Koi Asan si strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Bhai forex trading ma strategy bht ahm factor hai janab apko Fibonacci indicator ay help lety rehni chye market ma Fibonacci indicator place kro aor market ki reversal ko catch kro over sell over bought py sell ya buy place kro aor profit scalpe kro
    Acha kaam achy daam
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Ap ko profit dyny wali to mil jaye gi par ap ko ya nai mily yi k ap us ko ehsani sy smjh jao ap sird ayk do treko sy hi zeada earn kr sgty hy agr ap tecnical anlysi ko sekh lyty hy to phr ap us sy bina losss k profit earn kr sgty hy
       
      First LEARN Then You Can Remove The "L"
      • #18 Collapse

        main to dear us main RSI ki strategy ko use kerta haoon us main H1 k andar main divergence ko search out kerta hoon our us main kisi bhe currency pair main trade milti hai to us k oper trader kerta hoon
        • #19 Collapse

          Moving averinge wali jo hy 3 moveinge averige ko mila k use krny wali who hi sav sy ehsan hy jo ehsani sy smjh bhi ehjati hy our us pr trading bhi bhot hi zaberdast ho jati hy us ko hamy zaror use krna chiya who hi hamry liya achi hy our kamyab bna sgti hy hamy
           
          First LEARN Then You Can Remove The "L"
          • #20 Collapse

            ji startigy tu buhat si hain aur hume lakin aisi startigy se kaam krna chahiey jo hume buaht fiada de so hume iss tahra ki startigy per ager kaam krainy gay tu hum zyda faida hu ga so hume iss cheez ka khiyaal rkhan chahiye
             
            • #21 Collapse

              Bhai apki post bht axhi hai mjhe bhi strategies ssekhni hai q k mai forex mai new ho aur apki isss thread ki waja se kafi logo ne apna exp share kia hai jo bht useful hai aur mai unnn tamam senior traders k shukar guzar ho jo apna exp share kr k hamari help karte hai taa k hum bhi forex trading se earning kr sake.
              • #22 Collapse

                dear is mein asan c strategy ye ha k ap forex mein buy sell kry mtlb jb news a rahi ho to ap buy stop or sell stop ki trading kreen jis sy ap kafi acha profit earn kr sakty hein or kam time me achi earning kr sakty hein
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Farwasabir
                  main khud b yaha pay new ho or main ne b kafi logo ko dkeha hain k log kafi way say forex say learn akr rahy hain main b asa he kaogi bas hum ko chaiey k hum sab yaha apna apna way share kare jaaa hum apna apna earnign ka way share kare gy tu hum ko acha profit b ho skta hian or loss b hain is karobar main
                  ge han bhai hmein apne trading mein ihtiat se kam krna he aur apne trading ke lie ache trading ke strategy bna kr kam krna he aur hm apne trading mein market ko sahih tareeqe se control krein aur apne trading mein mistakes na krein aur hmein apne trading mein acha profit hota he jb hm apne trading mein ache planing kr ke apne trading krte hien
                  • #24 Collapse

                    Forex trading main trading ki sab sy aasan stretgy mery khial main news ko follow krna hy kio k agar ap news ko follow kro gy to ap kbi bi forex trading main trading k doran ghlti ni kro gy
                    • #25 Collapse

                      dear ap ne bohat ach swal kiya h hum is ma apni marsi se koi profittable strategy bna k os py kam kr sakte ye hamre liye sab se best treeqa ha hume is ma zada menat ki zahrorat hoti ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
                      • #26 Collapse

                        Forex trading main kabhi bhi ham kisi aik strategy say completly learn ni kar saktay or naa he usay zada profit kam saktay hain. Hamain chiay kay kisi aik indicator ko pakray or phir us per base bnain
                         
                        • #27 Collapse

                          Forex trading main kabhi bhi ham kisi aik strategy say completly learn ni kar saktay or naa he usay zada profit kam saktay hain. Hamain chiay kay kisi aik indicator ko pakray or phir us per base bnain or phir hamain chiay kay tab trading karain bonus account per
                           
                          • #28 Collapse

                            Good strategy buhot worthy hote hai agar kesi k pas acha plan aor strategy ho wa asaani say earning kar leyta hai maire khyal mai agar aap es cheezo ka khyal tau ye kafi helpful hoga number one ye k humesha lot size small rake humesha take profit aor stop loss active rake jab be trade leyna chaho tau trend ko follow karo previous chart ko analyzed kare k baad trades lo agar aap in batho ka khyal rakenge tau muje yaqeen hai k aap zaror kamyab honge .
                            • #29 Collapse

                              Bahi jaan forex trading main sirf wo he starttegy asan hay jis par aap ki practice zyada hay is lay aap ko jis starttegy ko apnay laya asan banana hay tu aap ko chahaiay Kay app us ki demo account main jitni be practice karien kaam hay is lay aap ko un demo account main practice karien
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yar g sb sy asan jo strategy he wo he trends lines ko follow karna or supports or resistance lines ko draw karna ye he wo trick he jis ki madad sy aap trend ho follow kr ky acha khasa profit bna sakty ho or apny loss ko kafi had tk kam kar sakty ho...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X