Trade on diffrent pairs

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade on diffrent pairs
    ASLAMUALEKUM mare advice hai new traders ko ke jub bhe ap trade karen to ek pair py ek se zayada trades open na karen misal ke toor par agar ap ne ek trade AUDUSD ke open ke hai to ab AUDNZD py bhe trade open na karen kun ke kise bhe wajh se AUD expected direction main move na hoa to ap ke dono trades loss karen ga us ke bajae ap kise aur pair py trade open kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gi ha bahi jan hum logo ko difrant pair par trading krni cheay kyu ka agr hum log ek he pair par trading krty ha to hum bor ho jaty ha hum logo ko apni pasand ka 5,6 pair disid krny cheay
    • #3 Collapse

      Dear brother g bilkul jab be aap trading karnay lagaien tu aik jisay pair Kay uper two trades ko nahien lagana chahaiay q Kay Kay market kisi be waqat kisi be taraf move kar sakti hay jis say aap ka account washed karnay ka khadsha baad jata hay
      • #4 Collapse

        Different pairs pe trade karnay se loss k chances bahut hotay hain kyun jab aap mukhtalif pairs per trade lagatay hain tou aik pairr agar loss pe chala jata hai tou aap ka account wash ho jata hai jis se aap k baki pairs pe bhi loss ho jata hai
        • #5 Collapse

          G bahi different trades krna s nuksan hota hai kiun ka chart study krna bohot mushkal ho jata differenta trades ka or ap ka trade unsuccessful ho ga success trading ka lia zarori hai diffrent trade pr kam mt karain
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
            G bahi different trades krna s nuksan hota hai kiun ka chart study krna bohot mushkal ho jata differenta trades ka or ap ka trade unsuccessful ho ga success trading ka lia zarori hai diffrent trade pr kam mt karain
            ge bhai hmein apne forex trading mein nuksan kabhe ho jata he aur forex trading mein kam krna mushkl nhe he trader ko market mein ache trah se experience hasil krn ke trade krne hote he aur trader ko market main experience se trading mein profit hota he aur hm different pairs mein trader kr ke acha profit hasil kr skte hien
            • #7 Collapse

              Hmy analysis ko dakty hove fifferent pairs py treading karni chaye ta k ap ko zyada sy zayada profit ho or loss sy b bacha ja saky es tarha ap ko different pairs ki samjh b aa jaye gi k kab wo up hote hai or kab down.
              • #8 Collapse

                difference pair to cycle difference Hote Hain Kabhi Bhi Ek ke saath Ek working expected information Hustle kannam Pothi Mushkil ho jata hai
                 
                • #9 Collapse

                  Difference sab ka ak jesa nahi hota ha jab difference increase hota ha tu market may is k difference may kafi zayda ho jata ha yahana say
                   
                  • #10 Collapse

                    hamain aik waqat main different pair per small trades lagani chiay us main say kuch per sl hit o ga or kuch per tp to phir hamain overall profit hi ho ga
                    • #11 Collapse

                      Mery khayal mn hmn aik time pr aik pair mn trade krni chahyei kyun k bndy ko trade krny sy pehly ma r lossrket ka trend r bht sari chezein dekhni parti hn aik time pr aik currency pair ki market ko dekhty hue profitable trade krn zyada trade sy bnda confuse ho jaye ga r loss uthaye ga.
                      • #12 Collapse

                        yah friends humean forex main different pairs pay trading kernay ki ache strategy hoti ihai us main ap ko aik pair k andar apni tamam money ko invest nahe kerna chahy koin k us tarha app ko loss kafi ho sagta hai
                        • #13 Collapse

                          Gi dear bahi hamin diffrent pair me trade chaye .Agr ham ik hi pair me trade karty hain to hamy tips bhut kam milty hain agr hm diffrent pair me trade krty hain tonhamy tips bi bhut źiada milti hain
                          • #14 Collapse

                            Han g ap ny bilkul thek kaha main apki baat sy agree krta hon forex main new traders ko chaye k zoada pairs aik he baar trade na krain alag alag pairs main trade krain agr 2 pairs main aik he currency pai trade kr dain gy to loss b ho skta hai dono maon
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear jab banda ais market mai kuch arsa kaam kar leta hai to aus k baad aus ko ais market ki smajh aana start ho jati hai aor wo apny analysis kar sakta hai aus k baad wo ais market mai trade laga sakta hai asani se phir aus k liay diffrent pairs mai kaam karna muskil ni hota.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X