Support and Resistance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex market ki movement aik khas trateb sy hot hy lekin es tarteb ko samjhana parta hy . Jab market kisi directions main move karti hy to kuch der bad wo kuch pips wapis ati hy es ko resistance kehtey hen aur agar market us direction main mazeed agey barh jaey to back zarur aey gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ye baat darust hay kay support and resistance ki duniya bohat zyada fan hay agar ap kabhi tajziya karain tou sab sey zyada traders esko like kartay hain mai bhi 1 saal sey support and resistance pe kaam kr raha hun aur mujhey khushi hay kay kaafi kamyabi mili
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #33 Collapse

        Assalam o Alaikum wa Rekhma tullaha ha wa bara katoo hoo.My Dear Friend, G dost ap ne support aur Resistance ko boht achy tara define kiya ha but forex trading mein support aur Risistance both hee important ha hum ssub ko achi tarha samj kar kam karna chya.
        • #34 Collapse

          g suport or resistence ka bohat ahem kirdaar hai hai forex market mai hum iss se short term trade bohat aasani se nikal skty hai. kisi b suport level se ager buy kiya jai ya resistence level se agr sell ki jai to bohat zyada chance hotay hai k apo us se profit niklal lain gy.
          • #35 Collapse

            Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:.. boht achi information di ha is ka lyia indicator bhi istmal kyia ja skta hain. lkain ajj kal market boht voilance ha daily support ur resistance level change hota rhta ha. is lyia total in level pr brosa nahi krna chye sath sath news par bhi dehan rkhna chye...
            • #36 Collapse

              Dear forex trading business mai experience or knowledge baht zarori hota hai es k sath sath hme support or resistance ka bhi achi trha pata hone chahiye hai es se hme trading ma bht help hoti hai s or agar hme support or resistance ka achi trha pata hoga to hm stop loss or take profit ka achi trha use Kar k bht achi earning Kar sakty hain.
              • #37 Collapse

                G bhai g aap ne bilkul sahi kaha he. Me bhi is bare me ziada nai janta tha . lekn ab mujhe bhi is ka consept taqreeban clearbho gia he k support or resistance kia he . asal me ye markit k ups or downs ko btati he
                • #38 Collapse

                  G bahi forex main support and resistance he sub kuch hai sirf decision iss chez ka karna hai ke ap ko kon se supports and resistance py trade karna pasand hai
                  • #39 Collapse

                    Forex market mein trading karnay kay lye support aur resistance dou indicators hain jin kay zaryae hum trading lagatay hain aur support per hum buy aur ressistance per sell ki trading kartay hain
                    • #40 Collapse

                      g han bohot achy tareky sy sumjhaya aap ny forex main long term trading karny or zayada profit bnanay ky lye suports and resistance lines ka khas khayal rakha jata he bary bary experts isi ko follow kar ky trading karty hen or acha profit bnaty hen.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #41 Collapse

                        Jb market opper ja rahi hoti ha r aik point pr ruk jati r ooper barh ni pati wo point resistance kehlata ha r market ko ooper jany sy rok raha ha yani resista kar raha ha,isi tara aik market neechy ja rahi ha r aik point pr market ko sahara milta ha r market mazeed girny sy ruk jati ha wo point support kehlata ha.hmn trading karty in dono ko zaroor dekhna chahyei.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X