Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    yes forex main himt ki boht zarort hoti hai is liye k agr aap ko boht bara loss ho jaye to aap ko himt sy kaam lena chahiye na k emotion sy
    sh shah
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: king51 پيغام ديکھيے
      Guyz Himat is sense mai ke kya trade karnaay ke liye himat chahiye aur agar haan to humheen ye himat kahan say milay gii .. ??
      Please share ..
      g han dostooo forex aik aesa kam hai jiss ko karnay k liyae hamay bhot zyada confedene or us k sath sath himat ki b bhot zrorat hoti hai.............is liyae kisi b kam ko karny k liyae himat or honslay ki zrorat hoti hai........
      • #498 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: king51 پيغام ديکھيے
        Guyz Himat is sense mai ke kya trade karnaay ke liye himat chahiye aur agar haan toe man humheen ye himat kahan say milay gii .. ??
        Please share ..
        My dear fellow! forex koi bachon ka khail tow hai nae to ec liay agr ap forex use kr rhay ho to is k liay, you have to increase your stemna. and the practise makes the man perfect.
        • #499 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: king51 پيغام ديکھيے
          Guyz Himat is sense mai ke kya trade karnaay ke liye himat chahiye aur agar haan to humheen ye himat kahan say milay gii .. ??
          Please share ..
          g bilkul forex per kam kernay k liye ap himat ki bhi zrorat hai ap ko is main kbhi loss bhi ho sakta hai ye nahin ke is per ap ko sirf profit hi hoga is liye losss hone ki sorat main ap ke pass himat bhi honi chahiye
          • #500 Collapse

            bro a nay wo kahawat tu suni hi ho gi himat e mardan tu madad e khudha. janab forex trading aik aisi market hai jis kai baray main kehna chahon ga kai is market main rehnay kai liyay ap ko jigger chahiyay aur main tu is market ko mardana market kahon ga.
            • #501 Collapse

              concur, being tolerance is can recovery trader from unfavorable exchanging condition since without being patient in bartering will can simple being sentiment in bartering and being persistence in bartering moreover can come to be straightforward train on changing arrangement......
              • #502 Collapse

                G blkul forex men to sab se zyada himmat chaheye hoti hy apne har nhi man'ni hoti kahin thak k beth jao eisa nhi hy. Forex men market up and down hoti rehti hy jiski wjeh se loss k chances bhi hote hen so himmat nhi harna.
                • #503 Collapse

                  yes bahut hi himmat bhi hone chaiye aapme to hi aapko forex me trade karne aana hoga agar aap darte hai foex me tarde karne se ya loss se to aapko kabhi forex em sucess nahi milta hai usme to aapko bahut hi hard work karna padata hai to hi aapko forex me suces milta hai aapko risk uthana hoga to hi aapko profi tmilta hai
                  • #504 Collapse

                    Forex koe game nahi but aik business hay jis main knowledge, practice and experience ke need hay . jo koe in ke taraf tawaju de ga , hard work karay ga wo kamyab ho ga aur profit get karay ga. himat hard work k sense main lain to phir theek hay
                    • #505 Collapse

                      dear friends g haun g markat main kam karna walo trader ko cheay ka wo apny ander hamat maen hosla kara forex ma ap market ka kis be waqat loss uar profit main ga sakta hain ,.
                      • #506 Collapse

                        jee jee janaab bilkul forex mein himmat bhee chahiye bohot zaroori cheez hai aap ko agar loss ho jaye to himmat nahin ho gi to aap to kaaam karna chor do gay so himmat honi chahiye loss kay baad bhe hamain mehnat karni chahiye himmat kay sath
                        • #507 Collapse

                          g haan forex trading myn hmyn himmat bht ziada chahye himmat hoge tuu hosla hoga bcoz iss myn loss b hta ha oor profit b jss k lye himmat hna bht zrori ha iis pe full mehnat ki zrorat hti ha ..
                           
                          • #508 Collapse

                            g bilkul himmat karne se hi hm mein success hasil kar sakte hain mere khyal se trading karne keliye bht hi ziada himmt ki zarorat drpeesh hoti hai kyun ko emotions ko control mein rakhna aik bht hi himmt ki baat hai..
                            • #509 Collapse

                              dear user forex trading ek risky business hai jis mai profit k sath loss bhi ho skta hai is liy humy forex mai himat chahiye forex trading mai hamain hr cheez ko face krny k liy himat ki zarurt hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                yes my friend in Forex website you just need patience and you must work hard my friend and that is really to important my friend and i think in Forex webiste if you want to be work hard then you must do any think my friend that is really to important for us my friend

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X