dear lot size kai kai hisab hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear mn abi field mn new hn r mujhy is ka kuch khas ni pata pr ap dosto ki thread sy bht kuch seekhny ko mila ha mujhy b ni pata tha k instaforex mn pip bara hota ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear ap ne bahut achi information di hain mujhy is se pehly is ka idea ni tha k diffrent broker mein lot size ka kya diffrence hota ha aj idea hua k insta mein lot size choti hoti ha aur profit bhi isi tarha kam hota ha ap ne bahut acha knowledge share kiya ha
      • #18 Collapse

        G bahi sahi kaha ap ny insta ke lot 0.01 ke hoti hy .ap sb logon ny bohat achi information share ke hy thanks
        • #19 Collapse

          Assalam o alaikum dear member apki post prh kr mjy pta chla k intsa ki lot baqi brokers ki lot se different hoti hy.apka bohat bohay shukria jo ap new members ko aesi achi post share kr k trading sikhate hn.me ne to yehi suna tha k starting me lot size chota rkhna hy.just as 0.01
          • #20 Collapse

            Bhai insta ki lot Bali sab broker ki lot sy choti hoti hai yani k ager ham 0. 01ki lot la gain tu ya aik dallor k equal hoti hai baqi broker ki lot size 0. 01 equal hoti hai 100000pipe k jab k insta ki lot .0 1equal hoti hai 10000pipe k jo k aik stander lot size has as liay baqi broker sy ziada faida mand broker insta broker hai q k as ka lot size kam hota hai baqi broker ka lot size ziada hota hai yani baqi tu hisab sy ap ka profit 10000100000pipe k bad shuru hota hai linsta broker sy ap ka profit 10000pipe k bad shuru ho jata hai jis ki vjha sy insta broker is a best broker
            • #21 Collapse

              Yes dear insta mn trading hmn safe rakhta ha kyun k insta ki lot normal broker ki nisbat choti hoti ha.insta mn baki broker ki nisbat lot mn ap ko loss r profit kam hoga jo hamary lye best ha.bari lot faidy mn to achi lagti ha but jb loss hota to account b zero kar deta ha.islye choti lot mn trading mn apni adat apnayein.
              • #22 Collapse

                Bahi Jan lot size apke margin me mutabiq open hoti Hai aghr ap ka margin zaida Hai tu ap bahot zaida trade kr skty hain aghr ap me pass margin kam Hai tu ap ko bahot zaida profit NHI hota
                • #23 Collapse

                  dear lot size low use hoti ha trader ko big lot size place krna trading main losses data ha trader ko forex trading main account balance ko wash nhi krna aor trader forex trading main 0.01 se 0.10 sa ziada lots use na krain aor trading ziada profitable krain
                  • #24 Collapse

                    lot size agr small ho to market main ap ziada dair tk survive kr sakty ho or earn b kr skty ho.main khud abi small lot size use kr rha hu or dekh rha hu k market main ziada fluctuation ho to market ziada profit de b skti hai or loss b.hard work es business main success ko possible krta hai or bina hard work k to ap kbi b market ki ups and downs ko nhi smj skty.
                    • #25 Collapse

                      g main aap ki baat ko kuch is tarah se samjhi hoo k aap kehna chahte hain doosre broker ki 0.01 ki lot insta ki 0.10 k barabar hoti hai bohat se traders aitraaz karte hain k doosre 0.01 ki lot pe 0.10 ka profit ya loss dete hain to main ye kehna chahti hoo k is se koi farq nahee parta hai agar ham .10 ki lot use kar lain to ham doosre brokers k barabar hi faida ya nuqsaan le ge
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: forex_lover پيغام ديکھيے
                        dear agar hum baat karty hai k lot size kai insta forex mai kai hisab hai to ap ko mai samjhta hu.
                        agar hum normal broker mai 0.01 ki lot lagaty hai to hum ko 10 pips par 1$ ka faida ya nuqsan hota hai magar insta par hum ko 1$ ka faida ya nuqsan hota hai kun k insta mai aik lot 10,000$ ki hoti hai jo standard lot hoti hai.
                        bhai mery khial men kuch aur hae wo ye k account mukhalif qisam k hoty hain jo "satandard account " hota hae usmen to 1$ 10 pips k bad banta hae aur jo "mini account " hota hae uski 10 pips py .10$ bnta hae to insta hamen "mini account " provide kr rha hae jo k forum k sath attached hota hae main ussi ki baat kr rha hn.
                        • #27 Collapse

                          Dear sar lot size ka inrsar ap py hy agr ap ku pas aik bra axcount hy to ap lot size brha sakty ho age ap ny 0.01 ki tradr lagai hy to ap jo 100 pips py 1 doller mily ga aur ager ap ny 0.1 ki trade ki hoi hay to ap ko banch pips py 1 doller mily ga tradr size ki koi limts nai sirf aur sitf ap ky account py hy ky kis hisab sy hy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            sir lots size means k agar apnay jis currency pay trade krni ha to apko phlay lots size select krna hota ha uskay bad lots size jatni ham ziada rakhty ha uthna usky point ziada ho jaty ha agar apnay gold pay trade krni ha or apnay 0.05 ki lots size rakhi ha to apki jo trade start ho gi wo 2 $ loss say ho gi uskay bad asta asta apko profit ki taf bhi market jay gi

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X