USD ka main Factor kiya hai jis sa USD strong ya week hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    USD ka main Factor kiya hai jis sa USD strong ya week hota hai?
    dosto waise to factors bohat zyada hotay hein jo market ko up and down kar sakte hein lakin Aap ki nazar main USD ka main factor kiya hai jis ki wajha sa USD up and down hota hai? factor mujhy fundamental analysis main sa he batein. Thanks in advance.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes you say right my brother and i agree with you because ager hum dekhy to fundamentally base per usd bohat up and down karta hy or suddenly ups and down is wja sy krta hy ku kh agr kisi country main achank USD up karne ka order ain ga to wo isko up kar dy gy ku kh agr wo aisa nahi kary gy to unko buht loss huga or isi trah market ka trend change hota rehta hy or market move krti rehti hy.
    • #3 Collapse

      Forex Currency Value Set Karta Hai,Kisi Mulk Ki Currency Demand Sa Yeh ... zyada chalati hai ya jis ki demand market main zyada hoti hai to wo currency high value ... Kyu Daita Hai Aur Ya Forex Broker Website Kai Admin Ka Faida Kiya Hai ? ... Ager Martket Graph Neechy ki Taraf Ja ay Ga To Is Ka Mtlab USD Strong Hai.
      • #4 Collapse

        well bhai jan main indicators ko use karny ki favour main nhi hun q k aik dafa main ny indicators ki help se kaam kiya tha mujhy us waja se kafi loss hua tha fporex trading main mere khyal main banda wo hi kamyaab hai jo without indicators apny mind set se trading karta hai
        • #5 Collapse

          This thread is basically for all trader but especially for those trader who are still loser in live account that they should need to understand their past trading mistake and start learning from basic step and continue learning of Forex.Make new strategy and add every things in it.Never avoid weak and mistake of trading.Use and depen
          • #6 Collapse

            g dear humein 0.1 ki lot leni chahye ziada ki lein gay tu ye risk ho ga q k agar loss ho gya tu wo bhi ziada ho ga es liye kam lein agr loss hua bhi tu kam he ho ga or profit bhi ap ko sahi mil jaye ga
            • #7 Collapse

              G ha jinab bhoot sa log aisa hai jo bhoot zada earn kr rha hai so vo log forex konapna proper future buisness ki tarah treat krta hai or waisa bhi forex is qabil ha k isa proper buisnes bnaya jae
              • #8 Collapse

                Jee bilkul forex trading students k liyeh bhi bohat hi achi opportunity ha earning ki. Forex trading k liyeh koi fixed timing nahi or yehi cheez ka faida utha sakte hain forex trader banne se unki studies bhi mutasir nahi hoti.
                • #9 Collapse

                  forex me mere kiyal me ye ek indicator ha our ap ager is ko use karty ha to ap ko forex me market k bare me kuch na kuch pata chal jata ha our ap apni trading ko sahe our tik kar sakty ha our me to kud forex me bahot he kush ho..........trding may jo log move average ka use kartay hay wo kabhi lose nahi khta hay move average hum ko forex trade
                  • #10 Collapse

                    Market main dollor ka rate daikain to internationlly ya change ho raha hota hay main waja jo is ka rate st kar rahe hoti hay is ki demand and suuply ka keh sakty hain jahan par usd jaye ga ya us ka volume ziada ho to definitely internationly is main change aye ga
                    • #11 Collapse

                      NFP,FOMC,PPI,CIP,ye kuch Aisi news releases hain jin ki Waja say USD par Kafi asar partaa hai,is k ilawa agar US president ya G7 countries K presidents ya german chanselor ek dam Koi byan dy tab bhi market main Flactuation Dekhnay Ko milti hai abhi last days main ek Dam gold market nay pull back kiya thaa halan Ky Koi bari Economical news nahin thi,sirf russian president nay ukraine k hawalay Say Ek byan diyaa tha or gold market nay pull back kiya.
                      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                      • #12 Collapse

                        is ki bari waja economic news ho sakti jiss ay humari news pay effect bhot he zrori hai is k bina hum kabhi b yaha pay learn nahi kar saktay hain yaha pay kaam karnay k leye hame kafi had tak kaam karna hota hai.
                        • #13 Collapse

                          good waise to factors bohat zyada hotay hein jo market ko up and down kar sakte hein lakin Aap ki nazar main USD ka main factor kiya hai jis ki wajha sa ;;;;;;;;;
                          • #14 Collapse

                            bhai usd sab he currency ke muqably me paya jata hai so kabhi koi stronge hoti hai to kabhi usd is lye usd me ups and downs bohat dekhny ko milty hain lekin usd me hamesha hum ko profit se ziada loss ko face karna parta hai .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              is ke bht se factor hain economy se related ha yeh question aur bht ehm be ha mere khyal ke mutabiq us main hone wali investment ya crises is pe bht fact karte hain qn ke country situation currency ko effect karte ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X