DIFFRANCE between successful and unsuccessful trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    DIFFRANCE between successful and unsuccessful trader
    ASLAMUALEKUM aj main ap ke views janana chaun ga ke ap ke khayal main kya habits hain jo successful trader ko unsuccessful trader se alag karty hain
    mare khayal main ek successful trader kabhe speculate nahe karta kabhe hope py trade nahe karta us ke lea ya to trade hote hai ya nahe hote agar trade valid hai to wo kabhe exit nahe kare ga trade se max profit le ga aur agar trade unvalid ho gae hai to wo kabhe hope ke wajah se trade main nahe ho ga loss dono type ke trader karte hain magar successful trader sirf loss karta hai jub ke unsuccessful trader huge loss karta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi sirf sada sea baat hay kamyab to trader wo hay Jo loss kam or profit zyada say zyada earn karta hay Jo us ko nakam trader say alag karti hay magar aik kamyab trader banay Kay lay aap ko zyada say zyada forex Kay baray main knowledge hasil karni chahaiay or demo account par practice jis say aap ko forex pay zyzda say zyada grip hasil ho jay ge
    • #3 Collapse

      Gee haan bhai jaan successful trader mafroozoun per trade nahin karna chahtay balkay woh trade ko trade ki tarah kartay hain iss lye woh kamyab hotay hain jab k unsuccessful trader short cut talash karta rehta hai aur issi mein woh loss karta hai
      • #4 Collapse

        Bahi jan bat ya hai ka jo traders study krta hain chart ki wo zayada successful hota hain or jo treader bina study ka trade krta hain wo unsuccessful rahta hain successful trader bana ka lia lazmi hai chart ki study karain
        • #5 Collapse

          Assalam o alaikum bhai jan jaisa k hum sb janty han k jis k pass knowledge hota hy wohi sinkander bhe banta hy matlb kamyabi usi ko milti hy jis k pass knowledge ho or hardwork krta ho wohi kamyab hota hy
          • #6 Collapse

            Bhai mery khayal mn successfull trader wo ha jo sirf qismat pr umeed na lagaye balke trading ka knowledge gain kary r jin tools sy market ka andaza lagaya ja skta ha use kary r money management sy trading kry,,trend k sath chaly r trend sy opposite trade close kr dy.
            • #7 Collapse

              loss success full trader ka bhi hota hai or un successful ka bhi laikin jo acha trader hota hai us ka stop loss laga hota hai jis ki waja say us ki trade zada tar phasti nahi hai
              • #8 Collapse

                Humean dosto forex main successful trader bnana hai our us main humean stop loss our take profit our pher he app ko profit ho ga to success our stop loss ho jata hai to pher new plan k sath market main enter hona chahy
                • #9 Collapse

                  Mere khayal main successful traders wo hoty hain jo is kam main kafi arsy sy kam kr rahay hain q k wo traders forex trading main kafi arsay sy sacrifies kr rahay hoty hain or jo traders forex trading ko choor jaty hain wo unsuccessful hoty hain
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    AOA, bhai jan successful and unsuccessful trade me aik bohat bara difference hota hai aur wo difference hai knowledge ka bohat sary loog lalach me aaky forex trading start ker dety hain baghair sekhy jiski waja se wo nakaam hoty hain jahan itna invest kerty hain thora sekhny me bhi paisy kharch ker leny chahye
                    • #11 Collapse

                      dear asal mai baat ye hai k jab hum new hoty hai aor ais market ko learn kar rahy hoty hai to aus time hum ko sab kuch batya jata hai k ais mai aisy kaam karna hai aor ais mai ye ghalti ni karni magar baad mai jo ye ghaltian karta hai wo unsuccessful hota hai aor jo sari baton ko follow karta hai wo success ho jata h.
                      • #12 Collapse

                        Mery khyal main tou successful trader woh hota hai jo apni equity ko maintain rakh saky kyun ky agar bonus account per ap equity ko maintain nehi ker sakty tou ap kabhi bhi apna loss recover nehi ker sakty so apko agar profit hasil hota bhi hai tou due to loss ap withdraw nehi kerwa sakty
                        • #13 Collapse

                          jahan tak mera khayal hai successful trader wohe hota hai k jo apne ghaltion se saikhta hai jais ko agar loss hoa hai to wo broekr ko dosh ni daite balkie apne he ghalti ko hodndh k us ko dor karta hai wohe hota hai successful trader
                          • #14 Collapse

                            Bhai mery khayal mn aik successfull trader wo hota ha jo poori planning r market ko samjhty hue trade kary,sirf luck pr bharosa kr k trade lagana aik achy successfull trader ka kam ni.doosra money management ko b khayal mn rakhy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              successful traders or unsuccessful traders me ye difference hota hay key jo traders loss ko recover kar sakty hey un ko ham successful hi samjty hey jo loss recovery nahi kar sakty wo unsuccessful hoty hey.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X