traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    g han brother indicator ka sahara nahi lena chahiye ta k next ap kafi loss say bach sakty ho agr ap indicator ka sahara ly kr chlo gay to ap ko kisi time bhi kafi loss ho sakta hai is liye ap apni hard working kro aur khud market k analysis kro ta ka ap aik senior trader ban jao ap ko next ja kr koi preshani ka samna na krna pry
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      Nai ap traders ko indicators ki help leni chahye kiu k indicators k bina to hum trading sahi nai kar sakty, indocators ko use karna zrori he agar hum indicators ko use nai karin gay to market ka pata kesy chalay ga k hum trading mein prift hoga ya nai.
      • #213 Collapse

        dear mai ap ki baat sy totally agree krta hoon k humein indicator pay ziada believe nahi krna chiye q k yeh b 50/50 chance hota hai k indicator sahi ya ghlt,is sy acha hai k hum log aony knowledge and information ko utilize krty huy trade krey is sy humein kafi profit hasil hony k chances hoty hain.
        • #214 Collapse

          nahi indicatore se hi to pata chlta hay k merkt ab kahan janay wali hay ager app ko is se satisfy nahi hay to app analysis se bhi trad kar saktay hain magar indicator app ko short trad mai buhat madad daita hay
          • #215 Collapse

            Traders ko indicator par belive karna chaiya agar ap pakistan forex forum trading my agar ap indicators par
            • #216 Collapse

              Jee brother guys apse concur karta hun yaqeenan admi ko robotic investing nai karni cahiey aur indication employ karne chaiye however indication bi admi tabs istamaal kare agar usko indication ke sare regulations pata rooster tabs hello there koi fish indication employ kare istrah koi fish bi shkas indication employ na kare.
              • #217 Collapse

                ni dear aisa ni ha indicator hamari kafi had tak help karty hain ap agar kisi achy indicator ko follow karo to ap ko us se achy results milen gay baqi mehnat to hamari khud ki hoti ha ye to bas trend ko samjhny k liye zrori hoty hain
                • #218 Collapse

                  • #219 Collapse

                    Sir indicator ka bohat bara faida hai ager ye na ho to ap profit hasil nahi ker saktya hain ye wrong baat hai mere kheyla may markeet ko 70# watch ker kay ap profit hasil ker sakta hian try ker kay dekh lo thank u
                    • #220 Collapse

                      g hun jnab forex treding biznees min treder lo indicators LA seher bji lyna cahye tabhi woh forex min se sab se acho or best ernig hasil kar sakta hy ye bahtren hyb
                      • #221 Collapse

                        Dost me aap ki bat ko ehmiyat deta hun lekin har jagah har situation me aesa nahi b hota yani aik trader ko apni trade succesful banane k liye in tools ki madad leni chahye pehle to apna fundamental news analysis kar lein phir indicator ki madad se use parkhein to achi bat hai yeh.
                        • #222 Collapse

                          Bhsi g apna bilkul thake kha hy k traders ko indicators or robot sai bachana chahye or zaida koshish kerni chahye k manual trading kerain is sai wo market ko observe karain ga or acha sai smja ga is ko
                          • #223 Collapse

                            jnab humain is mainindicators say help lynay main koi harj nai hay humain trading main practice kar kar kay kam karna ho ga ta kay humain is main indicators say achi help hasil ho saky kbhi kbhi is kay use say huamin loss ho sakta hay
                            • #224 Collapse

                              agr hum is mai practice karty hain to humain hard work karna ho ga agr hum indicators say help lay kar kam karty hain to humain market main kam karny main ahci eanring hasil ho sakti hay
                              "The mind is everything, What you think you become"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                indicators k zariye se ham ko resistance and supports k points ka pata chal jaata hai is liye indicators ko use karna chaye lekin news k time pe indicators ko use nahee krna chaye is se aap ko loss ho sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X