Market Hours

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market Hours
    Assalam-o-Alaikum dosto is Thread main mein aap ko ye bataoon ga ke market ky trading session or working hours kia hain
    Jasa k aap jante hain ke forex ko 4 baray trading sessions main chalti hain jin k name ye hain
    1: Sydney Session
    2: Tokyo Session
    3: London Session
    4: New York Session

    is k elawa hong kong or asia session bi hain lekin hum un k baat nahi karain gy hum sirf basic main rehte hain.

    Musom garma main Trading Hours Pakistani waqt k hisab sy GMT Time Zone. (April sy October tak)

    Open Close Open Close
    Sydney 03:00(AM) 12:00(PM) 10:00(PM) 07:00(AM)
    Tokyo 04:00(AM) 01:00(PM) 11:00(PM) 08:00(AM)
    London 12:00(PM) 09:00(PM) 07:00(AM) 04:00(PM)
    New York 05:00(PM) 02:00(AM) 12:00(PM) 09:00(PM)

    Musom sarma main trading hours pakistani waqt k mutabik GMT time Zone. (NOvember sy March tak)

    Open Close Open Close
    Sydney 12:00(AM) 11:00(AM) 09:00(PM) 06:00(AM)
    Tokyo 04:00(AM) 01:00(PM) 11:00(PM) 08:00(AM)
    London 01:00(PM) 10:00(PM) 08:00(AM) 05:00(PM)
    New York 06:00(PM) 03:00(AM) 01:00(PM) 10:00(PM)

    Umeed karta hoon aap ko ye thread be pasand aye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai market tou weekend ky elawa 24 ghaty open rehti hai jis main ap kisi bhi time trade open ker ky continue ker sakty hain aur profit hasil ker sakty hain zaruri nehi ky ap kisi khas time main hi trade kerain
    • #3 Collapse

      Brother ap ke de hoe info bohat useful hai agar ap longterm trader nahe scalper ya interday trader hain 5min 15 min ya maximum 1hour py kaam karny wale to phr in trading sessions ka khas khayal rakhen i.e agar ap aud ya nzd py trade karna chahte hain to sydney session main karen with in session price zayada trend karte hai jub ke session ke baad amooman sideways rahte hai aur forex main trend = money hai
      • #4 Collapse

        Bhai ap ny jo information share ki ha wo bht b informative r mufeed ha.ap ny sari markets ki timing r session k name dyei hn.hmn trading krty waqt in timing ko zehn mn rakhna chahye.
        • #5 Collapse

          yaqeenan ap na jo maloomat shear ki hen bahut behtreen or mufeed hen.hamen chahiay k ham in maloomat ko malhooz hoay trade lgain or poori tawjo sa in sa faida hasil kren . hamen umeed ha k ap aainda bhi isi tarah ki mufeed maloomat shear karta rahen ga. shukria.
           
          • #6 Collapse

            Dear ap ne bahut usefull thread post ki ha hamyn market k sessions ka pata hona chahye is se hamyn trading mein bahut help milti ha market k timing ka pata hona chahye aur sat aur sunday k ilawa market hafty mein 5 din open rehti hain aur 24 hrs kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Market ma total 4 session hota ha .Market to wasa 24 hour open hoti ha laken es ma session ke open and close timing hain.
              1-Sydney
              2- Tokyo
              3-Landon
              4-New york
              Aur friday ke rat 2 bja market close ho jati ha aur aksar broker ke timing ka thora bht difference ha .
              • #8 Collapse

                Pakistan time kay hisab say sham five o vlock say lay 8 o clock tak agar ham trading karain to us waqat matket bot fast hota hai hamain chiay hota hai kay us time trade karain ta kay hamara bonus grow karay or profit jaldi ho
                • #9 Collapse

                  g han market session key timing different hoti hey hamy app ki thread ki waja se es session key time ka knowledge ho gia hay app ki information bahot hi achi hay.
                  • #10 Collapse

                    Dear dosto as salam o alikum! waqas bhai ny bht achi information share ki ha,wesy to saturday r sunday k ilawa ye market 24 ghanty khuli rehti ha mgr jo timing share gye hn un time k doran market mn tezi ya mandi hoti ha jia ka hmn khayal rakhna chahyei.
                    • #11 Collapse

                      Bahi aap ki di hui maaloomaat bahu mufeed hain lakin forex market tou her waqt open rehti hai aur hum kisi bhi waqt trade laga kay business kar sakte hain tou phir in trade timings ka kya matlab hai
                      • #12 Collapse

                        dear jaha tak baat hai k hum ais market mai kaam karty hai to hum ko pata hona chaye k humri country k hisab se market kab open hoti hai aor kab close hoti hai aor ais mai kon se time mai kon sa session chal rha hai aor aus k over lap k kon se time hai ta k aus time pata ho k market fast ho gi ye sab kuch zehan mai rakh k trade lagani chaye hum ko.
                        • #13 Collapse

                          Welldone bro well done ap ne sach main bohat achhi or informative thread open ki hai is se bhi hamain market k trend ko samjhnay main bohat help milay gi
                          • #14 Collapse

                            Bhai jo bhi bat hai laikin aap ko aik bat pata honi chiay kay forex kay five market hain aik aap ne chor di laikin or aap ne newyork wali ka time bhi ghalat likha hai please dont share unusual things
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bahi jaha tk muja maloom hai ka market serf 2 din close rahti hai bus har saturday ko close hoti hai or monday ko open hoto hai laken pakistani time pr monday ko open hona wali markets ka time aleda elada hota hai koi pakistani time pr 8 baja ho rai hoti hai koi kis time koi kis time

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X