Loss Se Zeyda Loss ka Khof Insan Ko Kamyaab Nhi Honay Deta!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Yes you are right loss se zyada loss ka khauf hota h because jb hm trading karty hain to ye cheez mined ma ni rakhty k loss ho skta hai hm just earning ko mined ma rakhty hn loss hone ka khauf ek naturally mistake hoti hai but hr business ma risk Lena parta hai without taking risk we can't earn more nd you know froex is too risky business.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Dosto forex trading ma hmen experience aor knowledge sy market ma approch krni chue qor loss sy bachny ky leay indicator ka use krna bht zarori hai forex forum ma humen knowledge aor experience ky sath skills strategy aor tips confidence aor emotions ko control ktna bht zarori hai
      Acha kaam achy daam
      • #33 Collapse

        Ye ap logo ny bilkul sahe bat ki hai kuch to hmye loss ka dar hota hai k kahi hm sy hasil kiya hovo profit loss na ho jaye ya phr kuch logo k sath ye masla b hota hai k zayada ki lalach mai bhot zayada amount lga daty hai wo b loss ka sabeb bn jati hai.es liye zaruri hai k treading k waqt apne jazbat ko control nai rakha jaye or soch samjh k treading ki jaye jis sy kam sy kam loss or zayada sy zayada profit ho
        • #34 Collapse

          g dear bhai jan ap ki bat bikal thek ha is business m har waqat loss k dar laga reta h ye business bohat risky ha is ma hume menat k sath kam krna chiye ye hamre liye sab se acha kam ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
           
          • #35 Collapse

            Jub insaan kay damagh mein loss ka khauf aajaye tou uss se loss zaroor hota hai kyun ke ye aik phsycological affect hai k insaan jis cheez ka sochta hai tou woh puzzle ho k woh kam kar jata hai. Iss mein lalach shamil ho jaye tou loss k chances barh jatay hain.
            • #36 Collapse

              g dost forex main lose ka khuf har trader ko rehta ha is ki waja se hi hum is business ma zada profit nai hasil kr sakte hein hume is ma sabar k sath kam krna chaiye ur is ma sab se important ha experince jo hume kafi menat k bad milta ha
               
              • #37 Collapse

                Ya bat ap ki sahi hy k jab ham ko forex trading my loss hota hy to who ham ko aoni soch ki hi wajah sy ho rha hota hy kio k ham loss ka hi soc rhy hoty hy to ham ko losss hi hota hy is liya ham ko cgiya k ham mind my losss ko nikal dy
                First LEARN Then You Can Remove The "L"
                • #38 Collapse

                  Han g bhai jan ap thek keh rahay hain forex main kb traders kam krty hain to wo unsuccessful is liye hoty hain q k unko loss ka dr hota hai jis ki wjs sy wo apni trade achy sy nahi kr skty or loss main jaty hain
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #39 Collapse

                    They had lost Se Zyada lost Ark of Insan ko kaam karne nahi deta SQL server data loss Mein Chala Jata Hai ok voice Kama dilchaspi nahi lagta aur usko Jara nuksaan Hota Hai kaam karte rehna Hai Zyada bekar hai.
                    • #40 Collapse

                      jab ap ko confidence nahi hoga tu ap ko khof ka asar rahy ga lekin acha yeh hai k ap ko apny pay confidence ho ap ka confidence tab he barkarar ho sakta hai jab ap ki learning achi ho ap acha janty ho k Forex mai kis tarha trade karni hai or kab trade karni hai
                      • #41 Collapse

                        Ji haan Aap Ki Baat Sahi Hai logo ko Yahan Par loss ka bahut Hota Hai Jiski wajah se oh wo bahut Sath loss kar lete hain Uske Dar Apne Andar Se Nikalte Jab Hum Apna order sahi tarah Denge toh phir aap ko close Kyun hoga isliye Lo se baat kare aur Relaxo kar aur Minds par Bhujna ho Ke Is Tarah aap sahi tarah kaam nahi karenge Agar aapka mind relax nahi hoga
                        • #42 Collapse

                          bhai ap na ya bat thek kahe hai kah insan ko jab aik kam karna hai to us ka loss or profit us ka part hota hai to loss aya ya profit wo use ka hota hai usa loss ka liya bhe ready rahna chahiya loss sa darna ni chahiya q k loss to sabhe ko ata he hai.
                          • #43 Collapse

                            g han ye bat to app ki sahi hay agar loss ka khuf na ho to har trader hi high profit earn kar sakta hay, demo account me hamy loss ka dar nahi hota jes ka result ye milta hay hamy key ham high earning karny me kamyab ho jaty hey.
                            • #44 Collapse

                              G bilkul loss ka khof tau hota hai Q k forex ik bohot he risjy type business hai agar koi trade wrong aide pay chala jaye tau ho sakta hai k aap total capital loss kary taab he log yahan par fear mehsos karty hai aor zyada waqt leytey hai jab trade lagaty hai aor hona be chaheye Q k cool aor slow trading apko protect karti hai zyada loss say.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Assalam o Alaikum wa Rekhma tullaha ha wa bara katoo hoo.My Dear Friend, Asa to hota ha Friend jub zeyda loos hota ha to dil kam karna ko nain chata ha but gubrana nai chya kun k both sa trader is company main loss kar ka bad main zadia sa zadia profit hasal kar rahin hain. To gubrana ke zaroorat nain kam kartaa jawo kamyabi anshah allah zaroor ho ge.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X