Metals per trading karnay kai liye at least aap kai pass 500$ honay chahiyeh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    brother according to my experience i think that, ap just market k volatile yani up and down honay ka wait karein aur koshish yeh karein kai kam spread walay pairs per aap trading karte rahay jaisa kai eur/usd , usd/jpy and usd/cad hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      dosto or bahiyo dekhen men is pair per trade nai karta agar karta bi hon tou ziada tar techniqal base per karta hun fundamently men itna use nai karta just techniqal base per analyse karta hun aur uska result jo nikalta he uske hisaab se order lagata hun aur wo profit de jata ha....
      • #33 Collapse

        yar bhai mughey is chiz ka nhi pata me forex me new user hung or abhi me es level tak nhi phoncha ke me ap ko yae btadung kiokey me learning kar raha hung forex ke barey me 500$
        • #34 Collapse

          metals per trading krne ke liye apke pas 500$ bht kam hain ye bht tezi se move krti hai or is ka spread bhe zaida hai is ke liye apke pass 3000$ ka balance hona chye kam se kam.
           
          • #35 Collapse

            lazmi nahe hai k itne pese hon ap 100$ se bhe trading kar skte hain,lekin ap ki planning achi honi chahye ta k ap ko profit ziada or loss kam ho,niyat saaf rakho or achi planning kar k earnong karo
            • #36 Collapse

              hmmmmmmm you are right mien ne aj tak sirf currency par trade kia ha metals ka itna experience nhn par metals ka itna pata ha k wo kafi deviations show karta hain or market hilate hain
              • #37 Collapse

                han ji ap ne bilkul sai hai metal per trading karne ke liye ya phir currency se hat kar others pairs main trading karne ke liye kam se kam 500 dollar hone chiya aur is bhi zayda zarori hai ke ap ke pass experience bhi bht zayda hona chiya kyoun ke metals main market ki movement bht zayda tez hoti hai aur is main ap ko bht zayda profit ya loss hota hai
                • #38 Collapse

                  dear mere kahyal say ap thora sa galat keh rahy ho metal per trade kerny k liye kam us kam apky pas 1000 dollar ka capital hona chahye yahan per hum simple currency per trade kerty huye itna zyada loss bardasht kerty hain to wo to phr metals hain
                  • #39 Collapse

                    nahi aisa bhi anhi hai janab apa ke paas $200 dollars hon tab bhi aap leverage barha kar metals per tarde laga sakte hain or o.o5 se 0.10 tak ki lot use kar skate hain or is me kama sakte hain .
                    • #40 Collapse

                      to my opinion and view yes metals need big investment so suggestion ager aap secure trading karna chahate hein to aap sirf aur sirf market k volatile yani up and down honay ka wait karein aur koshish yeh karein kai kam spread walay pairs per aap trading karte rahay jaisa kai eur/usd , usd/jpy and usd/cad hain.
                      • #41 Collapse

                        forex trading business ma metals trading boht he risky ha. or is k lye hamaray pass bones bhe boht zaida hona chaye. tabhi hum us ma trading kar sakhty hn. but agr apky pass zaida trading knowledge neh ha to apko chaye k ap just currencies pairs ma he trading karain or us par he profit ko get karain.
                        :cool::cool::cool:
                        • #42 Collapse

                          g han mery bhai aap bilkul theek keh rahy hen men ap ki bat sy mukammal tor par agree karta hon metals per trading karny ky liy ap ky pas atleast $500 ka balanace hona zarori hy q ky metals pr trading boht zayada risky hoti hy or agr account men balance km ho or trade loss men chali jay to account bnd ho jata hy zayada balance sy ap dosri trade laga ky profit kr sakty hen
                          • #43 Collapse

                            Metals per trading kay liye to i think $500 kam hain aur kam az kam $1000 to hon ta keh negative trade ki shakal main market control ho sakey. Aur trade tab hi control ho sakti hai jab hamary pass koi achi equity ho gi. jitna ziyada equity ho gi utna hi profit ziyada ho sakta hai aur equity control main reh sakti hai.
                             
                            • #44 Collapse

                              mene kabhi bhi forex main metals par trading nahin ki hey main is main jst currency par hi trading karti hun aur is main mujhey achi trha se profit ho raha hey isliye main jst isy main hi work kar ahih un.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                yaaar i am very much sorry about this ku k mje iske bare mein itna ilam nae ha lekin agar kisi ko yahan pata ha tou plz mje b ouri detail yahan pe bata deh shukria
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X