Fibonacci Retracement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibonacci Retracement
    kia mujhe koi senior member Fibonacci Retracement ko detail se samjha sakta hai main ne kai videos bhi dekhe hain aor is forum pe pehle se mojood Fibonacci Retracement k tareeqe bhi dekhe hain lekin mujhe theek se samajh nahee aa saki hai pls koi senior jo khud bhi use karta ho wo hi is thread ko reply kare
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	1
Size:	40.2 کلوبائٹ
ID:	12317880 aClick image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	1
Size:	40.2 کلوبائٹ
ID:	12317880 aslamualekum dear member main ne try ke hai ke main kuch help kar sakun basically fibs use hote hain jub trend establish ho gaya ho aur ap us trend main enter hona chahty hoon us waqt ap retracment ka wait karte hain ap apne fib tool ko jahan se move start hote hai wahn se drag karo upto high of the candle apko levels mil jaen ga jahan se ap enter ho sakty hain sub se best retracment 50 and 61.8 hai yahn se agar ap candle pattern dakho agar ap ko valid candle pattern mile to ap entry le sakty ho JAZAKALLAH
    • #3 Collapse

      Fibonacci Retracement 1 bohot he zabardat tool he forex main isko use karny ka tarika bilkul simpal he aap Fibonacci Retracement ko lyn or agar nechy sy markeet ki movement dekhni ho to markeet ky sbsy low point sy Fibonacci Retracement start karyn or markeet ky up point jahan tk aap markeet ki movement dekhna chahty hen waha tk Fibonacci Retracement ko choor dyn yahan aap Fibonacci Retracement li lines ko dekhyn ky kon kon sy point par markeet takra kar upar gaye he or agar upar sy start karna he to same yehi process upar sy karyn. Click image for larger version

Name:	febonasi.png
Views:	1
Size:	18.9 کلوبائٹ
ID:	12317881
      • #4 Collapse

        Bhai Jee fibonacci retracement ek fit qiasam ka tool hay air is ko use kary ka method bhi bilkul asan hay..
        THKS
        • #5 Collapse

          Bhai jan fibonachi retracement aik bahut acha tool ha iski help se ham market ki movement dekhty hain iska tareeqa bhi bahut asan ha ye lazmi use karyn
          • #6 Collapse

            Bilkul thik kaha bhai fibonacci trading mn bht karamad ha is sy market k trend ka andaza hota ha fibonacci hmn btata ha k market aikdam down ya up ni jati balky thori si down k bad thori opper zaroor jati ha.ye bht usefull r kafi trader isy use krty hn.
            • #7 Collapse

              abhi men naya hoon fibonacci ka use nahen seekha magar itna bta sakta hon k is ka istemal trading men bahut mufeed ha .markeet k trend ka saheeh andaza ho jata ha .trader jan sakta ha k men kahan sa trade ka aaghaz kron.
              • #8 Collapse

                I am new comer but I think fibonacci retracement is very helpfull for trading. Is k sath ap market k up and down ka behatar tareeqy sy andaza laga sakty hen and ap ko market trend ka b pata chal jata hy
                • #9 Collapse

                  Fibonacci retracement indicator ki madad se humain perfect entry point mil jata ha jis ki waja se hum profitable trading kar saktay hain. Ap na fibonacci indicator mein swing high and swing low find karna ha, us kay baad % mein ap ko fibo levels mil jatay hain.
                  • #10 Collapse

                    Bhai bilkul sb ny thik kaha k fibonacci bht usefull tool ha is k ilawa bht sary tools used hoty hn mgr ye bht zyada use hota ha ye ap ko trade mn future k bary mn btata ha k ab anywaly time mn market ki movement kia hogi.
                    • #11 Collapse

                      dear jaha tak baat hai fibo ki to ye aik bahot hi acha indicator hai aor ais mai hum jab trade lagaty hai to ais mai hum ko jo result milta hai wo bahot hi acha hota hai kun k ais market mai fibo jo hum ko level deta hai market aun ki respect zaror karti hai aor aun ko break atni jaldi ni karti ais liay hum fibo k sath jo trade lagaty hai aus mai zayda tar tp hit hota hai.
                      • #12 Collapse

                        • #13 Collapse

                          Boss forex main sab say best technical analysis kernay k leay jo tool use hota hai wo fibo tool hai us main humean different levels mil jatay hain jin k oper hum trade ker k us main acha profit earn ker sagty hian
                          • #14 Collapse

                            Assalam bai and thanks mai bi ak new member hon apna bohot zabardast question kia hai or is question ka anwser bi qabela trafee hai thanks again
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Fibbo ko jitna detail say samjhao koi faida ni hai kiun kay jab tak ham is per amal ni karain gay to faida ni hamain chiay kay forex trading main agar fibbo h4 ka hai to trade per one week ka wait karna parta hai tab ja kar hamain kuch profit hasil ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X