Kisi ko Trading ki types pata hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    wesy sis ji mera nhi khayal k trading ki koi bhi kisi qisam ki types hoti hain wesy trading ka lafzi matlab hai k tijarat aur forex forign Exachange iska matlab ap you bhi le skty hain k bahir ki cruncies ko le kar tijarat krna aur main main kisi type ka zikar nhi hai mera nhi kahayal.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      g bhai forex khud aik bussiness ha ye koi type nhe ha aur es ma aagy kafi types hain jese short trading ya long trading wgaira lakin ap koi b type ki trade kr skty hain jo ap ko lgay kay ap kay lye best ha ap usy choose kr skty hain aur sab se achi bat to ma ye smjt hoon kay ap es bussiness ko part time b kr skty hain.
      • #453 Collapse

        Bgai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko profit hota hy wo he apki earning hoti hy is mai students ko be zaror join kerna chahye ta ke unka kharcha nikal saky lakin unko zaida time apni study per be daina chahye
        • #454 Collapse

          jnab is main agr success hasil karni hay to huamin is main practice kar kay kam karna ho ga ta kay huamin trading main loss km ho saky huamin is main trading main do tara kkarni hoti hay is main pending order b lagana hoga
          • #455 Collapse

            trading ki types hoti hay agr hum trade main leanring kar kay kam karty hain to humain market main kam karny main achi enaring haisl ho sakti hay or humain profit b ho sakta hay
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #456 Collapse

              trading ka matlab to tijaarat hai aor tijjarat to lan dan hi ka naam hai aor forex main bhi currencies ka lan dan hota hai aor aap us main profit ya loss face karte hain forex main enter hone se pehel forex ko learn karna bohat zaroori hai
              • #457 Collapse

                yar dekhein trading 2 types ki hoti hy short term trading aur long term trading mein newbies ko hamesha short term trading prefer karta hun kyun ky wo kam risky hoti hy aur asani se handle bhi ho jaye gi starting mein lehaza mein short term ko prefer karta hun
                • #458 Collapse

                  Asslam-o-Alakum my dear friend main Trading ki sari typs to ni janta mujay to only Forex trading ka he pta hay aur main is main he work kerta hoon aur is se achi earning ker lata hoon bus itna janta hoon k hum Forex trading main currency k illawa metals aur crude oil etc main b trading ker sektay hain.
                  • #459 Collapse

                    forex man main 2 kisem ki trading hai aik long term trading or dosri short term trading. long term trading wu kerty hain jin ka account balance smart hu or short term trading wu kerty hain jin ka account balance low hu.
                    • #460 Collapse

                      forex may kaam karny k lye ap k pass tips ka hona kafi aucha or zaarori samjha jat aha agr ham is ko join karny say phrly is ki tips ka kahayal nahi rakhyen gay tuham theek method say is ko earn nahi kar skty han or loss he loss karty jayen gay
                      • #461 Collapse

                        dear ap is buiness ko manul krein phir ap ko bahut ziyad aearning h giye aik good kaam hai is ko ki bhi kr sakt ahai ye aik real kaam hai is ko kahin bhi kia ja skt ahai ye aik acha kaam hai
                         
                        • #462 Collapse

                          dear trading boh type ki hoti hai app jiss mai marzi chhain kar sakty hain unmai oil,gold silver aur boht sari currency pair hain jin mai app trade kar k profit lay sakty hain ju gold aur oil hota hai in mai app ko ziada invest ki zroort hoti hain.
                          • #463 Collapse

                            Bhai pakisatn forex forum ma apko every type of information on available hai ap daily ky hisab sy yahan py forum ma time den aor learn kren forrx trading ma experince bht matter krta hai apko demo account manpractice krni chye
                            • #464 Collapse

                              Bhai main ny jo trading ki types abhi tak learn ki hain woh yeah hain open trading scalping and hedging so main ny yeah sari types apply ki hain apni trading main so I think ky open trading hi best hai at the end of month agar ap check kerain aur profit main ho tou close ker dain agar still loss main chal rehi ho tou continue rakhain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                jab hum trade karty hain to humain hard work kar kay kam karna ho ga kun kay humain trade main achi earning hasil hoti hay is main pending orders say b achi earning hasil ho sakti hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X