Major Currencies Pairs With Nick Name
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Major Currencies Pairs With Nick Name
    Dosto is post mayn mein aap ko forex k major pairs kon kon sy hain in ka bataon ga or inaheen kis tara read karty hain ye bi batao ga chalain dekhtay hain

    Symbol Country Currency Nick Name

    USD United States Dollar BUCK
    EUR Euro Zone Member Euro FIBER
    Euro
    JPY Japan Yen YEN
    GBP United Kingdom Pound CABLE
    (Britannia)
    CHF Switzerland Frank SWISSY
    CAD Canada Dollar LOONIE
    AUD Australia Dollar AUSSIE
    NZD New Zealand Dollar KIWI

    Ap ko hamesha aik baat yaad rakhni hai k forex main har currency ko 3 symbol sy zahir kiya jata hai or is main pahly 2 symbol currency kis mulk sy taluk rakhti hai us ka zahir karty hai or akhire symbol is mulk k currency ko zahir karta hai k wo $ hai ya kuch or

    Example: ap upper chart men sy NZD ko hi lay lijiye NZ New Zealand ko zahir kar raha hai or D Dollar ko to is sy hum kah sakty hai k New Zealand main Dollar istemal hota hai. Ap ko ye bi btata chaloon k amrici dollar ka nick name buck hai lakin is k elawa is k or bi kafi nick name hai jo ye hain.

    greenbacks, bones, benjis, benjamins, cheddar, paper, loot, scrilla, cheese, bread, moolah, dead presidents, and cash money. USD ka ek naam or bi hai jo k coco hai.. Umeed Karta hoon aap ko ue thread pasand aye hogi. Agay bi mazeed knowledge share karta rahoon ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ap ne jo baat ki hai ais mai ye hai k jo new traders hai aun ko ais market ki samjh aa jati hai k ais market mai kaam kaisy karna hai aor hum ne ais mai currency pairs ko kaisy study karna hai agar hum ais market mai kaam karty hai to ais mai hum ko ais market ka pata hona chaye k hum ne ais mai pairs ko kaisy samjhna hai aor kaisy ain par kaam karna hai.
    • #3 Collapse

      Bilkul bhai ap ny is post mn bht achy tareeqy currencies r un k nick name batayein hn kisi jb currency mn 3 word used hoty hn jin mn pehly 2 country ko r akhri us country ki currency ko show krty ha.
      • #4 Collapse

        my dear app nay boht he acha knowledge humeray sath share kia hai jes say humean trading kernay main boht he asani rahey ge koin k aksar kisi bhe site k oper article parh rahy hoty hain to pro traders gbp ko cable k naam nick ko use ker rahy hoty hain
        • #5 Collapse

          aslamualekum thanks for the knowledge man ap ne bohat ache info share ke hai main khud yeh info search kar raha tha ap ko yeh info shyad trading main to help na kare lekn yeh info ap ko iss market ko trade karne ka confidence zaroor de ge
          • #6 Collapse

            app ki thread bahot hi useful hay dear major currencies pairs key nick name ka mujy etna knowledge nahi ta magar app ki thread se mera knowledge bahot hi increase howa hay.
            • #7 Collapse

              Dear bahut achi information share ki ha ap ne is se jo new tradrs hain unko currency k pairs ki pehchan mein bahut asani hogi aur achi tarha define kiya hai ap ne k pehly 2 words counrty ko zahir karty hain aur last word courrency ko zahir karta ha is se ham asani se pair ko pehchan sakty hain
              • #8 Collapse

                Yes dear ye waqai major currencies pair hain major pair per aik to movement achi hoti hai or hamain news say bhi in pairs per kafi acha faida hasil ho jata hai dear
                • #9 Collapse

                  Ji bhai ap nain bohat achi knowlegeful post ki ha is main currency kay pairs ka bata kar bohat say new logon kay leye asani kar di ha jis say unhain currency ki value samajhnay main asani ho gi or bohat achi taraha ap nain asan ilfaz main farq samjhaya ha thx
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Bahi thanks mai new hon forex forum pr ak information mara lia bohot zbardast hai currency pair ka bara mai muja atna knowledge nai tah ap ki posts muja bohot fidda howa hai thanks
                    • #11 Collapse

                      Bhai mein aap ka bahut mashkoor hoon kay aap ne itni achi maalloomaat farham kein aur forex market mein aap ko iss kism ki maaloomaat deta rehna chahye ta kay new comers ko iss baray mein maaloom ho sakay
                      • #12 Collapse

                        Dear friend ap ka bohat bohat ahukriya k ap ny itni knowledgefull post share ke .is hamary ilm ma izafa hua and trading ko samajny ma madad mily ge . Ma umeed karta hun k ap ainda b is tra ke post share karty rahen gy
                        • #13 Collapse

                          Ye aap ka kafi had tak knowledge ful thread tha kiun kay aksar logon ko currency pair kay name ka pata ni hota hamain chiay hota hai kay ham trading karnay say pelay knowledge gain karain kafi sara tab hamain kafi had tak faida hasil ho ga
                          • #14 Collapse

                            Bahi jaan aap ki information new trader Kay lay bohat useful Hy jis say un ko andaza ho sakta hay Kay wo forex trading asal main hay Kia or currency pair asal main hay Kia or in Kay kia meaning hay jis main acchi trading Kar saktien hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              majorSpace Mein entry Laga kar kaam karne ka ek accha hai paisa hai aur isme Hum acche amount behan kar sakte hain aur uska bhi isme Itna Jyada Dar Nahi Hota Hai save method Mein kaam kare

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X