dear pin bar par kaisy trade karty hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    dear pin bar par kaisy trade karty hai??
    dear jaisy ap ne eurusd ka daily wala time frame dekha ho ga ais mai pin bar bani hoi hai agar hum ais ko dekhy to ye resistance par bani hoi hai aor yaha se market ne down aana hai magar abi tak conformation candle ni banai, agar koi candle ais pin bar se up close ho jati hai to ye pin bar apna asar ni dekhy gi.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ASLAMUALEKUM brother yeh abhe trendline se neche bane hai main iss lea iss ko ahmeyat nahe doon ga agr yeh he pin bar trendline ya kise resistance line py hoty to bohat aeham the
    • #3 Collapse

      Din bhar isme trading karne ki 1 ek timing hoti hai agar Insan ko face par wo kaam kar sakta hai Varna Is par kaam karna bahut Mushkil hota hai aur isme apni padhai karna padta hai isliye Main Karta Hoon
      • #4 Collapse

        Bhai main abhi forex market mein newly enter ho raha hoon iss lye mein iss baray mein zayada nahin janta lakin mein iss baray mein apnay seniors se zaroor maloom karun ga ke ye kya hota hai
        • #5 Collapse

          Dear brother aap nay thek kah hay magar yeh abi taak thdi nechay bani hay is lay is main trading karna abi thoda risky hay agar yeh resistance pay ban jati hay tu is main trading Kar saktien hay Jo safe ho ga or aap ko achi khasi profit ko earn Kar saktien Hain
          • #6 Collapse

            Jab bhi market kisi pair main specially h1 main pin bar banati hai tou kuch time period ky bahd market reverse direction main kafi zyada move kerti hai jis per trade ker ky profit hasil kia ja sakta hai so agar market aik hi direction main move ker rehi ho tou pin bar ka wait ker lena acha rehta hai
            • #7 Collapse

              Bilkul ap ny thik kaha k pin bar market mn important ha market jb aik rukh mn move krti ha r pin bar pr paunch kr reverse ho jati ha is lye hmn market mn pin bar ka wait krna chahyei r us k bad trade lagani chahayei is mn kafi had tk profit k chance hoty hn.
              • #8 Collapse

                Yes dear ap ne bahut achy tareeqy se difine kiya ha pin bar k action k bary aur trading mein candal stick ko achi tarha parhna aur janna bahut zaroori ha is se ham market ki next movment ka andaza laga sakty hain
                • #9 Collapse

                  Dear friend ap ny bht achy tareeqy sy hmn qeemti information di.pun bar forex trading mn ahm ha.pin bar pr market ka rukna r reverse direction mn movement aik achi indication ha trade k lye.
                  • #10 Collapse

                    Agar forex trading main pin bar par trading karni hai to hamain chiay ho ga kay hamain trades lot size ko pelay samjhna paray ga us kay bad ham achay say trades kar saktay hain hamain chiay kay sl pin bar kay uper daina chiay tab hamain kafi had tak faida hasil ho ga
                    • #11 Collapse

                      dear me ne kabi EUR/USD me kabi trading nahi kia hay or na hi mujy pin bar ka knowledge hay, es bary me to senior member hi bata sakty hey key esi sorat me kesi trading karni chaye.
                      • #12 Collapse

                        Forex chart ma sab sa zada achi aur reliable candle pin bar he ha . Es ka body es ke tail sa 3 guna small hoti ha . Aur ya hamasha acha sa kam support ya resistance per kam krti ha. Aur es ko king pin b kaha jata ha .es ma stop loss bht kam aur tp zada hota ha.
                        • #13 Collapse

                          Mera khayal may to is pin baar ka koi faida ni hay aik to is per sara din aik hi time hota hay or ye trend line say b to neechay hoti hay to faida phir?????????
                          • #14 Collapse

                            Bilkul sahi kaha and ap sb logon ny bohat achi information share ke hy is sy New comers k knowledge ma izafa ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g bilkul sai bat hai keh trader forex trading main boht achi knowledge aor experience sy trade main success gain krta ha is ly trader ko trading main pin bar aor trend ko smjhny ky jo tools hain in ko experience sy use krna ha aor trading main sai trend ko follow krna trader ki success ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X