zyada profit withdraw karnay kai baja ay hum ko reinvest karna chahiyeh
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    mere khyal se withdrawal utna Lena chahiye jiske Baad bhi aapke account Mei ek accha capital Bana rahe hai forex trading aap low capital se bhi kar Sakte hai par big capital par aapki profit ki possibility bhad jati hai low capital par trading se stregy sab limited ho jati aao jaayda kuch aazma nhi sakte hai forex risky market hai aur low capital par hamesha dar rehta ki Kahi agar market hamari analysis ke accorgding nhi gayi to account saaf ho Sakta hai bade capital par hum loss ke Baad bhi Apne bache hue capital se loss cover karne ki khoshis kar sakte hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      nhi bhai man mujy nhi lgta k hum ko apny profit k sat equity ko increase krni chaye man to jb bhi profit hota hai phly osy withdraw krta hon ta k agir loss ho to hmara profit zaua na ho hum ko osy phly he nikal lana chaye
      • #933 Collapse

        sir baat ya ha kay forex ma ham withdraw krwaty ha lakin jatna hamay profit hota ha ujthna hi ham withdraw bhi krwa sakty ha lakin asa nai ha kay ap withdraw krwaty ha to ap reinvest kry to wo apkay withdraw ma add nai ho sakta ha islay bs apko mhenat krni chahiye takay apko loss nai ho
        • #934 Collapse

          Hamen chiye k ham is may say zayda profit ko withdraw karnay ki bajaye is may say haam loog kuch amount with draw karwa layen or kuch amount is may as in deposit he rehanay dayen jis say hamen earn karnay ka moka hasil ho skta ha yahan say
          • #935 Collapse

            Mein ap se agree karta hun, forex trading mein account size jitna ziyada ho utna acha ha, sara profit withdraw karnay kay bajaye agar kuch hissa wapas reinvest kar diya jaaye to is se accout margin barh jaaye ga, risk management bhi achi hogi and standard lot se trading kar kay acha profit mil sakta ha.
            • #936 Collapse

              g haaan dear app ko zadhaa profit ager ban jaayee to ap us ko withdarw kaaar kaaar aik new live trading account anaye orr us main invest kaar dain maain to ap ko yahi advice donn ga agha ap ki marzi haa .
              Ocean Of Movies
              Office Keys
              • #937 Collapse

                Aap apne account ko increase kar sakte hain aap ko jo bhi profit ho aap usko withdrawal Na Kar Wai Is Tarah Se aapke account ka balance increase Hota Chala Jayega aur aap apna account bahut bada bana sakte hain Iss Tarah Har kaam karne se aap Ko Jitna jarurat Ho aap itna withdrawal karwale Baki Apne account mein Hi Rehne De Iss Tarah Se aapka account bahut bada
                 
                • #938 Collapse

                  jab hum trade karty hain to humain is main bonus ki zrort hoti hay yani kay hum balnace ko use karty hain is main bonus say trade karna kafi sai hay magr humain jab profit hasil hota hay mag rhumain is ko sai say use karna ho ga jis kay bad hum trade main achy sya kam kar sakty hain dobara hum invest kar sakty hain magr bonus say kam karna ziada sai hay
                  • #939 Collapse

                    aap ko is ma mary kahal sa to post kar kay zada sa zada bonus hasil karna cahay our jo aap ko profit ho is ko aap ko withdraw karna cahay our is ma aap ko loss be hota ha to ya aik risk business ha is ma aap ko posting kar kay acha bonus bnan cahay
                    • #940 Collapse

                      g apki bat sahi hai maghr kuj log apni marzi se chalty hain or jis ko jesy trading karna sahi lgat hai wesy he larty hain or aik wakt hoat hai k unko sub trics khud he smjh main ajati hai lakenes k liye time lgta hai
                      • #941 Collapse

                        market main utni hi invest karni ho gi jitna hamain is main experience hasil hai aur hamain is k bary main experience ka hona boht hi zarori hota hai aur hamain is k bary main hard work karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur sucess hhon gay
                        • #942 Collapse

                          bhai main is baray main ya kaho ga kay ager to apkay pas trading karnay kay liya capital kam ha to ap apnay profit ko is main add ker kay apnay capital ko barha ker is main mazeed big or achi trade ker sakty ho.or ager apkay pas pahlay say hi trading karnay kay liya acha capital ha or apko is kay oper jitna bi profit ho us ko withdraw ker lena hi bahter ha.takay apko ya bi pata ho kay apnay trading main kuch na kuch earn ker liya ha
                          • #943 Collapse

                            hamain utna hi profit withdraw krwana ho ga tab hi hum is forex main sucess hon gay aur is forex main learning karein gay tab hi hum sucess ho sakty hain aur invest bi utna hi karna ho ga jitna hamain is main profit hasil ho saky gi aur hamain is main greed ko avoid kar k hi kam karna ho ga
                            • #944 Collapse

                              Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hai dear forum seey joo bonus hum ko miltaa heey usseey hum forex trading meey use kertaay hai uss seey trades work kerr keey mazeed earning kertaay hai jiss ko hum withdraw bii kerwaa sakteey hai lekin hum koo apney aap pey iss work kaa aitmaad hoo keey hum forex ko achi terhaa samajh gaye hai aur hum ager reinvest profit kertaay hai tu humm ziadaa earn ker saktey hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                market main apni money ko withdraw karwa skaty hain aur hamain market main trend ko use kar k hi hum achi trade kar k hi hum profit hasil karein gay aur market main up aur down ko dekh k hi hum real main achy say perform karein gay aur is forex main invest kar k h ihum market main sucess hon gay ta k loss kam karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X