Kya Forex trading haraam hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Nahi bhai jan forex trading haram nahi hai jahan tak currencies ko apnay kabzay main karnay ki bat hai to broker he hamara wakeel hota hai. Hamain chiay hota hai kay forex trading main achay say trading karnay kay liay insta forex per kam karain or bonus account say earning karain. Haram ni hai. Zada masla hai islamic account bnwa lain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g nahe bahi ye haram kam nahe hy .ye ik online kam hy jis my hum postes kr k apna bouns hasil krty hn or pher issi balance sy tread krty hn pher ye humary luck k uper he depend krta hy k ab humny is my loss ho ga k nukasan .apny he kamy huayo passo sy tajret krna haram kam nahe hy .
      • #18 Collapse

        nahe my dear mere khayal mai forex trading haram nahe hai is mai dono chezen hain nafa be nuksan be to mere khayal mai aisa koi be kam haram nahe hosakta jis mai nafa or nuksan dono ho..baki agar mai ghalat keh raha hun to koi bhai mere be sahe rehnumai karde.
        • #19 Collapse

          Dear kisi b karobar mn agr profit r loss dono ka andesha ho to wo cheez halal ha.forex trading mn ap ko profit b ho sakta ha r loss b .ye ap ki mehnat pr depend karta ha.is lye ye haraam ni ha.
          • #20 Collapse

            bro forex hamre liye halal h hum is ma phaly menat krte hein phr hi kuch milta ha hume is ma bilkal be tinsion nai leni chaiye k y hamre liye haram ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakrte hein is k liye hume menat ki boht zahrorat hoti ha
            • #21 Collapse

              Muje confirm tau nahe pata ya mai nay aisa koi pitwa nahe daika hai personally k forex haram hai aor prohibited hai islam mai magar agar aap daikenge tau islam mai karobar jaeez hai aor khas kar wo karobar jis mai profit aor loss ho ao agar aab hum forex ko daike tau yahan par profit aor loss ki margin same hai yani aap agar business kar well tareqy say manage karoge tau profit aor agar fail honge tau loss same like others business so it's mean k forex halal hai .
              • #22 Collapse

                Dear brother not confirm because some people are agree because this si profit loss business not only profit air swap game is leay kch logon ny fatava bhi share keqy is py meri kisi mufti ay bat nhi hui baki kafi dost kehty hain halal hai
                Acha kaam achy daam
                • #23 Collapse

                  Bilkul mn ap ki bat sy agree karta hn k ye business halal ha.kyun jis business mn profit r loss dono ho sakty hon wo halal,r jis mn sirf profit hota ho wo haraam hota ha.is business mn ap mehnat sy kam karty hn tb profit ata hn to ye halal ha.
                  • #24 Collapse

                    Agar apko forex trading ka complete knowledge hai tou yeah zaruri nehi ky ap ham sy is bary main raey lain apko same problem with complete knowledge apny religious teacher sy discuss kerna chahiay agar woh apko allow kerta hai tab apko satisfied ho ker trading kerni chahiay
                    • #25 Collapse

                      Kia forex trading main ap without experience baghair kisi hardwork ky earning ker sakty hain agar apko hardwork kerny aur kafi experience hasil kerny ky bahd kuch earning hoti hai tou isko ap jo bhi samajhain ham tou haram nehi samajhty baqi her koi trade ker raha hai
                      • #26 Collapse

                        nahi bhai yah ak asha business hai or yhan haram nahi haram woh kam hota hai jis hum money invest krin or osy sod k sath wapis lin is business man to hum jo profit krin gy woh he hum ko mily ga
                        • #27 Collapse

                          Aslam o alikoum dear brother daikhan haram aur halal ka faisala too app nay khud krna hai ess lay phlay ap es kay bary main janain kay y hai kai ...........etc maira khyal hai kay her wo kam jis main profit aur loss ho wo kam teak hain forex trading main profit aur loss hota hai ess lay y kam teak hai han agr forex trading main loss na ho sirf profit hoo tb ho aap ess ko kha saktay hain kay y teak nhe hai.
                          • #28 Collapse

                            Sir ji aapne bahut accha Sawal Kiya Hai Forex trading ke Hawale se Jahan Tak Main Jaanta Hoon Forex trading Bhi Ek minute ka kaam hai spare minute karte hain toh aapko achha profit ho sakta hai jahan tak haram or Halal ki baat hai to uski baat toh main nahi Janta
                            • #29 Collapse

                              je mery pyary bhai jan forex trading bilkul haram ni hay balky ye ek business hy jis mn profit bhi hota hay aur loss bhi hota hy. to Islam mn aisa business jis mn nafa bhi hota ho aur nuqsan bhi hota ho wo halal hota hay. insta forex mn jb account bnayen to us mn swap free account bnayen. to pure islamic ho jay ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                sir baat ya ha kay forex aek halal ha qk ham yaha pay mehnat krky hi earning kr sakty ha islay bs apko dakh kr or sahi sahi tarde krni chahiye takay hamay forex ma loss nai ho or ya forex halal ha ham jaha pay kam kr sakty ha islay bs apko forex ma lalch nai krni chahiye takay apko forex ma loss nai ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X