Dosto is post main mein aap ko forex ke chand choti astlahaat ke batain main bataoon ga jb apforex main koi order lagate hai tu aap aik currency sell karty hain or dosri buy karty hain maslan base currency leny ke liye quote currency dety hain or quote currency leny k liye base currency dety hain quote currency ko counter currency be kahtey hain agar aap ko base or quote ka pata nahi hai to aap meri pehle ke post jiska title forex quote hai woh search karain aap ko samajh a jye gye base or quote ke.
jab aap koi currency buy karty hai to is ko forex ke lafzon main long kahty hain matlab hum currency ko long yani purchase kar rahe hain or jab sell karty hain to hum short yani bech rahe hoti hai forex main currency ke khareed or farooq 2 alaq alaq qemto main hoti hai jin heen bit or ask kehte hai bit woh price hote hai jis per aap ka broker aap sy currency buy karta hai jab ke ask woh price hoti hai jis per aap ka broker aap ko currency sell karta hai yaad rakhi bit price ask price sy hamesha kam hoti hai or ye be yaad rakhi ke ask price ko offer price be kaha jata hai. Bit or Ask price ke darmiyan jo farq ata hai usy spread kahty hai spread broker ke fees hoti hai jo har new order per wo aap ke account se hasil karta hai or ye spread he hai jis se broker apni amdani kamata hai.
Umeed karta hoon aap ko pehlay ke post ke tarah ye post be pasand aaye ho gaye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим