Gold ka relation maximum asian countries kai sath hota hai so follow asia is best way

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
    Dosto Gold ka relation maximum asian countries kai sath hota hai jis main Indian, Pakistani, Bangladeshi, Arabic and indonesian log shamil hein. Mera khayal hai kai aager hum log in Countries ki news ko bi follow karein to Hum ko profit ho sakta hai aur fundamental ideology main izafa kar sakte hein hum log what do you think about it?
    wese apki baat theak to hai per gold ziada ter logo ko belkul pasand bhe nhi hai kue k iske commin bhut he ziada huti hai,.agar ap euro ke commision dekhen to us ke 3% hai jub k gold ke 50% hai,.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      nai me is bt ko nai manta aisa me gold ka relatin ha lekn baki rigion me b ha ek angre larki ko b gold pasand ata ha ha ye keh sakty ho k kbi kbi un k fatin k sath suit nai karta lekn gold ka relatin urap me b nazar ata ha.
      • #18 Collapse

        bhai mera to yahe kehna hay k gold per trading karna bohot risk wala kam hay apki bat us sorat mein sahe sabit ho sakti hay jab apka balance kam az kam 1500$ ka ho or phir ap is per fundamently news ko dekhtay hoye trade karen tab to apko is say kuch mil sakta hay.warna loss k chance 80% hay.
        • #19 Collapse

          Dear i am newbie mujy gold ki etni knowledge nae hay but ye bat theak hy kay gold ka relation asain countries say zayda hota hay so we should see the situation from aisa
          • #20 Collapse

            Gold ka relation maximum asian countries ka sath hota hai lekin ye relation asal main USD ka sath ziyada hota hai kun keh jab USD strong hota hai to gold sell hota hai aur agar USD weak ho to Gold strong ho jata hai aur market buying mode main chali jati hai.
            • #21 Collapse

              agar hum techniqal base ke sath sath fundamently base per bi analyse karen ge wobi gold ki trade per tou hamain ziada profit hoga.Planning plays an important role in your trading . you have to plan for your time of trading, your daily targets.
              • #22 Collapse

                i think it mainly have relation with strong currency country and exchange of all over the world mostly usd currency involved in the movement of price in gold and metal so it is risky to trade on gold you should have much experience about it
                • #23 Collapse

                  MY dear frands ya sach ha ka abhi tak to koi payment withdraw nahin karwai he kyu ki pichle do months se mene 4 bar account hi wash kar diya hai abhi meri learning bht sari baki hai so kindly aap baki seniors se bh pouch la.
                  • #24 Collapse

                    Jee bro gold ke liye ziada tar fundamently news chalti hen aur ye fundamently news hi ki base per markit bohat updown move karti he .... agar hum techniqal base ke sath sath fundamently base per bi analyse karen ge wobi gold ki trade per tou hamain ziada profit hoga
                    • #25 Collapse

                      G bat to thk hay agar hum in countries main bi gold ka up and down chk karen par bat to wahe hay local market bi to internationl market ky rates kay sat hi chal rahe hoti hay han guess kar sakty hain ap is sy
                      • #26 Collapse

                        ji bhai gold relation bht best way hai hamare lye and me is forum se bht money earn krta ho ye ak easy business hai meri life ke lye me is par mehnat bhi ziada krta ho.............
                        • #27 Collapse

                          jee han ku k yaha pay he gold zyada use hota hai ithng yehi waja ho sakti hai k yaha pay he gold ka relation zyada hota hai so hame yahi pay trade karni chahye aur gold k lye wesay b zyada investment ki zrorat hai.
                          • #28 Collapse

                            jee haan is main koi Shak nahin hai k Gold ka Co Relation asian Countries K Sath hai is waqt bhi gold k sab Say baray buyers chinese or indians hain,or Ab Tak Sab Say bara Exporter Australia hai,is teno mulkoun Ki economies ko mad E nazar rakhtay huye Gold Trading Ki jaye Tou Acha khasa profit ho saktaa hai
                            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                            • #29 Collapse

                              jee han brother bilkul theek kaha kyun ke gold ki trade karne men ba nisbat deegar cheezon ke zyada aasani hai aur profit bhi ba asani kamaya jaa sakta hai but its completely depends on our analysis
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Bhai iss k bary mainmujhy pata nhi hai aur na he iss ka ita knowledge hai mujhy q k main new hun is smai aur abhi main iss ko sekh raha hun . Forex best hai sb sy .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X