traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    bahi ji main ap ko ye hi kahon ga k wakea sunata hon ek admi tha us say kisi nay sawal pocha k ap ki kamyabi ka raaz kya hy us nay kha k jo ghaltiyan mera bap karta tha wo me nay nahi ki yani hame gahrltiyan kna cahy .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      yaqeenan admi ko robot trading nai karni chahiey aur indicator use karne chahiye but indicator bi admi tab istamaal kare agar usko indicator ke sare rules pata hen tab hi koi indicator use kare istarah koi bi shkas indicator use na kare
      • #48 Collapse

        Jaisa k aap sab ko pata hay k jab data aata hay to jiss currency ka high impact wala data hota hay to us ma market mostly bulls ma chali jati hay ya bearish ho jati hay aur 100,200 pips etc. To Mostly loge kehtay hain k us time trade nahee kerni chahiay jab tak solid na pata ho k market bulls ma jaey ge ya bears ma.
        • #49 Collapse

          yes daer hume without indicators ke forex me trading kar ke earning karne ki try karni chaiye agar hum lage ke hum indicatort ko use karna chaiye to hum indicators ko use kar kle bi trading kar ke earning kar skate hai is liye ye hum per depend karta hai ke hum indicator use kare ya nai
          • #50 Collapse

            g bhai jaan indicator tu bhai jan future ka nahi bata saktay bhai jaan hum ko forex may news sey malomat khasil karna chay
            • #51 Collapse

              Traders ko indicators ka sahara nahi lena chahiye aur hamesha apny learning skills per tawaja markoz karni chahiye tab hi hum right direction main pips laga sakte hain kun keh indicators her waqt positive results nahi dety hain.
              • #52 Collapse

                ji haa bilkul kyuke indiacator hame market ka rukh batata hai ke market kis side me jayenga uo jayenga yea fir down jayenga aur wo dekhker hum position le sakte hai,.
                • #53 Collapse

                  Indicator are not fully understand market Forex is very easy business and very profitable when you learn well you learn properly and following some rule but at first practice demo account then trade real account so when you use indicator you must trade demo account then real account
                  • #54 Collapse

                    Jee bro men apse agree karta hun yaqeenan admi ko robot trading nai karni cahiey aur indicator use karne chaiye but indicator bi admi tab istamaal kare agar usko indicator ke sare rules pata hen.
                    • #55 Collapse

                      mjhe is ko bare main nhe pata agr ap main se kisi ko pata hai to mjhe bhe share krain main is forum per new hoon thankx.
                      • #56 Collapse

                        theek baat ki ye robot types indicators types ko choro apnay experience pe work ana chiaye forex business duniya ka best business hay agar apki skills perfect hain mehnat chaiye hardship se work karna zaruri hay ap interst se learning karo ap ko kuch best skills ki need hay har haal mei then success hay
                        • #57 Collapse

                          han bhai indicators kafi help karnay walay hotay hain jin say ham apna kam kar lety hain in say hame zror kam ko karna chahye ye kafi helping hoty hain in say hum ko ghabrana nahi cahhye indators kafi acha hoty hain
                          • #58 Collapse

                            dost g mian ap ki baat sy agree krti hn k aik traders ko kbhi bhi indicators ka saha nhi lena chahye ye os k liye loss ka chance bhi bn skta hai ossy chahye k wo khud market ko analyze krna seekhy q k indicators bht sy useless hoty hain kuch he sahi hoty hain es liye risk na lein...
                            • #59 Collapse

                              bilkul mein kisi ko he mashwara nahee dete kisi bhe robot yeah indicator ka kiun ke in per ager aap depend kero gey to aapko loss hosakta hain mere sath esa ho chuka hai esliye mein sub ko yeahee mashwara dungee ke aap apne tarding chart ko in tamam befazool cheezon se paak rakhen to ziyaa bahter hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Ji blkl robots technically work karte hain.... aur sudden situation change hone pe wo apna work leave nahi karte.... so apko robots use nahi karne chahiye... balke khud apne dum pe trade karni chahiye ta k jb conditions change hn tu ap apni strategies aur plans ko is k hisab se adjust kar saken.... aur ksi bare loss se bach saken.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X