zyada profit withdraw karnay kai baja ay hum ko reinvest karna chahiyeh
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    Lekin yeh un logo k liye behtar hai jo ziyada experience rakhte hon aur unhe yaqeen ho k wo is se aur profit kama lein ga. aur jin ka experience kam hai jaise k main hon to main yehi kahon ga k withdrawal karwa lein warna yeh bhi chala na jaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      Technical analysis is a technique used to predict the future direction of the market through their study of historical market data, most important, the price and trading volume
      • #588 Collapse

        Brother ap ko batata chaloon log to bouns wle acount se profit nikalne k chakr mn hee hotee hn isa ni krna chaee hmee forex mn apna acount ki eqviti ko brhana chaee.
        • #589 Collapse

          Agar trading main aap ka paas capital acha hai too aap ka is market main stable oor wash hony say bach sakty hain but doosry baat yah bi ha ka agr time par ham marlet ko understand ni kary gay too jitna bi capital ho ham is main earning nai kar saky gay ku kai trend jab change hhota ha too wapis any main bht ziada time lga data ha
          • #590 Collapse

            yar kasa bah ha muj abi tak Just as kah bara mah aysa he kuch pata lag saktta ha kah agar hamy yah kam mah kuch na kuch kar kah badata sakta ha.
            • #591 Collapse

              jee haan yar humko pahlay apni bunyad ko mazbot krna chaheye kyun e hum sab yaha for each currency trading ko ik full-time job e tuo for each krna chatay hain tuo for each operating-system e place pahlay humko ik mazbot cash ki zarorat hoti hai.
              • #592 Collapse

                mery khayal say hamen zaida risk nhn laina chy 50% back up rakhna chy ta k hum acha earn kar sken or hmen loas ho bhi jay to hum recove kar sken
                • #593 Collapse

                  g bilkul theek hain is se humein profit bhi milta rahega lekin teinvest tonkarde lekin jab loss hoga to wo bonus nahi hoga wi humei reinvestment hohi islye withdrawa kartte raho to achabhai
                  • #594 Collapse

                    ager hamari bunyad he mazboot nahi hu ge to hum stand kesy kary gy or mera khyal hy keh hamy forex pe part time ke bajai full time job karni chahiye or sb sy eham bat kh hamy ek mazboot bunyad ky liye achy capital ke zaroorat hy.
                    • #595 Collapse

                      dear zeyda profit b forex se withdraw kia ja sakta hay magar 1 order jab tak pass nahi hota app 2nd withdraw request withdraw ki nahi send kar sakty
                      • #596 Collapse

                        Zyada agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho to ap is my bhot achy trading karo ap is
                        • #597 Collapse

                          yes dear ap bilkul sai keh rhe hai hme profit withdraw krwa k phr se deposit krna chahiye q k is hamari equity barhegi ye boht he aacha idea dya hai apna
                          • #598 Collapse

                            dear ye tw sab say best hota hai kiu k reinvest per humay us say b double profit hosakta hai agr hum issi tarha say trading karte hai tw hum usi base per acha profit b hasil kar sakte hai ziayda tar memebrs issi planing he ki waja say popular rehte hai har trading mai
                            • #599 Collapse

                              Assalam-O-Alaikum is kay liye be marey pas aik plan hay aur me aisa he karti hoon kay mera jitna be profit hota hay me us ka 30% reinvest karti hoon is ka sab say jo bara fieda hota hay wo ye hay kay slow slow ap ka capital be big hota jata hay aur ap ka profit be.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                Mere khayal se tu ham ko profit ho who ham ko withdraw kar Lena chaiyee koe ke forex par koe bharosa nahi hai loss bhi ho jata hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X