traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    i think hamen indicator ka zaroor sahara lena chahiye but aik bat achi trha se jan leni chahiye keh hamen kabhi bhi kisi bhi indicator par fully trust nahin karna chahiye warna hum is main fail hi hotey hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      well my dear friend, meray khayal say ye tou totally hum pey depend karta hai kay koi bhi indicator hamaray leay useful hai kay nahi hai aur iss ka use karna chaheay kay nahi aur robot trading tou phir alag baat ho jati hai iss say indicator say relate nahi kia ja sakta hai aur ye sahi hai kay robot trading sahi nahi hoti hai...
      • #153 Collapse

        No brother i think ap wrong he, because indicator market ki direction se agah karti he, aur indicator (technical analysis) ko kehte he, my advise to you ap alligator indicator ko use kare woh kafi beneficial rahe gi aur asan bhi he easily market ki direction samjh ati he...
        • #154 Collapse

          Bilkul forex trader ko agar chay wo waqae trader hai tw sy indocator ka sahara nahi laina chahiye kiun k indicator say ziyada best hamari apni trading hoti hain
          • #155 Collapse

            Dear tamam kisam kay indicators ham ko sirf ya batatay hane kay market kitni move hoi hay ab iss ka andaza ham ko karna hota hay kay ab market agay kiya kar sakti hay or kis taraf jasakti agar hamara andaza shi howa to ham ko profit milta hay.
            • #156 Collapse

              Dear agar aap bonus ki baat kar rahay hain to hame bonus her month ki 7 tak mil jata hai aur agar aap profit ki baat kar rahay hain wo me nay yaha pay withdraw karwaya hai.........
              • #157 Collapse

                Meri nazar mein mere experience k mustabik traders ko indicators se help leni chahye but mein is baat se agree kerta hun k traders ko trading mein apne experience or knowledge ko ziada use kerna chahye indicators se just help ley analysis mein means full depend na kere.
                • #158 Collapse

                  dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k hamain indicators ka sahara nahi lena chahiye bal k apny knowledge aur expereince say tarding karni chahiye
                  • #159 Collapse

                    asalam o alaikum dear friend mein ne to abhi threading start nahi ki hai and mein to ye bhe nahi janta k indicator kya hai is liye mein ap ko kuch nahi bata sakta hu.
                    • #160 Collapse

                      Assalam o alaikum...! ji bro apne thik kaha robot sirf technical kam ke liye use krna chaiye , forex trading khud krni chaiye or zruri nhi ke robot sirf profit hi dy ga wo ak bra lose bhi dy skta he, robot ko frex trading me use krna boht bri galti he,
                      • #161 Collapse

                        mein nahin samjhta hun keh hamen indicator ka sahara lena chahiye aur mein samjhta hun keh hamen forex mein ziada se ziada learning karni chaiye then hum is business mein kamiyab ho saktey hain aur indicator par kabhi bhi belive nahin karna chahiye.
                         
                        • #162 Collapse

                          JNaab ap ghlat keh rahy hu gaer ap k sath ik baar sya hugya hy tu iska matlub ye nhi k har baar aysa huga indicator is system m bht zaroori hy
                          • #163 Collapse

                            ji bilkul mein yehi kahun ga es kam ko sahi trhan sy krny k liey app ko chaheay k es kam ko smjhen indicators wagera sab bakvas hain .................!
                            • #164 Collapse

                              orex forum best hai kyun ke senior traders yahan apne tajarbat share karte hain jo ke new traders ke lye bohar kar aamad sabit hote hain aur future main in ke lye madadgar hote hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                bhai mera aisa manna hai kay , han bilkul her trader ko trading kay doran indicators ka sahara lena chahye , kyun kay os kay bagair to wse bhi wo trading kre ga, or agr indicators ka sahara leta hai to ose os trade ka baray ma achi help ho jaye gi ho skta hai kay kabhi oski soch ghlat sabit ho jaye to indicator se help mil jaye gi or wo sahi trade ker le ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X