main humay loss he hota hay
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #21 Collapse

              han g news se hum trading main zada profit be hasil kr sakte hein ur lose beho sakta h hume is ma news hamre liye risky be ho sakti ha news se kafi market movement krti ha hume is ma ment krni chaiye ye hamre liye sab se acha kam ha
              • #22 Collapse

                News based trading buhot he valuable hai q k zayada tar forex market ke trends important news k bad he bante hai k market kis taraf jayege agar aapnews based trading karna chahte hai tau ye bilkul sahe decision hai ea k leye apko news ki timing aor os ki impact ko analyze karna hoga aor ye sub apko ba asaani mil sakte hai aap news ko www.investing.com say analyze kar sakte ho ye ik buhot bare platform hai apki tamam trading ko ye cover karte hai easily.
                • #23 Collapse

                  News trading ky liay just apko news time per agar ap both directions main upto 15 pips pending orders laga dain tou jab news time per market kisi bhi direction main bari move kerti hai tou apki aik trade open ho jaey gi aur apko same trade main short time main kafi profit hasil ho jaey ga
                  • #24 Collapse

                    Dear news trading k liye news release hony se pehly buy stop ya sell stop lagani parti ha kyun k ye risky kam ha kisi bhi side p market nikal sakti ha is liye pending order lagaye jaty hain aur agar ap ne news trading nahi ki tu pehly demo account p kam kar kyn practice ho jaye gi
                    • #25 Collapse

                      Agar just news time main hi trade ki jaey tou jis currency pair ky mutaliq news ho usi pair main news time per trade open ker lena chahiay but agar news dollar ki ho tou kisi bhi currency pair jis main usd ho ap trade open ker sakty hain ya gold silver air oil main bhi zyada movement hoti hai in main bhi trade open ho sakti hai
                      • #26 Collapse

                        dear jaha tak baat hai news trading ki to ais mai ye hai k jis currency ki news aati hai aus par hum ko trade karni hoti hai agar new strong aa gai hai to ais ka matalb hai k hum ne aus currency ko buy karna hai aor agar news week ai hai to hum ne aus currency ko sell karna hai tab hum ko aus trade par faida ho ga.
                        • #27 Collapse

                          Forex news PR trade krna shi Hai kiyon news apki bahot achi movement deti Hai lekan apki trend ka NHI saath khayal rakhna chahiye news trend ko kabhi NHI change NHI kr skti so be careful
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            bhai news trading ma buhoot loss k chance hotyy hai tuo hammy isss sadorr he rehna chauyie or forex ma news app ko kuch waqt ma buhoot profit da sahkti hai oss k liye hamere pass experince hona chaiyie..

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X